Good Piece Of Work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Good Piece Of Work
    Trading kay doran apnay kam say mut'ma'in hona apnay kam kay sahi honay ki daleel hay. lekin apka trade good or according to reports and market analysis base hona chahiye. warna koi fayeda nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi es kaam main aik cheaz nhi hr cheaz per nazar rakh k trade karna perti hai kiu k yeh bohat risky kaam hai humy chaiyeh still mehnat kry news say sikhy jitna hu saky or forex best hai bus humy sikhny ki zarorat
    • #3 Collapse

      gee bhai hmein apne trading mein mutmaen ho kr apne trading krein aur apne trading mein sahih experience ho aur hmein apne trading mein market ko ache trah se analysis kia krein aur apne forex trading mein sahih time pr order laga kr trading se profit hasil krein
      • #4 Collapse

        jitna ham sabar aur tahmal k sath kam karien gy utna hi faida ha hamar ku k hamy pata ha is kam ma hamy fiada b bohat aur nuqsan b bohat ha tu tahmal b bohat zarori ha
        • #5 Collapse

          Bahi Jan forex trading aik bahot acha work hai is mein bahot zaida faida hai loss bhi hai lekan is mein apko bahot zaida mehnat krni prti hai at ap acha kam krty ho tu apko output bhi acha !mily ga
          • #6 Collapse

            Jee han iss kam.main enter jone se pehle apko kam k bare main sahi pata hona chahiay market trends ka pata hona chahiay ta k aapp jab b iss kam ko karne kamyabi se karen iss main loss se bach saken ham iss ko jitna peacefully karen gay utna.hi.iss main kama saken gay iss kam main stress free ho k kam karen
            • #7 Collapse

              Trading kay doran ap ko khud par yaqeen hona chahiye, jo bhi decision lein, full confident ho kay lein because agar ap khud hi apnay decision se mutmain nahi hongy to trading kay doran bhi hesitant hongy and confuse ho kar wrong decision lay saktay hain, jis se loss ho sakta ha, lihaza trading se pehlay achi analysis kar lein and apni strategy ko mumkin had tak accurate bana kay trading karain.
              • #8 Collapse

                g han jab b app forex me learning ka kam karen gey to app jo b work karty hey us se app ko etmenan hona chaye k app ne jo work kia hay wo app ko next time fayda b de sakta hay
                • #9 Collapse

                  dear jaha tak mainy dekha hai k hum jab money management k lehaz se kaam karty hai to hum ko aus mai ye tasali hoti hai k hum jo trade laga rahy hai aus par stop loss aor take profit kitna ho ga aor agar stop loss hit ho bhi jaye to humry account ka kitna % loss ho ga ais hisab se kaam karny se hum kamyab hoty hai.
                  • #10 Collapse

                    Dear bilkul theak kaha ha ap ne hamyn market trend ko dekh k kam karna chahye aur market ko analise kar k kam karna chahye aur apni trading se mutmain hona chahye jab apki trading se apko profit hoga tu definetly sp apny kam p mutmain hon gy
                    • #11 Collapse

                      trader ko trading main trend ko smjhna aor clear smjhna must hai trader ko trading main market ko follow krna hai trader ko profitable trading ky lay trader ko market main understanding sy work krna hai aor trader market main mistakes na karay aor trader ko trading main good earning hoti hai
                      • #12 Collapse

                        jee haan bhai ap ny bilkul theak baat ke ha ma ap ke is baat sy fully satisfied hu jb bh hm trading shuru krain aur jb hm trading laga lain tw phr ab hmain worry honay ke zrorat nahe jo hona huwa ho jaye ga hmain mutmaen reh kar apny kaam ko daikhna chahiyay
                        • #13 Collapse

                          jee brother forex really ek boht acha business hay aur acha kaam hay. but ye aap py depend karta hay kay aap is mn trading kaisy karty hn, profitable rehty hn ya lossable. situation jo bhe ho dil laga kar kam karna chahye , himmat ni harni chahye.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: saadi پيغام ديکھيے
                            jee haan bhai ap ny bilkul theak baat ke ha ma ap ke is baat sy fully satisfied hu jb bh hm trading shuru krain aur jb hm trading laga lain tw phr ab hmain worry honay ke zrorat nahe jo hona huwa ho jaye ga hmain mutmaen reh kar apny kaam ko daikhna chahiyay
                            Main aap ki is bat se agree nahi karta ke jo hona hoa ho jaey ga. Asi soch tu un ki hoti hai jo baghair sochay samjhay aur baghair kisi knowledge aur experience ke ankhain band kar ke position open kartay hain aur baqi ka kam qismat par chor dete hain. Hamain chahie ke ham poori tyari ke sath positions open karain aur har waqt vigilant rahain market ke baray main.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X