Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hai dear jin posts ko ziyada threads means posts ka reply hota hai woh red ho jaati hai hain jinhain red hot thread kaha jata hai or jise kam reply hote hain wo gray color ki hoti hai or jissay banned kiya jata hai us pe tala laga hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим