Tension main trading aur tension daiti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear friend forex aik aisa kam hai jis kai andr hum tention kai andr nahi kr skty hum ko is kia andr fresh mind mia kam krny ko dill krta hai is sia apko ur tention nai ati
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      Bro ap na blkul thk kaha hai ka jab ap forex pai trade kr raha hon tu apna mind aur mode fresh rakhan kiun ka forex use krta howa ap jitna relax hon ga ap ka mind utna zyada work kra ga aur jab ap ka mind work kra ga tu trade main ap ke kamyabi mumkin hai so mera ya mashwara hai tamam forex user ka lya ka jab bhe trade kran fresh ho ka
      • #1113 Collapse

        jab ap kabhi kisi tension main hon to apki meherbani khud per reham karen kabhi bhi tenshion ki halat main trading na karen apko loss ho sakta hai bohat high chances hein aor apki tension main aor mazeed izafa ho sakta hai.
        • #1114 Collapse

          Ji bilkul bht achi baat kahi hy bilkul aisa hi hy jab app tention main hotay ho to app confuse ho kr apna mazeed loss kr baithtay ho forex bazatay khud bht tention dainay wala business hy is ko fresh or relax mind k sath krna bht zarooru hy ta k hum sahi soch smajh kr trade lgain jo k humain profit day na k loss
          • #1115 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
            dosto mera mashwara yeh hai kai jab aap kisi bi tension main hon to aap trading platform ko choose na karein kyu kay forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. aap log kya kehte hein is baaray main?
            My dear friend tension ma lagae Howe traf hmsa ulti side ki trf jati ha Jis ki waja Sy him logo ki tension ma or zayada ezafa hota ha is leya tension ma trading na keys kro
            • #1116 Collapse

              G bhai m ap sy agree krta hn koi b kam krna ho toto us ka key yahi h k ap mentally relax ho kr or khushgawar mood m trading krni chaye agr ap ko kisi trh ki tension ho to ap ki disturbing situation ap ki interst, intelligence and skills ko kafi disturb krty hn jo directly ap ki trading ko effect krta h...so trading should be done in relax and comfortable mood for better earnings in tradings...
              • #1117 Collapse

                Tention kay saath trading nai hoti aur tention mei just loss he hona hay kyun kay mind fresh kay saath analysis keye jatay hain jitnay aap relax hogay achay analysis krogay aur achi trades krogay jab trades achi nai hongi tention mei tou mazeed tention he bannay gi mind ka relax hona bohat important hota hay
                • #1118 Collapse

                  Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear mery kheyal me agr koi gult trade lag gi tu app ko is main loss ho ga is main phir app ko muqa nahi milta app un say yah kehy kay main pershan tha jis ki waja say muj say gult trade lag gi.forex mein hum logo ko che kea hum log zida sea zida apni forex ki trading kea upper dehan de agar toh trading tenshion mein karein
                  • #1119 Collapse

                    Main Pehle bhi aap ke saath ye baat share kar chuka hoon ke Jabi Hum Yahan Par Forex Mein working Kare Hame Apne emotional par apne mood par control Rakhna chahiye jis ki wajah se hum yahan se Kafi achha wala balance bana sakte hain aur Hum khush hokar acche mind ke sath Ja par investment Karni chahiye jitni Jyada Miyapur acche mood ke sath investment Karenge hum hai yaha Se Achcha kamyabi milegi
                     
                    • #1120 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko tension ma kaam nhi karna hoge es leya hum ko chaheya ka hum ak trade ko he open kara laken us ko be tension ko ignore kara kara waran hum ko loss he hoge ager hum trading karta ha laken wo be tension ma .............
                      • #1121 Collapse

                        Ap bilkul sahi mashwara de rhe hain ke humain jab koi tension ya preshani ho to humain time dena chiaye market ko or wait karna chhaiye right time ka. Right time se murad ke jab humain zehni sakoon ho or hum upset na hon humain us time trading karni chaiye jo ke bohat zayda best hai Forex ki market main. kamyabi ke liey.
                        • #1122 Collapse

                          g han bilkul kam koi bi hai hamain is main sbr say kam lena ho ga tab hi hum run karein gay aur hamain is main experience hhasil karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain market k bary main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k hamain loss kam ho aur mind ko fresh kar k hi hum kam karna ho ga
                          • #1123 Collapse

                            hamain market mainn learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is amain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gy aur hamain is k rules k ofollow kar k hi trade karni ho gi ta hi hum real main achi trade kar k hi hum proift hasil kar sakty hain aur si say fiada ho saky ga
                            • #1124 Collapse

                              Doston tension ek bht bari bimari ha but trad krty waqt hmy relx hona chya tansion free hona chya q k tansion ma koi b kam kiya jayn to us k result b tansion wala milta ha is liya hmy trad krty waqt easy hona chya tesion free hona chya tesion free ma km krna chya taky hmy +ve result mil saky jis sa hm profit k umeed mA rah sakty ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                Forex me trading intihai cool mind k sath kerni chahiey. Kisi bhi tension me kia hoa kaam nuqsan punchata hai. Is liey jab bhi forex pe kaam kren apna mind bilkul fresh ker len aur her qisam ki tension se free ho k trading kren. Agr ap k mind me koi bojh ya tension ho gi to apko kaam me rukawat daaley gi jis se ap ka mind divide ho jaey ga aur ap apna loss ker bethen ge. Is liey bagair kisi preshani k apni trade pe kaam kren.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X