Tension main trading aur tension daiti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g ha bilkul tension trading nai krni chahiye q k tension me koi b kam thek nahi hota forex me trading bilkul fresh ho k kren
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      han ji ager tension ap trading karte hain tu os main ap ko zayda tar loss hi hota hai kyoun ke tension main ap sai tor per market ko analysis nahi kar pate aur bht zarori hai aik achi earning ke liye ke ap market ko sai tor per analysis karne ki zarorat hoti hai
      • #33 Collapse

        If you float your order in tension then you may pull yourself to loss so in my opinion first of all relax and then enter in the market again and you know tension free trade produce a desirable result.
        • #34 Collapse

          g haan dosto tention main trading or tention deti hai kyun k jab hum tention main kaam karty hain to hum se mistake karne k chances zada hoty hain jis ki waja se humain or tention ho jati hai es liye trade karty hue apne mind ko fresh kar k trade karni chahye....
           
          • #35 Collapse

            g bilkul ... kisi bhi preshani mein humein trade bilkul bhi nahi krni chahiye, q k preshani mein ghalat trade ho jai gi,or big loss ho skta hai,for example... jab hum domo account pe kaam krte hein tu hum bohat acha kam krte hein,par real account mein jab hum dar k kam krte hein tu loss othate hein,is kiye relex ho k kam kein t keh loss sy bach skein
            • #36 Collapse

              jab ap ko tention ho toh ap ko chahye kay thori dair kay liye relax karain kyun kay ager ap tention main work karain gay toh acha earn nahi kar payain gay kyun kay achi aur profitable trading kay liye ap ka tention free hona zarori hota hai .
              • #37 Collapse

                salam dosto,apka sawal acha ha or ya bt thk ha ka tention ma koi b kam or tention dy dyta ha q ka ham sa phr kam nai hota ha or tention ho jati ha jab ham tention ma ho to hamy relax karna chahye.
                   
                • #38 Collapse

                  forex aik aesa business he jis ko relax ho kar karna chye fresh ho kar karna chaye aor tension ky bagheer karna chaye agr ap fresh ho kar kary gy without tension ky kary gy to ap ka result positive ho ga aor es se ap ko earning ho gi agr ap tension me kary gy to agr profit hona bhe he to bhe ap ko loss he ho ga
                  • #39 Collapse

                    if you analysis the market all time then you can understand the position of market.then we can gauss the market position.but some time it can be fall in loss.because it can be changed any time.so i think it is difficult.in here our knowledge is limited.
                     
                    • #40 Collapse

                      ap ko market mein trade krne ke lye analysis krna padhta hai aur us ke lye ap ko apna mind and behaviour bilkul relax rakhna hota hai aur ap agr kisi kism ki tension mein hai tu yeh behtar hai ke ap us wakt trade hi na lagaye aur apna dosra kam kr le aur dobara market mein enter ho sakhte hai ap
                      • #41 Collapse

                        g han mai ap ki is baat sy mutafik hun forex trading business mai hamy jab koi tension ho to hamy trading ni karni chahiya agar ham tension mia trading kary gy to hamy is mai bohat ziada loss ho sakta hai forex trading business mia hamy ziada sy ziada earning karny k lia is mia cool mind ho kar trading karni chahiya ta k ham is mai ziada sy ziada earning kar saky
                        • #42 Collapse

                          jee bilkul tension me ager trading karin ge toh loss toh ho ga na aur phir mistakes hoon gi aur account band ho jaye ga.
                           
                          • #43 Collapse

                            tension in trading business lowers business productivity and leads to economic loss for both the employee and employer. Tension creates work absenteeism and one can not concentrate on his/her work and at the end get the terrible results
                            • #44 Collapse

                              Ya trading karne ke liye zaroori ha ke hum apne mind ko relax rakhe aur cool mind se trading kare q ke agar hum tension me trading kare gaye too humhe loss hi hoga is liye trading me apne mind ko relax rakhe
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Jee bilkul tension main agar ap or tension lenge to zahir hai har cheez zehr lagne lage gi or ap tension se pagal hojaenge to forex trading ka jabhi sochen jab ap tension free hon kyun k tension main har kaam galat hi hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X