kiya saray trends sahi hotay hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    trends pay depend kerta ha k ager ghalt identify huwa ha tu oc ku traders loss ki suart man berdasht kery ga or kya ker skata ha ager sahi identify kiya tu profit earn hu ga traders ku
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      No i think all the trends are not true trends in the market , some times market can show you the fake trend so you need to be very much careful while trading in the market and you need to analyze the market trend first before you can open the trades in the market and after the trend confirmation you can trade in the market....
      • #168 Collapse

        news market mein trend banati hein ya usay reverse karti hein. misaal k toar pey agar usd ki news achi hai to woh usd k pairs ko strong karay ge aur usd sey start honay walay pairs jaisay usdjpy ooper ki taraf move kar jaye ga ya us ka trend buy ho jaye ga lekin agar news achi nahi hai to usd weak ho jaye ga aur pair down trend mein chala jaye ga
        • #169 Collapse

          ji han sary trend sahi hoty hain. jab ayk trend line break ho jae ya koi support , resistance level break ho jae to trend apna side change ka leti hai. jo ky suppor aur resistance level bnati hai aur isi level pr breakout hota hi.
           
          "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
          • #170 Collapse

            g han is main hamain trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earning kar skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade ho
            • #171 Collapse

              Nahi bahi jan saray trend theek nahi hotay bas kuch trend he theek hotay baz oukat market fluctuations kay bais kuch log samjhtay hain kay trend change ho gia aisa nahi bhi hota har dafa kabi kabar aik dm say market dokha be day jati hay bnday ko or aisa nahi bhi hota
              • #172 Collapse

                g han hamain is main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run kar skay gay aur is say hamain faida ho skay gay
                • #173 Collapse

                  hamain trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum achi trade kar k run kar skay gay aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade kar k market main earn ho
                  • #174 Collapse

                    Actually humy news and signals par depended nahi rahna chahye bulky in ki help se market ko analyze karna chahye and aik suitable time me trade ko open karna chahye isi trha hum Forex trading business me big losses se bach sakty han aur market me trading kar k daily han acha profit bhi easily take kar sakty han.
                    • #175 Collapse

                      market ka trend jin main trading ko krna hai her ik ko is ko maloom krna kafi zada zarori hota hai sath main her ik ko isi tara say is business say money earn krny ko milti hai jub ye is main kaam ko krta hai teek say planning say
                      I LOVE PAK FORUM
                      • #176 Collapse

                        sary trend is wkat tak sai hoti hain jab tak wo breakout na kryn. jab wo brakout kr lyn to trend apna rukh change kr leti hai . up , down or side way ksis bhi side move kr skti hai.
                        First LEARN Then You Can Remove The "L"
                        • #177 Collapse

                          Mery kheyal sy to sahi hoty hain q k many ab tak jo b trend dekhy hain ya follow kiye hain wo sahi hoty hain or wo ek logic k ooper or purany halaat dekh k bany hoty hain is liye zeyada ter theek oty hain.
                          • #178 Collapse

                            agar hum theak say indicators ki setting kar kay enko use karen gay to he humay pata chalta hay keh trend main movement ho rahi hay keh nahi so humay trend ko follow karna chahiey
                            • #179 Collapse

                              trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur knowldge ho ga tab hi hum market main profit hasil karein gay aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                market ki move trend ko hum fake b hoti hai jis say loss hota hai is trading business main jaldi hurry say trades ka order ko open nahi krna hota hai kun kay loss milta hai sub say zada yehi planning say is market main best strategy say investment ko krna hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X