Tension main trading aur tension daiti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Mai apki bat say bilkul agree hun agar agr ap kisi tension mai hon ya phir kisis zehni dabao mai hon to ap FOREX TRADING join na kren .. q ky agr apka mind fresh nai hoga apka dimaagh khula nai hoga to ap ach trading nai kr skty or na hi achi arah soch sakhty hain is tarah apko nuqsaan hojata hai or phr Forex py apni galti thop dyt ho joky galt hai is mai apky mind k hi mistake hoti hai ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      han g bilkul theek bat ha k tension mein trading aur tension b daalti h and aur nuqsan ka b bais banti ha ... is lye chahiye k hum trading k dooran tense na hoon bul k bilkul calm rahein
      • #303 Collapse

        Preparing our loss by adding SL will save us from big damage when market go against us. As a trader we must also respect a loss. If we didn't want to give a SL, often we will try to ignore it until our account get loss. This is a big problem form almost trader (include me). Often in forex trading we only want to make profit without want to accept the loss.
           
        • #304 Collapse

          bhai pehli to baat hi yehi hain k tension main ap forex ko use hi na karo.agar ap tension main forex ko use karoga to ap ko bohut ziada loss hoga.kabhi ap profit hasil ni karoga ap..hamesha relax mood main forex karo...
          • #305 Collapse

            thk keh rahy hain app ko is main tension free ho kar kam karna ho ga app is main us waqt kam kry jb app free ho app per koi b berdn na ho iss min app say agr koi gult trade lag gi tu app ko is main loss ho ga is main phir app ko muqa nahi milta app un say yah kehy kay main pershan tha jis ki waja say muj say gult trade lag gi
             
            • #306 Collapse

              bhai app ko trading kartay waqt bilkul cool mind hona parta hai ap ko trading kartay waqat bikul cool mind hona parta hai aur app tension free ho kar kaam karay tu app kay liye bauhat ziada behtar hoga. bhai agar app ka mind fresh nahi hai tu is kaam ko nahi karo kyunki agar app is kaam ko tension main karo gay tu app ko sirf nuqsaan hi nuqsaan ho ga app earning nahi kar sako gay
              • #307 Collapse

                ji bilkul forex ko start karne se pehly humhe ak mind buna lea chayie aur tenshion se koi kam nahe kar sakta forex mei tens hokar work karne se apko loss b hosakta hai. mera mashwara hai ap relax hokar tenshion free hokar is kam ko sar anjam dean.
                • #308 Collapse

                  yes,dear aap ne bilkul theek kaha hai forex k buisness main tension men mazeed tension de skti hai aur is liye men samjta hun k hamen is buisness ko hamesha bilkul fresh mind k sath karna chahiye to phir hamen kamyabi hasil ho sake gi
                  • #309 Collapse

                    jee han agr hum tension mai trading kra ga to hum ko or b tension ho sakti hai q ka agar hum tension mai trading kra ga to phr hum ko loss ho sakta hai or os loss sai hum ko or b tension ho sakti hai isi liya aram sai relax ho kr trading ki jaha to trading b ache hogi or profit b hoga.
                     
                    • #310 Collapse

                      Yeh haqeeqat baat hay . Jub apka mind hi relax nahii toh ap kahan sahi sey focus kar payengay . fresh mind hi sahi sey saarey facts ko samjhay ga aur market ki chal ko read karey gaa . jub uska mind hi kahiin aur uljhano mey phasa hoga toh decision ghalat hojaye gaa aur phir loss . jis sey aap aur frustrate hojayengay aur mazeed bura feel karengay .
                      • #311 Collapse

                        Yes of course Dear app ny bilkul thk kaha han k Tension trading man or zayada tension dalti han jis k waja sy ham yahan pr kafi big loss kr jaty han or hamy kxch bhi pta nai chalta isi liye hamy chahey k ham jb bhi Forex trading pr work kary han Fresh or Cool mind ho kr bathy ta k hamy yahan sy loss na ho.
                        • #312 Collapse

                          Haan bhai jaan zahir si baat hai hume forex me jitni ziyada tension ho gi humari trade bhi achi nahi ho gi hume chayye ke hum jab bhi trading karen to hamesha tension free ho kar karen......
                           
                          • #313 Collapse

                            Trading kerte wakt ap is baat ka dehan rakhey ke strategy kia use kerni hai kaise kerni hai to ap ko tension main jane ka sawal hi paida nai hota hai.
                             
                            • #314 Collapse

                              Tension m bnda kuch kaam nh kr skta to trading kesy, trading to bht sar khppany wala or mehnat wala kaam h. Tesnsion m bndy ka mind saee kaam nh krta to trading krna mtlb khd apny paon py kulhaari maarny k barabar h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                tension is not allow in forex trading.Trading k liya fresh mind ya cool mind k sath forex trading best hain ghussa aur tension is not allow. kyun keh tension me aur tension hoo jati hain kyun keh market k behaviour ka ap kuch bhee nahi kahay saktay hain keh market kb aur kis waqat kia behave keray.tension mein ap ka koi bhee tension ap ko mindly aur tension say sakta ahi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X