Tension main trading aur tension daiti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    g ye bt bi bilkul thek hy k hamen tension ki halat mae koi bi kam nai krna chahye kue jb tk hamra mind fresh nai hu ga ham koi bi kam achy tariky sy nai kr saken gy or is k elawa forex par to kam krrny k ly specialy fresh mind ki zarort hoti hy warna hamra he loss hota hy or ham pehly sy zayda depration mae aa jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, forex trading mein humein apna 100 percent dena hota hai zara si bhi miscalculation aur mishaps say humein kafi loss face karna parr sakta hai, iss leay humein trading start karnay say pehlay khud ko relax aur tension free hona chaheay...
      • #663 Collapse

        forex mein loose aur profit ho ga kosis karay es mein tention na ley ap ku es mein loose he loose ho ga es mein hemsha mind se kaam karay ap k liye better ho ga thankful for question
         
        • #664 Collapse

          Yes hamain during trading tans bilkul bhe nahi leni chahyea. Kyu ka tanstion or depression main hamm trading Bilkul beh nahi kar sakkta. Ic lia during trading apna ap ko itna relax rakhain jitna rakh sakta han or with full confedence ka sath trading karain. Result ap ka apna samna ho ga. Or aik reason able profit b ho ga.
          • #665 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
            dosto mera mashwara yeh hai kai jab aap kisi bi tension main hon to aap trading platform ko choose na karein kyu kay forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. aap log kya kehte hein is baaray main?
            yes you are right i totally agree with you agar ap kisi waja se pareshan hei aur agar ap koi bi kam karien gay to ap se woh kam nae hoga isi tarah same agar ap tension mein trade karien ga tb bhi ap ko loss e hoga is lye pareshani k waqt trade se parheez karien...
            • #666 Collapse

              sai baat keh rahy ho yar ap tension main trade karny se hamain mazeed loss hota hai kyu k is se hum galat trade karty hain and trend k opposite trade laga daty hain is liye do not take tension...
              • #667 Collapse

                forex maina agr apo real account main trading kartay hain to aapko is main thoray say loss say bhi tension hoti hay . or agar aap kisi or tension main hain or trade kartay hain to aap is main mazeed ghaltian karain gay orr apko is main nuqsaan onay kay chances ziada hojain gay
                • #668 Collapse

                  hmmm nice buddy,
                  tenshion ma trading kerna bawaqufi ka kio ka jb tk mind stabble nahee ho ga, tb tak ap trade pr focus nahee ker sakta...or ma ici lia to kahta hun. house wife ka lia ya bussiness nahee ha kio ka wo full concentrate naheen ker sakte or tenshion ke wja sa faslo ka sahee opyag b nahee ker sakte,
                  • #669 Collapse

                    forex mein jab be kaam karay kosis karay es mein tention na ley kiyon k asa karna se ap ku es mein loose he losoe ho ga aur es mein hemsha mind se trade karay
                     
                    • #670 Collapse

                      Ge han dost ap ne bilkul thek kaha hai tension men to koi kam bhi banda sahi nahi krta aur ghalat hi hojata hai aur jahan tk forex ki bat hai is kam me to bohat soch samajh ke aur fresh mind se krna hota hai.
                      • #671 Collapse

                        ap nay such kaha jb ap tnsion man ho to ap trading mt kry q k tension man trade kro gy to ap tnsion ki waja sy galat entry kr lo gy jis ki waja sy ap ko profit ki jaga loss ho skta hai
                        • #672 Collapse

                          yes we must trade without any tension and clear our mind with all kinds of thoughts and depression and trade with relax and fresh mind because in this way we can take right decisions and can do proper analysis.
                          • #673 Collapse

                            trading is business of nerves agar ap apni kisi trade ko ya ksi loss ke wajah se tension me hayn tou ap ko is halat me trading her giz nahi kerni chahye oz us say apki diecisional power suufer hui hoti hay ou a proper trade nahi ker skogay an loss ker jaogay and apki tension or berh jeyegi
                            • #674 Collapse

                              yeah! brother tenshion ma trading karna sab sy bari bewaqufi hai qu k agar ap tenshion ma hongy tw ap sy trade bilkul bhi thek sy nahi hogi or apko yaqenan loss hi hoga or pachtawa bhi so is liye tennshion ma kbhi trade nahi karni chayee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                jee han main ap se agree kerta hoon k tension main trading aur bi tension dati hai is lie humain tension main trade ni kerni chahie kuin k is trah tension main loss k chances bi ziada hote hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X