Tension main trading aur tension daiti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    je han janab e aali ap nay thek hi kaha hai kat tensiona maine reh kar tarding karni asan nahi hoti agar ap ko koi preshani hai to pehlay is ka hall nikalen bad maine ap apni tarding start kijye que kay agra ap ko tension hai to appp ki investment ap ki preshani say zaya nahi jaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      g bhai forex bohat ziyada risky business hai aur is mein apko tension hi milti hai agar ap bina seekhe is mein big lot se trading karen aur stop loss bhi na lagayen apko chahiye ke ap proper money management aur risk management ke sath is mein trading karen aur is ki bharpoor practice karen.
      • #873 Collapse

        trading main kabhi bhi tesnsion ko na naay dain beshak wo tension trading ki waja say hi kyun na ho kabhi kabhi jab hum kafi losses ker rahay hotay hain tu hum ko tension ho jsti hain isi surat main hum ko trading chor deni chahiyea us din
        • #874 Collapse

          Trading Me Relax Mind Hona Zarori Hai

          Yes You Are Absolutely Right Hameshaa Trading Relax Mind Ke Saath Karni Chahye Forex Trading Main Wo He Log Kamyab Hote Han Jo Relaxation Se Kaam lete Han . Tension Me Mere Hisab Se Trading Platform Ko Leave Kar Dena Chahiye.
          Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
          • #875 Collapse

            asalam o alaikum dear friend jeee haaa ap ne bilkul theek kaha pakistan forex pr jb be kam karo fresh mind se kam karo qk agar ap tnshtion mein kam karenge to ap ka diha forex k taraf nahi hoga and ap ko bohot bara loss ho sakta hai forex pr is liye jb be threading karo to soch samaj kr and fresh mind se and us waqt dihan forex threading k taraf hona chahiye.
            • #876 Collapse

              Aap ki bat bohat had tak behter he na sirf trading balke durse kam be tension me nahi krne chahiye. mean k wrong decisions etc. pr yahan pr loss in money or profit ki surat me he to es lye deekh bhaal se kaam lena chahiye. loss k bad releax krna chahiye.
              • #877 Collapse

                a trader experience the process, do not ever afraid of loss, with its own analysis, make it a reference for the better for the future, which is always evaluating if things go wrong
                • #878 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                  dosto mera mashwara yeh hai kai jab aap kisi bi tension main hon to aap trading platform ko choose na karein kyu kay forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. aap log kya kehte hein is baaray main?
                  app ney teak kaha he tension mien trading nahe kerni chahyee keon ager insaan tesion mein he tu kabi bhe easy ho ker trading nahe ker sakta .trading kerny key aye tension free hona buhat zaroori he.or fresh mind hona chhayee.
                  • #879 Collapse

                    yes my friends koi bhi kam krna ho us mein hazir dimaghi ki bhot zarorat hoti hy khas kr forex trading mein agr ap cool mind nai hun gy aur relex nai hun gy tu ap kabhi bhi ak ache trader nai ban sakein gy
                    • #880 Collapse

                      Tension main humy kabhi bhi trading ni karni chyea trading karty hua humy apny demagh ko trading ki traf hi rakhna chaye or sari apni tension ko apny say door kar trading kary taky humy work main profit ho agr hum tension main trading kary gay tou hum bhot zayda apna hi nouqsan kary gy humy bhot sa loss ho jaye ga or kuch wrong dicousion kar kay loss loss kar sakty hai.
                      • #881 Collapse

                        Yes traders must should to trade with relaxing mind, because if we trade with depressing mind so it can be dangerious for the traders, so keep away from trading in tension because if we trade in tension so we can loose all our money as well.
                         
                        • #882 Collapse

                          tension me kabi be trading nahi karen kiu ke ak toh ham pahle hi upset hote hen or upar se ham jab trade karte hen toh loss me aksar chali jaati he toh ham or be tension me aa jate hen is lie hamko chahie ke ham sbar se work karen or tennsion se kaam na karen
                          • #883 Collapse

                            Mere dosto agar ap tention main ap kam kro ge to or zyadah tention ho ge kyn k tention main kam nai karna chaye. Insan ka tention main kam karne kam karne ko dil nai chate ha iss leye nai karna chaye.
                            • #884 Collapse

                              hello assalam u alikum bhai jaan kia hal han ap ke ? Ye to bilkul sahi hai. jab aap tension main ho to bilkul bhi trade naa karain warna aor pareshan ho jae ge. kiu k market to up down chalti hi rehit hai. market k against jaane ki soorat main tension aor barh jaati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business me hmen kabhi bhi tention se kam nahi laina chahye kyun k ye aik asa business ha jis me tention me hmen or tention daiti ha trading or hm is business me achi earning hmeshah fresh mind se hi karni chahe

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X