Broker ka sahi concept kiya hai wo mai ne details main mention kiya hai read karein.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai dear broker woh hota hai jo mt4 terminal par hum koi bhi trade lagatey hain uski bid and ask k darmiani farq ko spread kehtey hain aur yeh broker ka commission hota hai aur instaforex broker asia ka best broker hai jo forex pak se affiliate hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      apne bohot hi acha concept bataya hey aur new traders ko yeh baten pata nahin hoti hein unke liye yeh post kafi ziada faida mand hey aur waqai jo broker hotey hein yeh jab hum trading kartey hein to us mein jo bhi spread cut hota hey woh broker ke pas jata hey aur yehi broker ki commision hoti hey aur isy se hi broker kama raha hota hey
      https://t.me/pump_upp
      • #108 Collapse

        Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hai dear jahan tak me janta hon forex main hamain wo hi broker use karna ho ga jis main hum achi trade kar k run kar skay gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k market main trade kar k run kra skay gay aur earning ho gi
        • #109 Collapse

          is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi aur broker market main buy aur sell karwaty hain so hamain is k baryy main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main perform karny k kabil ho sakty hain aur market main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is say faida ho saky ga
          • #110 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
            Dear members of forex-pak, Kuch new traders nahi jaantay kai broker kaise earning karte hein ya broker kon hotay hein ya broker hamari help kyu karte hein? In sub bato ka jawab yeh kai kai broker bit and ask kai darmiyan kuch amount cut karta hai yeh amount broker ka commission hota hai jo spread kehlata hai. asaan alfazo main bit and ask difference ko hum log spread yani broker ka commission kehtay hein. Broker hamari trading kai open hotay hein jo commission earn karta hai wo sirf aise he earning karta hai.
            Agreed bilkul sae kaha ha
            • #111 Collapse

              market main trend ko use karein gay tab hamain bi is forex main kam karny main bi faida h osaky ga aur is ki bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gayy aur broker hamain market k bary main achy say trade karwaty hain so hamain is k bary main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay
              • #112 Collapse

                is main zaidda information nai hai is main acha broker use karna ho ga jo hamain market main buy aur sell krwaty hain so hamain is k bary main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur market main up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum kamyab h osakty hain aur market main earning ho saky gi
                • #113 Collapse

                  market main sab kam kar sakty hain so hamain is forex k bary main information hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is main detail hasil karein gay tab hamain is forx main faida ho saky ga aur broker market main buy aur sell karwaty hain so hamain is forex main fida ho saky ga ta k earning ho
                  • #114 Collapse

                    broker asal main wo hota hai jo hmari trade ko international market main le k jata hai or hm se commission leta hai bs.us k commision se he us ka kam chlta hai.es k elawa broker hmain leverage b deta hai k hm thoray peson se ziada risk le sakain.or kbi kbi to hmary capital pe hmain bonus b deta hai.
                    • #115 Collapse

                      market main is k rules ko mind main rakhna ho ga ta k achy say trade kar sakty hain so hamain is say faida ho saky ga aur is forex main detail use karni ho gi tab hi hum real main achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is say faida h saky ga it is best
                      • #116 Collapse

                        Re: Broker ka sahi concept kiya hai wo mai ne details main mention kiya hai read kare

                        Ap nay bilkul thek kaha hay. Broker hamari help is liye ker rahay hotay hain kay un ko un ka commission hamari trading say milta hay is liye jab ham un kay sath apni trading ko wabasta ker letay hain to wo hamari help kertay hian que kay ham achi trading karen gay to wo bhi commission hasil kertay rahen gay nahi to wo bhi hmaray trade na kernay ki waja say commission say mehroom ho jaen gay.
                        • #117 Collapse

                          Re: Broker ka sahi concept kiya hai wo mai ne details main mention kiya hai read kare

                          aap nay sahi kaha ha kay broker hum sa trading ma comation lata ha jo kay spreet kahlata ha aap ko loss ho ya na ho aap ko profit tab be broker ko spreet milta ha loss par be profit par be our ya majay lagta ha kay oil ki trading ma broker ka spreet hota ha our is ki ya he earning hote ha aap nay sahi kaha ha broker sa humay be fiada hota ha
                          • #118 Collapse

                            Re: Broker ka sahi concept kiya hai wo mai ne details main mention kiya hai read kare

                            market main broker k bary main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur market main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achy say trade kar skaty hain loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earning ho saky gi
                            • #119 Collapse

                              Re: Broker ka sahi concept kiya hai wo mai ne details main mention kiya hai read kare

                              hello dear brother ap na bilkul sahi kaha ham forex ma jitni b earning karta ha os ka broker ko ham na 20% dana hota ha har broker ki apni apni kamishan hota ha lakin aksar broker hamari profit ka 20% lata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Re: Broker ka sahi concept kiya hai wo mai ne details main mention kiya hai read kare

                                G bhai aap ny bahot achi rehnomai farmai hy k broker ka concept aur us ki earning kaisy hoti hy ye bilkul aik aam broker ki terhy hy jo k do partion k darmyaan koi deal karwa ka apna margin laita hy theek usi terhy Forex trading myn bhi broker trader ko facilities provide karta hy aur phir us myn spread ki sorat myn apna margin laita hy jo k her trade pe different hota hy aur yahi brokaer ki earning hoti hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X