Trading Orientation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Orientation
    Ap jab bhi kisi kam ko samajhnay ki try kartay hain to uss ki basic terms hoti hay jin agar orientation base par samajh kar try karain to iss say ap achay trader ban saktay hain or asani say kamiyab ho saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han bhai bilkul esy hi hai humy chahiyeh mehnat karain tub hi achy trader ban sakty hain or forex mai humy zaida say zaida mehnat krain tu ao bht kuch kama sakty hain or sub ko term and condition pata hu tu acha trade ban sakta hai
    • #3 Collapse

      gee bhai forex trading mein jo basic chezien hein un ko trader ne learn krna he aur jb trade trading mein kam krta he aur apne trading mein bhtre lane ke koshish krta he to us ko apne trading mein kamaybe hote he aur trading mein us ko acha profit hota he
       
      • #4 Collapse

        trading orientation (waqfeeyat) es waja se b zarori hay k hamy es business me kamyab hony k ley es business ko samjna hamary ley bahot hi zarori hay
        • #5 Collapse

          traders baaz jus profit oriented hotay hain or baaz learning oriented. ju traders pehly learning ku tawajah daity hain wu future man achay trader bun jatay hain or ju start man hi profit chty hain wu bhi learning ki taraf divert hu jatay hain loss k baad.
          • #6 Collapse

            forex may hamne jab b kaam karny ka mooka milye tu hamen chiye k is ko hath say wste na karyen balkay is say ham ern karyen ki taraf tawaja dayen or phr is say koi kamayab tecnique use akr k apani equity ko daily base par rise karyen
            • #7 Collapse

              off course bro forex ki basic knowledge ka her trader k pass hona boht zarori hy pher he hum us market main aik professional trader ban sagian gay jab shuro say he her point ko learn karein gay
              • #8 Collapse

                gee bhai hm ko apne trading mein market ke basic terms ko smjhna he aur hm apne trading mein shaih smjhdare se kam krein aur apne trading mein experience se aur ache knowledge se apne trading krein aur apne trading mein hm ko asane se kamaybe mile ge
                 
                • #9 Collapse

                  Ye to zarori hai k dost humesha kisi bhe kaam ki basic ko lazmi samjha jeay ta k us say pher hum achy results lay sagain humean forex main hard work say he kamyabi milte hai
                  • #10 Collapse

                    Bahi ja forex trading aik easy sa work hai is easy work kp krny ke lye bus thori mehnat ki zarort hoti hai apko WO mehnat krni chahiye aur forex trading mein apka. Acha trader banina bahot hi important hai
                    • #11 Collapse

                      I agree with you, forex mein agar basics par focus nahi karain gy to achi trading nahi kar sakain gy because kisi bhi business mein us ki knowledge foundation ka kam deti ha, agar foundation strong ha to career bhi strong hoga. Forex mein bhi pehlay basics par focus karain, basics ko seekh kar hi ap slowly agay barh saktay hain.
                      • #12 Collapse

                        apne base ko strong kerhae app market mai aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai strategy ko ache tarha se test kerlein kuin ke is ke bina app ko acha earning nahi ho sakte.
                        • #13 Collapse

                          dear agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ahista ahista tajarba hota jata hai magar hum ko pata ni chal raha hota kun k hum advance k level mai jany k checker mai hoty hai ais liay hum jo bhi sath sath sekh rahy hoty hai wo atna pata ni chalta k hum kitna sekh gay hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Yes brother koi bhi kam ha agar apki basic theak nahi hogi tu ap success hasil nahi kar sakty is liye apni basic p tawaju dyn aur forex ki basic education must hasil karyn is se apki traning achi hogi aur ap achy trader banyn gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X