Jin Posts kai jawab zyada hotay hein wo red hojati hein aisa kyu hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    jee dear jis thread ke upar ziyada reply hote hen toh us thread ka colr dark ho jata he or woho colr is baat ki nshandhi krta he ke isme ziyada posting ho chhuki he or jinka colr kam hota he unme yh show hota he yh new hen or in par abi posting nahi hui ya boht kam hui he baki or koi chkar nahi he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      zyada comments waly threads red color kay nai hoty hain bilkay ap jub thread open akrty hain to ap khud bhe is kay fonts ka color change kar sakty hain aur is kay bad jub ye post old ho jati hay to bhe ye red color main show hoti hay
      • #153 Collapse

        iska mujy nahi pata ap is ko forex admin means forum kay admin sy puch lo wo apko iska bta sakta hai, khf jajf jfghio fhwkjhh[o ncjhsdf ijsdd fk;jshflk sdaofkjsdl fosa fh ;a f ofsdhfk saddkf slkddf sdfh
        • #154 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: kanwal
          ASSALAM-O-ALAIKUM !! Mein nai bhi yeh cheez notic ki hai kay thread kay tital par ..red ..gray aur dusry type kay nishan hote hain ..thanks red aur block ka tou ilm ho gaya ab dusri thread kay nishan ka ilm nahi wo kiss liye hote hain aur un ka kiya maksad hai..
          mery khyal mein en post ka matlan he key new post red hoti he kein wo admin ey check nahe ki hoti. es laye ager wo post duplicat ho tu wo delete ker di jaty he or sath app ki post b delete ho jati he es laye koshish kea kero key old thread per post kero.
          • #155 Collapse

            g han red hone wali threads isliye red hoti hen ky unper bht sare answers diye jachuke hote hn or black threads isliye hoti he ky wo bilkul new hoti hn or wo unread hoti hn or us wakt black rehti hn jab tak unper bht sare posts nhi hojatin.
            • #156 Collapse

              salam me yaha pe new hu mjhe is baray me koi knowledge nahi hai, lekin ab mjhe bhi pta lag gya ke ye kya hota hai yaha ke seniors ne bta dya..
              • #157 Collapse

                Red Hone wali threds isliye red hoti hen kyu k onper bht sare answers diye jachuke hote hn
                • #158 Collapse

                  ahan , Jin Posts kai jawab zyada hotay hein wo red hojati hein aisa kyu hota hai?, ye is liye hotaw hai ke is bat se pataw lagtaw hai ke is mein posts zadaw hain :)
                  • #159 Collapse

                    bhai jan ye to aap ko moderators se he pochana ho ga yah phir yeh aese hoga ke jo threads new hote hain un ke color black ya blue hote hain or jo older ho jate hain un ke color red ho jaty hon ge mene bhi ab tak red threads ke he reply diye hain .
                    • #160 Collapse

                      han bhai ager apnay aik sai zeyada thread ka nechay 3 ya 4 post kerli tou aik chor kay apki sari post dlt houjaengi
                      • #161 Collapse

                        new traders ko main postain laganay kay barray main thora sa batana chahta hoon keh aap jo post ya jis thread ka reply kartay hain aur woh dobara aa jay aur us pay green color ka arrow lag akay aa jay aap os ka dobara reply nah karrain kunkeh iss tarah kartay hooay duplicate post ka box aa jaata hay doosra aap 10 mint main 5 postain laga saktay hain aur agar aap postain laga rahay hain aur spam ka box aajay to phir aao 5 mint kay leay postain na lagain agar aap phir bhe postain lagain gay to aap ki postain mines bhe ho saktai hain be care full
                        • #162 Collapse

                          As it is also new information for me, thanks for drawing your attention in your good thread, as I was not aware about this matter, anyways, these type of informative stuff always increase many new comers, for which I appreciate from my heart.
                          • #163 Collapse

                            ho sakta hai un ki rply limition hoti jati hai ho laikin jab reply kiya jata hai to is per ko mesage b nahi display nahian hota jis say andaza lagay ja sakya k aisa q hai.
                            • #164 Collapse

                              assalam oalikum janab es ky bary men mughy to maloom nahi ha ho sakta ha ya bhi koe forex treading ka koe osool hh qky forex ky bhi to ruls hen jo humen follow karny hoty hen .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                bhai is bare ma koi ilm nai na he koi post red hui ha hamari, ma bhi 6/7 mah se posting karta aa raha hu , or abhi bhi kr raha hu, mere sath aesa kabi nai hua, jesa ap keh rahe hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X