Forex market main aap kis tarha maloom karte hein kai kon si currency strong hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    G hamy curruncy ka online sites or mukhtalif social sites sy bhi pata chall jata hy or zyada tar market visit krny or market analysis sy andaza ho jata hy ky koun si curruncy high hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yar ap ko forex market ko analysis akrna anaa chey is l liye sie s apk o boaht hi kuch patalagay ise ap ko boaht hi zaida fiadah oga
      keep workingh arad this si best for all fo us keep working hrad
      • #63 Collapse

        psychological is quite so heavy and troublesome if thought and associated with any .. if you have to associate certain that an important factor is the psychological management of our trading and discipline
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
          dosto aap sub logo sa mera aik simple sa sawal hai kai aap log forex trading karnay sa pehle yani trade open karnay sa pehle yeh kaise maloom karte hein kai kon si currency ki position strong hai yani trend kis currency ka hai please mere sath pori information share karein ta kai mai bi trading main profit hasil kar sakoon. Thanks
          is k bary men information lena zada muhkil ni h indicators hoty hen jin k analysis sy apko currency ki information mil jati h is k ilawa apko news sy awre hona chahiye k market ka trend kya h
          • #65 Collapse

            forex mein kaam kartay howay kosis karay es mein eurousd par kaam karay kiyon es ke market movment ziyada se ziyada paktarti hai aur ye aik best way hai trading karnay k liye
             
            • #66 Collapse

              ma yah daikhta hu ka ka is waqat market ki kiya halat ha yani kiya condition ha ur kn kn sa factor is pa asar andaz hu rha ha aur phir andaza lagata hu ka is waqat is currency ka sath kiya karna ha isko buy karna ha ya is ko sell karna ha kiyu ka is ka bgar trade lagana tuka marna ka bararbr ha aur is sa apko loss bi hu skta ha
              • #67 Collapse

                There ate many factor then we ate able to find out that who is the currency is strong and we arecplave the order. Wecarecregular see the news, news paper. We are dosvisd the forum. Then we are able to find put the market trend.
                • #68 Collapse

                  If you are interested to know about the market movement in this business of the forex trading then you should learn about the news reading that drive the market of any pair, if you understand the market through news then you can make good money.
                  • #69 Collapse

                    my dear friend aap iss ka pta forex business ki news se lga sakte hai iss k leya aap ko forex factory likh ker search kerna ho ga or forex business ki news aap k samne hon ge :p :D
                    • #70 Collapse

                      main to hamesha graph ko mude nazer rkh ker trade kernain ka adi hoon jaisy graph neechay ki teraf jata hai us waqt main trade nahain lgata and jab graph uper ki teraf jana start hota hai to phir main trade lga layata hoon and jb peek per jata hai trade close ker dayata hoon.
                      • #71 Collapse

                        forex market mai agr ap kesi currency pe trade kr rhy hai ya osko janna hai tu simple har currency ka symbol dia howa hota hai uski pehchan k liye eurusd gold xauuasd waghira jes se apko easily pata chalta hai k kon si currency hai
                        • #72 Collapse

                          mai jab forex market mai trading kart ahu tu mai market trend ko he skeht ahu pher chay wo koe be currency ho es mai mai acha kaam karta hu aur profit kama leta hu
                          • #73 Collapse

                            ic question ka jawab ic bat py depend kry ga k ap kis type k trader hain. scalper hain day trader hain ya position trader hain?.. teeno k liye strong currency mukhtalif hoti hay.

                            scalper k liye koi ahmiyat ni rakhti

                            day trader k liye her din aik naya din hota hy. albatah us k liye janan zaruri hay k konc currency strong hay.

                            aur position trader k liye nahayat ahmiyat ki hamil hy .

                            ic ko janany k liye aap trend ko daikhy maslan EURUSD ka pair lain aap daikhy k trend uper hay ya neechy ja rha hy. agar overall trend uper hay tau ic ka matlab hy eur strong hay aur agar overall trend neechy ja rha hy tau ic ka matlb usd strong hy. so ic sy behter madad mil skti hy.
                            • #74 Collapse

                              Helo Dear friendz and Brothers salam to all .......... aap ko market analysis karna chaya yeh maloom karnay kay leye kay kon c currency stong ja rahi hai aur 2nd indicators use krian and 3rd one kay aap ko news update honi chaiye market kii have fun................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bhai jan yeh news wagera batati hai ke eur or usd me se aaj konsi currency strong hai or i think ke eur usd me he ham agar chahen to achey se profits bana sakte hain is lye yahi aik currency hai jis per abhi me kam kar ke seekh rha hon .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X