new trader ki soch

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new trader ki soch
    jo new trader hoty hain un kuch soch alag hoti hai un ko is buiness ki reality ka nahi pta hota hai ye aik good kaamhai lekin bahut mehnt sy kia jat ahai ye aik real kaamhai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    new traders terminal ku watch kerty hain or ye samjh lyty hain k shahid sara kamal terminal hi kerta hai. laikin aisa nae hai forex aik money exchange related business hai ju k data or analysis say movement show kerta hai.
    • #3 Collapse

      jo new traders hain un kolagta ha bas forex ma paisa ha loss nahi ha asa nahi ha agr wo is ko achy syu samj ly gy tu bohat zeada profit ha forex ma agr is ko nahi samjty tu bohat loss ha
       
      • #4 Collapse

        jo new traders hoty hain un ko bas asa lag raha hota ha k wo din ma ameer ho jay gy lakin asa nahi hota ham zaror ameer hon gy lakin hamy time cahye ho ga is ko completly learn karny ma
         
        • #5 Collapse

          gee haan bhai new trader ko forex trading ke reality ka pta nhe hota he aur woh apne trading mein experinece acha nhe rkhta he is wjaa se us ke trading mein kamaybe nhe hote he to hmein apne trading mein market ko smjhna he aur apne trading experience se krna he phr loss nhe hota he
          • #6 Collapse

            Bahi Jan forex trading mein new trader ki nazr only profit PR hi hoti hai lekan in ko yeh nhi pta is mein bahot zaida loss bhi hai aghr in ko yeh pta chal jaye tu in ko smj aa jaye GI trading
            • #7 Collapse

              forex trading ke market mai hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke ap jo hai woh pehle seekhne ke koish kerahe ous ke baad ap ko earning khud hoge.
              • #8 Collapse

                G han, new traders is business ko bohot asan samjhtay, specially jin ko start mein hi profit hasil ho jaye lekin jab loss hota ha to bohot se trades is business ko quit kar detay hain. Is liye forex trading mein 90% traders loss mein rehtay hain kay wo is business ko proper time nahi detay, lihaza is business mein time spend karain and apna experience increase karain tabhi ap successful ho saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Yess I m agreed post achi lagi iss se new comers ko b madad mele gi samjhne main bohat se new ane wale iss ko toke se chalne wala kam samjhte hain thori bohat kamyabi k baad great loss ka sakar ho k bhag jate hain phir keh rahe hote k acha kam nahi bahi iss main mehnat lagan knowledge practice chahiay phir iss jaisa kam aap dhondh k dekhien iss jaisa acha uar real kam koi b nahi mile ga apko
                  • #10 Collapse

                    g han new traders ki soch yahi hoti hay k es business me profit zeyda hay or ham asani se es me rich ban sakty hey magar jab tak mehnat na ki jaye es business me rich banna etna easy nahi hay
                    • #11 Collapse

                      dear asal mai jo new trader aata hai aus ko atna pata ni hota aor zayda tar new traders ye samjhty hai k hum ais market mai se jo paisa kamye gay hum ko pata ni wo mily ga bhi ya nai magar aisa ni hota ais market mai hum jo paisa kamaty hai wo hum ko zaror milta hai ye aik real kaam hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        G han bhai jan ap ne theak kaha ha new traders ko is buisness ki reality ka pata nahi hota kyun k jab new join karta ha tu har bandy k zehn mein hota ha k wo rat o rat he paisa kama ly is liye wo apny emotions p control nahi kar sakta aur loss kar bethta ha is liye new traders ko advise ha k mehnat karyn aur practice karyn

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X