indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators
    agar ham indicators use karen to kia ham 100% indicators par trust kar sakty hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G forex trading mein hum indicator use tu kar sakty han aur achy indicator ko use kar hum acha profit bhi hisal kar sakty han likn hum ko ziada indecator par depend nhi karna cahaiye balke hum ko forex trading ki learning aur knowledge hisal karna cahaiye tab hum forex trading mein kaamyaab trader ban sakty han
    • #3 Collapse

      My trading fellow ager to ap k pass indicators ka knowledge ho ga to pher to ap us pay 100% TRUST ker sagty hain our us ki help say acha profit ker sagty hian
      • #4 Collapse

        Ap indicator k oper 100 percent trust tab he ker sagty hain jab ap nay us k barey main mukamal knowledge ho ga or dosra practice demo mai ki ho ge
        • #5 Collapse

          Bahi Jan indicator aik good method hai trading mein profit hasul krny ka lekan mein indicator ko ignore krta hun because mujhe indicator smj nhi aaty mujhe market ki news ko follow krna aaa hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem Trader پيغام ديکھيے
            Bahi Jan indicator aik good method hai trading mein profit hasul krny ka lekan mein indicator ko ignore krta hun because mujhe indicator smj nhi aaty mujhe market ki news ko follow krna aaa hai
            gee han bhai hmein forex trading mein indicators ko ache trah se smjhna hota he aur jb hm indicators mein acha experience hasil kr lete hien to hmein apne market ke trend ko smjhne mein asane rhte he aur hmein apne trading market ke sahih signals ka pta chlta he es lie hmein indicators mein ache experience se apne trading market ko analysis krna acha profitable hota he
            • #7 Collapse

              Mere bahi apko indicators pr bhi trade krna cahiye aur always stop loss aur take profit use krein aur please greed kabhi bhi na krein greed apko bahot zaida loss hota is lye lalach buried bahla hai
              • #8 Collapse

                dear agar mai baat sedhi karu to hum aisy yaqeen ni kar sakty kun k ais market ka 100% kisi ko ni pata hota k ye market kis taraf jaye gi kun k ye market aik bandy k control mai to hai ni ais liay hum ko indicator par trade lagaty hoye risk ratio aor money management ka khyal rakh k kaam karna chaye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. indicator sirf rhnimie krta hain koi bhi indicator app ko 100 % result nahi da skta chaha wo kitna hi mehnga kyun na ho sab indicator candle ko read krta hian jo ka kabi bi up down ho sakti hian..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X