Tension main trading aur tension daiti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Tension mae tu koi kaam bhi sahi nahi hota ye tu phr bhi trading hay... mere khayal mae aap ko tension tb hi hoti hay jb aap ne trade ko bgher sochy smjhy lagaya ho matlab k aap ne gamble kia ho agar money management ko dekhty hoey sb situation ko madd e nazer rkhty haoe trade lagaen gay tu kabhi tension nhi hogi....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      yes my dear bro.... aik acha trader trading usi waqt achai trading kar skta hai jab wo tension me nh hn and agar wo tension me rh kar trading kary ga to us say bhut si galtiyain ho skti hai and ye trader k lye kafi harmful hai...
         
      • #93 Collapse

        Zahir si baat hai agar hum tension me trading karen ge to hume ahamari trading aur bhi ziyada tension de gi kityo ke hum us waqt galat faisla kar bethe ge aur hum apni trade ko dekh dekh kar aur bhi tension me aye ge....
         
        • #94 Collapse

          mera bhi yehi manna he ke yeh business thora tragedies se bhara he aur thora hard work manta he to is ke liye hamain mind sharp rakhna behad zaroori he na ke yeh ke ham thori si bhi ghabrahat ya hichkichahat ke saath yahan apr work karen kyun ke yeh sirf loss ka bais bane ga aur kisi cheez ka bhi bais nahin banega
          • #95 Collapse

            Tension main insaan ko nahi pata chalta k wo sahi decision le rha he k galt kyun k wo bht he stress main hota he us waqt aur kesi bhi question se jaan churana chahta he aese main agr wo trading kre ga to bht jald aggressive bhi ho jy ga jis ki waja se usy bhari loss bhi ho sakta he ais liy trading jesa kaam to bilkul stress free ho k krna chahe.
            • #96 Collapse

              I think its right we have some limitation in our knowledge but when we trade in this market we analysis the market and predict the direction of the market.after that we can trade in this market and try to earn some profit in this market but most important thing we can not trade without predictin.if we get buy entry than it means we are thinking market is going up and we can get profit.
                 
              • #97 Collapse

                chata ho kea forex mein hum logo kk che kea hum log zia sea zida apni forex ki trading ke upper dehan de agar toh tradong tenshion mein karein gea to 99loss mei jahe eg oth betuer yeh he kea ap lo
                • #98 Collapse

                  janab ap ne bilkul sahi kaha he ke jab ap tension me hotay ho aur trade kertay ho tou ap ko loss hota he jo ap ki tension ka bais banta hai
                  • #99 Collapse

                    kisi bhi kam main agar tension lo to wo kam honay k bajae or nuksaan daita hai so har kam ko kartay wakt khas tor par trading krty wakt tension nahi leni chaiye nahi to nuksaan hi hoga
                     
                    • #100 Collapse

                      haan g agrr ap tension main trading karty hen to us say aap trading main kuch acha nahi kar sakty hen or trading main ultaaa aap ko loss hoga or aap ke tension or ziyada barh jati hey..
                      • #101 Collapse

                        han ge bilkul apne thk kaha q ke jb hmain tensn hoge or hum us wqt trade krain gain to hmain loss ke elawa kuch nhe mily ga.
                         
                        • #102 Collapse

                          G hanye batt bilkul thk hai k tension me kbhi bhi trading nh ho skti hai q k agar ap tension me trading karaynagay to ap hameesah loss me rhay ngay trading aisa profeesion hai jis me sp ko fresh mind chaiye hota hai.....
                             
                          • #103 Collapse

                            yes i am agree with u... agar hamain stress ho ya hum kisi tension mai ho tw hamain trading nae karni chaiye because is se hamain loss ho sakta hai ... hamara mind divert ho jata hai hum sae se concentrate nae kar saky gy or hamary answers b to the point nae ho pae gy , so if u are in tension dont choose the forex trading for sometime........
                            • #104 Collapse

                              G han dear aap ne bilkkul sahe kaha ha, forex men 100% aisay hota ha, jab hamra mind fresh nhn hota to ham trading k doran boht bara loss gain kr sagty hn. to hamen always trading k doran mind fresh ho k kam krna chaie, agr ham tension men trading krengy to on men hamen loss hoga, quon k hamara mind bhe set nhn hoga, on men hamra account bhe wash hosgta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g bilkul shai kaha ap ne..tensn mein hum koi faisla soch smajh k nai lety ...or is ki waja se humain buht loss milta hy...businss mein humain alwaz apna mind relx rakhna hota hy k kabhi koi decison lai wo soch smajh k lain...or humain yaqeen ho k jo faisla kia hy us se humain profit hoga........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X