Forex trading main apna confidence aap ne kis tarha increase kiya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    bhai abhi tak tu koi increase nahi howa hai abhi tak tu dar or khof donu apni apni jaga par qaim hain es liye k main abhi forex main new hun abhi itna kuj ata nahi hai or leraning kar rha hun umeed hai k leraning ki base par apna confidence increase kar paun
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      Forex main kaam karne ke liye aap ko Hamesha apne aap ko confidence ke sath market me invest karna hota hai agar aap isme confidence ko increase Karenge market bhi aapko profit ke liye increase karegi
      • #543 Collapse

        Bhai mai ny apna aitmad bar bar trading sy bahal kiya aur jab bhe loss hota tha mujhy aur kuch seekhny ko milta tha aur jab phir sy mai ny trading shuru ki tou wo faida deny lagee jis sy mera aitmad bahal hova hy
        • #544 Collapse

          jab ap aik achay trader bnatay ho ap ki skills achi hoti ha ap ki learning complete hoti ha tou ap ko kaam krnay mei asaani hogi ap ko khud feel hoga k confidence ap mei barh gya ha
          • #545 Collapse

            bhai forex main trdaing k confidence ko incraese tab kiya jata hai jub khud par bharosa rakhty howe trdaing ki jay or jub acha perofit gain kar liya jata hai jub hum khud dar dar kar trdaing karty hain tu hain tu hum khud par bharosa nahi arty hain
            • #546 Collapse

              hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gi aur hamain koi bi kam hai confidence say karna ho ga aur hamain pahr hi hum market main rules ko follow kar k hi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main analye kar k h trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga
              • #547 Collapse

                kisi b kaam ko baar baar theek karny sy aap k ander ake ehsaas paida hota hy k aap kar sakty ho issi ehsaas ko confidence kehtay hain jo wakt k sath sath khud ba khud paida ho jata hy bas aap ki mehnat lagan aor practice iss time k doraaneay ko short kar daity hain jiss main aao seekh rahy hotay ho aar aap ka confidence build ho raha hota hy
                • #548 Collapse

                  dear friends, demo account par practice karnay say hamain experience to hasel hota hay aur ham trading bhi sekhtay hain but ap jantay hain demo account par loss and profit real nai hota eslea demo account say hamaray andar ka dar nai jata...aur yah dar sirf sirf real account par trading karnsay say hi jata hay.
                  • #549 Collapse

                    g han hamain confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main is k bary main planing kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur is forex main trend ko use karein gay is say fiada ho saky ga aur hamain market k bary main profit hasil kar k hi hum sucess ho sakty hain
                    • #550 Collapse

                      hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein ga aur is forex main rules ko follow karein gay tab hi hum run karein gay aur confidnece say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main profit hasil karny main bi asani ho saky gi
                      • #551 Collapse

                        forex main confidence say hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum run karein gay aur market main is k rules ko follow karein gay ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main is k up aur down ko dekh k hi trad ekarni ho gi tab hi hum is forex main suces hon gay aur fiada ho saky ga
                        • #552 Collapse

                          Gyz hm apna confidanc demo account sa brha sakty ha q k jo demo account hota ha is ma km kr is ma demo kr k hm apni crrunt account ma working kr sakty ha is tarha hm apny crrunt account ma full confidanc sa trad kr sakty ha q k q k hm demo sa satrt pr shk kr apny crrunt account ma achy level pr earning kr sakty ha.
                          • #553 Collapse

                            g han dear hamain confidence say hi trade karni ho gi ta k acha perform karein gay aur market main increase karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main enter hony k liye is k bary main hard work karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi ta k loss kam ho saky ga
                            • #554 Collapse

                              Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha apna exprience or bhot acha sawal bhi kia hy dear koi bhi kam ho uska confidence level jab hi increase hoga jab usko usk kam ka sahi output mile ga jab hi us mn energy bhi aye gi agr koi insan mehnat kar rha ha usko uska out put na mile to wo disheart hi hoga to dar hi laga rahe ga usko.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                Yahan Par Forex where regular working karne ke liye aap kabhi Beech Mein Apna Kaam ke time par confidence lose Na Kare Jab office pe Apna confidence loose Kar Jayenge To aap kabhi bhi kisi bhi time par isme nuksaan kar sakte hain aapko market mein regular interest Lena Hoga Jitna aap isme regular interest Le Le Jayenge office pe maximum amount generate Karte Jayenge

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                Working...
                                X