Result Of Lots

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Result Of Lots
    Forex trading main agar stop loss or take profit kay tools ko use kar rahay hain to lazim hay kay apko apnay results ko daily base par check karna chahiye. Or agar zarurat ho to issay update bhi kartay rehna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai hmein apne trading mein stops ko istemal krna he aur is mein apne trading mein jo daily kam krte hien us ko check krna chahe aur apne trading ke updates rkehin aur apne trading mein stop loss aur take profit ka istemal kia krein
     
    • #3 Collapse

      Mery bhai account tracking aor management bht zarori hai apko apna trade ko open chorna bht risky hota hai is leay lazmi hai ky stop loss aor takr profit set kya lren is sy apko tension bhi nhi hoti aor limited loss hota hai
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        diakhain g forex aik risky kam hai to is lai ap ko order laga kar choor nahe daina hoga balky ap ko her time deffernt okat main apny order ko check or na k check blaky un ko uptodate karny ki zroorat hoty hai. bak okat wo differnt techinque use karta hia to wakat k sath us ko apny technique ko change karna parta hai. simply forex main up to date hona lazmmi hai .
        • #5 Collapse

          ji result of lot k liye hume thori mehnat krna chahiye jis k liye hume time chahiye aur younhi waja hai k hume abhi tak nhi pata k hum ko kia krna chahiye aur in mein se ager hum ko kamyaab huna hai tu best of luck
          • #6 Collapse

            lot size ko bohat he dehan se aham tarikay se use kiya jana chahiye mehnat or imandari ke sath apne business ko jo insan run karta hai us ko he sirf is business se kamane ko milta hai forex me mehnat or hazir demagh ka hona bohat he faidamand baat hai is lye jo shakhs jitna khayal or mehnat ke sath is business me chalta hai utna he is se woh kama sakta hai .
            • #7 Collapse

              g han ham jo b trade open karty hey hamy stop loss or trade profit agar faida nahi dety to us ko change kar dena chaye or time k sath sath us ko update b karty rehna chaye
              • #8 Collapse

                Jee han mere khiyal se long term.treding bohat soch samjh k uar tajarbe ki bina pe krni chahiay aapko kun k sahort term.main aap masalsal watch karte hain apni.tred ko uar iss trha aap iss ko complete kar lete long term k liaa akasar ziada loss se bachne k lia aap stop loss ki limat lagate hain jis se aapko ek had tak loss hota hai per ta ham phir b aapko apni trwds ko watch karte rehna chahiay
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kita پيغام ديکھيے
                  Jee han mere khiyal se long term.treding bohat soch samjh k uar tajarbe ki bina pe krni chahiay aapko kun k sahort term.main aap masalsal watch karte hain apni.tred ko uar iss trha aap iss ko complete kar lete long term k liaa akasar ziada loss se bachne k lia aap stop loss ki limat lagate hain jis se aapko ek had tak loss hota hai per ta ham phir b aapko apni trwds ko watch karte rehna chahiay
                  ge han hmein apne trading mein soch smjh kr apne trading krne he aur hmein donon terms se faida hota he short terms trading se bhe aur long term trading se bhe aur hmein lazme hota he keh hm apne business mein experience se kam krein aur apne business mein market ko ache trah se watch kr ke apne trading krein aur acha profit hasil krein
                   
                  • #10 Collapse

                    Jab koi trader market main enter hota hai to wo technical analysis kerta hai our pher trade enter ker k take profit our stop loss dita hai to us ko daily update nahe kerna chahy app ko aik to daily time frame main trade kerni chahy our apnay trade k result ka wait kerna chahy
                    • #11 Collapse

                      Bahi Jan forex trading mein lot size ki bahot zaida ahmiyat hai apko lot size kam se kam rakhni chahiye taqe apko zaida loss na ho lot size kam ho tu profit kam hota hai lekan account wash nhi hota
                      • #12 Collapse

                        Acha trader wahi ha jo continuously apnay trade ko monitor karay, market ki situation ko dekhtay huay apna stop loss and take profit agar zaruri ha to update karna chahiye, is kay liye aik bohot acha tool ha Trailing stop, agar ap ki equity itni ha kay ap loss bardasht kar sakain upto a certain point to ye trailing stop ap kay liye best ha, ye wahan use kiya jata ha jahan market ap kay against chalti ha lekin ap ko yaqeen hota ha kay falanay point se market wapas ho jaye gi.
                        • #13 Collapse

                          forex trading ke market mai koish kro ke app results ko dekhte hoe market mai earning per jaiyen. kuin ke is ke bina app ko market mai ache earning nahi hosakte.koish kerahe ke app hamesha market mai result orientented ho.
                          • #14 Collapse

                            dear agar hum take profit aor stop loss laga k kaam karty hai to hum ko ye faida hota hi k hum jo trades lagaty hai ho sakta hai hum zayda risk ly k bari lot laga rahy hai to wo bhi humra account wash ni kar sakti kun k aus par humra stop loss hit ho jaye ga aor hum faidy mai aa jaye gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes dear hamyn apni trading mein take profit aur stop loss lazmi use karny chahye aur daily base p apni trading k result ko check karna chahye aur jo ghaltian hoi hain unko cover karna chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X