Tension main trading aur tension daiti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    G bilkul main sab members ki bat say itfaq karta hon .Forex main trading kay liey sab say zarori bat hoti hai kay ap ko mentally fresh hona chahiey koi tension ni honi chahiey trading kartay waqat .Agar ap ko koi tension ho gi mtlb preshan hon gay to achi tarah trading ni kar sakain gay phir profit honay ki bajaey loss ho ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      agar app kesi tension me he to app ko kabi b trading nahi karni chaye, app ko chaye k relax ho kar forex me trading kary es se app ko bahot fayda ho ga or loss ka emkan kam ho ga.
      • #213 Collapse

        forex trading ma haamin success ko get karnay k lye just trading experience ki zarorat neh hoti ha. hamain yhn par success ko get karnay k lye tensions or greediness ko khtum karna hota ha. kyn k agr hum tension ma trade karty hn to is sa hamain he loss hota ha or hum best trade nhe ban pata hn.
           
        :cool::cool::cool:
        • #214 Collapse

          g han bhai men aap ki bat se bilkul agree kerta hun hamen trade us wakt krni chahiye jab ham totally free hon ham per koi bhi kissi kism ka bojh na ho ham free ho k apni skills ko achi tarah use ker k trade kren gy to ham ko profit hoga ham agr tension men trade lagayn gy to ham apni obsrvation theek nhi ker payn apni trading skills ko use nhi ker payn gy kjiss k end per ham ko loss khana pryga
          • #215 Collapse

            tension me trading karne se hum ko profit nahi milta hai forex me and hum jitna tension me rehty hain utna he is business me loss kahte hain yeh business aik best business hai is ko jitna carefully karen ge utna he apko profit mil sake ga .
            • #216 Collapse

              main bhe ap ki bat sy agree karta hun keh jab ap kisi bhe tension main hon to ap koi bhe kam na kary kas tore main to ap forex main to trading na karny keun keh ap tension main trading sahi karny k bjay krab kary gy jis main ap ko loss hony ka bhe katra ho ga lehaza jab ap tension main houn to forex main kam nah kary
              • #217 Collapse

                aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. mein iss kea bre mein yeh khean chata ho kea forex mein hum logo ko che kea hum log zida sea zida apni forex ki trading kea upper dehan de agar toh trading tenshion mein karein gea to 99% loss mei jahe ge toh bether yeh he kea ap log zida sea..
                • #218 Collapse

                  Tension main trading aur tension create karti hai kun keh forex market bari hi tense hai aur is main profit karna itna asan nahi hai lehaza jab tension main trading karinge to aur ziyada loss ka khatra rahta hai.
                   
                  • #219 Collapse

                    Tension can give us more tension in trading so we change to refrain the announce and do the trading with affect and progressive intellect then we can await to get the success of series, and pasteurization to be patience and keep our mind steady during the trade to get the success.
                    • #220 Collapse

                      haan je mai bhi aisa he manta ho kay humy tension mai trading nahi karni chahye aisa karne se humy is mai or bhi tension hoti hai.
                      • #221 Collapse

                        Mein ap ki bat sy agree karta hun k jab tak hamara mind fresh na ho hamen trading sy avoid karna chahiey. kiyo k agar hamary mind mien tension ho gi to ham trading k doran right decision nai ly paen gy jis ka nateja ye ho k hamen trading mein loss ho jaye ga.
                        • #222 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                          dosto mera mashwara yeh hai kai jab aap kisi bi tension main hon to aap trading platform ko choose na karein kyu kay forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. aap log kya kehte hein is baaray main?
                          At first take my salam, I am agree with you. I think trading is a good job for all people. Thanks a lot of you for your best analysis of trading job. I think it is very important for all trader.
                           
                          • #223 Collapse

                            Jee hann Bhai ap nay theak kaha ar ap ko koi tenshion ha toh ap us waqt trading mt krain kiun k es say ap ko trading main or ziada tenshen ho ge.
                            Forex strategies for beginner click here .... :)
                            • #224 Collapse

                              Forex trading main mind ka relax hona bohat hi zyada zarori hai kio k ager hmara mind relax nahi hoga to hm sirf loss hi karain gay is liye k ager hmain tension hogi to hmari trading bhi hmain tension hi day Gi
                               
                              :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                han ge bilkul apne thk kaha q ke jb hmain tension hoge or hum us wqt trade krain gain to hmain loss ke elawa kuch nhe mily ga. is leye tension free ho kr ye kaam kren.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X