Tension main trading aur tension daiti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    assalam o alikum bhai jan ap ny bilkul theek kha ha men ap ki bat sy agree karta hon ya such ha ky hum ko kabhi bhi kese bhi tansion men treading nhi karni cheye es sy hum ko or bhi bare tansion ho sakte ha har insan tansion men kugh bhi kar dyta ha us ko kugh bhi pata nhi chalta es ly jub tak humara brain fresh na ho jub tak hum ache thara sy relax na hon jub tak kugh bhi nhi karna cheye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      g ha bhai hamain tension main trade nai karni chaye kyu k jab hum tension main trade karty hain to hamain kuch bhe samjh nai ata and hum double mind ho jaty hain and hamain is main mazeed bhe loss he ho jata hai.
      • #948 Collapse

        han g bhai jan ap ne bilkul theek hai ki tension main trading ar b tension dati ha is layia hamain trading time py apne mind ko bilkul fresh tamam tension se azad kar k trading karain ta k trading k time py ham bhatar faisla kar sakay
        • #949 Collapse

          si kaha ap ny jb hm tension me hoty hn to forex trading bi thik sy nahi kar paty ulta hmen iss sy tension hoti hy.kiun k ye aik natural fact k jb hm tension me hoty hn to koi bi kam yhik tarah nahi karty hmara mind relax nahi hota,trading me bi esa he hota hy hm trading py tawaju nhi dy paty or hmen loss ho jata hy
             
          • #950 Collapse

            sahi kaha brother ap ne agar ap ko koi b tension ho or ap trading karne lago to wo b sai se nai hoti jis waja se loss hota hai or ap ki tension or barh jati hai is liye tension mein no trading.
            • #951 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
              dosto mera mashwara yeh hai kai jab aap kisi bi tension main hon to aap trading platform ko choose na karein kyu kay forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. aap log kya kehte hein is baaray main?










              very interesting thread ma ye he samjta ho k forex trading business ma jo ap ny baat boli hai wo correct hai k tension ma trading or b tension deti hai kiun k ye relax time ka business hai jab relax ho tab he karo.
              • #952 Collapse

                agar aap kissi tension main hoon to aap koshish karrain keh trade nah lagain kunkeh wo aap ko mazeed tension day sakti hay iss leay aap ko fresh ho kay trading karni chaheay
                • #953 Collapse

                  de nhe krnmii chahiye is sy kammai mushqil hoti ha jis sy hmein is business mai loss b ho saqta ha is leye mehnat kro mehnat mai hi sb kch ha a
                  • #954 Collapse

                    g bilkul bhai saab ap thek keh rahay hain agar tension ma trading ki jay to ulta or ziyada tension hoti ha or aksar loss b ho jata ha .
                    • #955 Collapse

                      jab ap tension mai hoan tu kbhi bhi forex na use kren q k ap ko kush samjh ni ae gi aur apna loss kren ge behtr hai jab ap fresh hoan tu ap ko achi samjh ae gi auer ap aik acha order put kr sake ge
                      • #956 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                        dosto mera mashwara yeh hai kai jab aap kisi bi tension main hon to aap trading platform ko choose na karein kyu kay forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. aap log kya kehte hein is baaray main?
                        Bilkul sahi kaha ager aap upset ho to aap ko trading nahi kerni chahiye. Trading k liye phelay aap bilkul separate room ma ho jahan aap relax ho aur aap ka mind fresh ho. Takey aap asani se ek achi planning k sath trading ker sakain.
                        • #957 Collapse

                          gee haan trader tensuion kabhi forex main trade kay doran na lay trade krna better mind rkh kr ha trader boreed mind work na kary trade main mutmaen ho kar trade kranya say income hota ha
                          • #958 Collapse

                            agr ap tention main ho ya kci mushkil main to kabhi bhi trading na kro nalkay trading say door hi rahoo trading free or relax time ka kaam hai or ussi waqt qpko faida hota hai jab ap free ho kay trading kartay ha
                            • #959 Collapse

                              forex me ham ne jitna be work karna hota he apne mind se hi work karna hota he or pahle toh hamko fresh hona chahie agar nahi hon toh phr market se door hi rahna behtar he kiu ke jab tension me hote hen toh acha decsion lena possible boht kam hota he or ho skata he ulta loss me jane se hamari tension or bar jay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                yes dear friend mien ap sy agree kerta hion k jab hum trade kerty hien to hmain tention mien hergiz trade ni kerni chhye q k ho sakta h k hamain loss ho jy to hamain or tention ho jy gi
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X