There is a help for New beginners or New Traders in URDU about Fundemental analysis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    There is a help for New beginners or New Traders in URDU about Fundemental analysis
    dear members, aager aap aik new trader hein to aap ko kiya kiya cheezein internet per search karna hoti hai wo sub batein mai aap kai sath aaj discuss kar raha hoon neechay di howi cheezo ko check kar kai aap kisi aik currency ko select kar sakte hein matlab yeh kai aap kisi aik currency ko buy ya sell kar sakte hein. Fundemantal analysis main jo factors hein wo yeh hein, Country Employement, Country Progress, Industries, Country Future Planing, Currency Policies, Country Services, Country Export Quality And Natural Materials ( Like Gold, Silver, Iron, Copper , Oil, Medicine Etc ) Ager China Main USA Kai Log Shopping Karein Gai Online ya Offline To Wo Log Dollars Dai Karein Gai, Aab China kai logo ko jab Chinies yuan chahiyeh hoongai, to wo dollars USA main dai gai ya open market main dein gai foreign and exchange ko ya world bank ko to un ko wo log dollars exchange kar kai dein gai.jo currency zyada chalati hai ya jis ki demand market main zyada hoti hai to wo currency high value aur stable hoti hai lakin koi bi currency zyada dair tak aik jaisi nahi rehti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Very nice Thread,ye baat Bilkul Theek hai K kisi Bhi Mulk ki Economical Condition us Mulk Ki curency par direct Asar Andaaz hoti hai,Aap nay buhaat Achi Tarah Say Samjhaya hai umeed hai K Tamaam new Dost is Thread say Bharpoor faida uthayen Gy
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      news ko b achi tarha follow kar kay app market ko achi tara dakh skty hain yah foctors trading main bohat eyham hy in ko follow karna chahye.kisi Bhi Mulk ki Economical Condition us Mulk Ki curency par direct Asar Andaaz hoti hai,Aap nay buhaat Achi Tarah Say Samjhaya hay.
      • #4 Collapse

        bahi ji main ap ki baat ka jwb ye hi du ga k mujy ani is k bary nhe pata kiun k main abi is m new hu or is wja s mujy is k bary main nhe pata hy....
        • #5 Collapse

          Forex trading main analysis ka bara role hai aur analysis two types kay hain matlab technical and fundamental. Technical analysis ke though hum market ko technically dekhte hain aur fundamental main news ko watch karte hain. Technical aur fundamental currencies aur commodities dono per kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Knowledge is the key factor to understand fundamental analysis. Forex trading main analysis ka bara role hai aur analysis two types kay hain matlab technical and fundamental. Technical analysis ke though hum market ko technically dekhte hain aur fundamental main news ko watch karte hain. Technical aur fundamental currencies aur commodities dono per kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              hmm ap ko post newbies ke liye perfect hai me be itna kaho ga ke jo new aye wo aik dam sab chezo pe hath na rakhain balkay step by step chalain
              • #8 Collapse

                Comfortable Line, ye baat Bilkul Theek hai Ok kisi Bhi Mulk ki Inexpensive Situation us all Mulk Ki curency par one on one Asar Andaaz hoti hai, Aap nay buhaat Achi Tarah Point out Samjhaya hai umeed hai Ok Tamaam fresh Dost will be Line claim Bharpoor faida uthayen Gy.
                • #9 Collapse

                  Very nice Thread,ye baat Bilkul Theek hai K kisi Bhi Mulk ki Economical Condition all of us Mulk Ki curency par right Asar Andaaz hoti hai,Aap nay buhaat Achi Tarah Say Samjhaya hai umeed hai K Tamaam new Dost is Thread say Bharpoor faida uthayen Gy
                  • #10 Collapse

                    dear frend me is chez k bare me kuch bhi nhe janti hun abhi tak muje forex k bare me itna ilam nhe hai or me is k bare me kuch bhi nhe janti hun is k bare me hamare jo senior bhai hain who apko zarur kuch na kuch raye den gy..
                    • #11 Collapse

                      news ko achi tarha follow ker kay aap market ko achi tara dakh skty hain ye foctors trading main bohat eyham hy in ko follow karna chahye.kisi Bhi Mulk ki Economical Condition us Mulk Ki curency par direct Asar Andaaz hoti hai,Aap nay buhaat Achi Tarah Say Samjhaya hai
                      • #12 Collapse

                        g haan yeh sab aik part of forex trading hai humko in sab cheezun ka khas dheyan rakhna chahiye trading mein humko isi se bohat help milti hai fundamental aur analysis ko read karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Forex nay Pakistan Forex forum bana kar bohat acha kam kiya ha kayis saynew traders ko or khas kar beginners ko bohat help milay ge . or Urdu main on ko trading key knowledge b milayge or is say wo apna trading knowledge b barha sakain gay or us main improemente b la sakain gay. or apnay experience ko oron tak b achay trekay say share kar sakain gay.
                          • #14 Collapse

                            ha agar aap kisi site par searvch karenge to apako jarur urdu me bhiforex tradimng kese karana hai wo sabhi janakari mil sakta hai si liye aapko kabhi urdu ya enlish me nahi padana chaye sirf aapko tradin me dhyan dena chajye taki apakoksi aur par depend nahi rahana padega aap khud hi trad kar sakte hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Mujay es thread kay braey me samj nai aye kay kiya matlb hai es ka. wesay me be new hun meri be help ki jaey es thread kay hawlay say kun kay me abi itna expert nai hun forex trading me.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X