use sell/buy stop instead of stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    g bhai ap ny achi post ki hai or hmain es s e bohat faida hony wala hai es liye apka thankds ap ny apna experince hmary sath shair kiya hai or hmain buy stop or sell stop ka use btaya hai k hum kis condition main use kar skjty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      is forex main hum market main stop loss say bach sakty hain aur hamain learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur trend ko mind main rakhna ho ga ta k loss kam ho saky ga aur profit hasil ho ga
      • #228 Collapse

        majay is bary ma knowlged nhe tahe aap nay bta yha to majy be is kay bary ma knowelged hasil ho ge ha our is ma hum ko is ma experinec sa kaam karna hota ha our expert ko is ma apnay experinec saher karnay cahay
        • #229 Collapse

          is main order k place karna hota hay is main kafi tyoes kay ordwer hoty hai njis ko use kar kay hum market main ordr ko place kar sakty hain is main koi issue nai hay humain agr success hasil karni hay to hard work kar kay kam karna ho ga ta kay market ko samjhna humary liye kafi sai ho sakta hay is is main stop loss ko use karna kafi best hota hay
          • #230 Collapse

            yar ma to new ho our majy is ma itna koch pat be nh ha aap nay jo bat kahi ha ow agr sahe ha to ma is ko ues zaroor karo ga our is sa ka resalt milta ha ma is ko qaccupt zaroor karo ga our is ma lalach kay bagr trad karnay sa hum is ma success hasil kar sakty ha
            • #231 Collapse

              g apki bat sahi hai or main apki bat se agree hun forex trading main jub hum es method ko use karty hain tu hmain acha aprofit mil jta hai or hmain es main loss k chances bhi kam ho jaty hain maghr hmain jo oposite wali siyuation hai osko dehan se set karni ho gi
              • #232 Collapse

                Bhai ap ki bat same hai lakin ager ham aik pair py phly loss kr rahe hain buy sy tu ager hamry trade mn loos hai tu use Waqt pending order sell ka lagny mn 2problm hoty hain aik tu ya k ap k pass itna balance aor free margin ka hona zarori hota hai aor dosra ya k ager ap buy k paper sell bhe laga den aor ager market buy mn chali jay ya sell mn tu ap loss tu chalta rahy ga yani ap ki trade kbi bhe profit bhe ni day sukti phr as trade ka faida ni hota aor mjhy khud aksar as trah trade lagny sy loos he hoa hai as liay as sy Bharat hai k stop loss use Kia jay
                • #233 Collapse

                  bhai main agree krta hun kisi hadd tak aap ki baat se lekin ye baat hundred percent proved nahi ah kiun ke agr aap apni selling bahrha den ge aur buying kum kr den ge to aap ko profit to ho ga lekin due to less variety aap ka rate of profit loss ho sakta ha ya shaid aap ko nuksaan bhi ho sakta ha so both of these thing are being kept equal.
                  • #234 Collapse

                    agar hum stop loss ko use karty huway trading gay to he humari trading achi aur safe ho sakti hay es business main humay chahiey keh theak say time danay main he faida hota hhay es business main sahi say time dainay main he faida hota hay ye aik boaht acha business hay
                    • #235 Collapse

                      sb sy pehly to aap analysis krain k aap ny krna kia hai agr aap daikhain k aap ko loss ho rha hai to aap stop loss lga ker loss sy bch skty hain or agr aap dakhain k pending order per trade lga skty hain to pending per lga dain...
                      • #236 Collapse

                        g bhai ap ny sahi kaha hai or achi information hmary sath share ki hai es liye ayse tehniqes aghr sunb ko pata lati hain tu wo zeyda loss se bach jaty hain or es k liye ahmain loss kam se akm hota hai forex main aghr hum palning kar k trdaing karen tab bhi kam loss ho skta hai
                        • #237 Collapse

                          Apki bat apni jga thek ha agr market opposite janay ka dar ho to ap pending order set kr do. Meray khayal main opposite pending order lganay ki bjye same direction main double lot lga do to ziyada behtar ha. Agr ap nay 0.02 ka sell lgaya hua ha aur market bahut up chali jaye to ap mazid 0.04 ka sell lga do jb bhi market nechay ay gi apki dono trades profit main a jaen gi.
                          • #238 Collapse

                            hamain stop loss ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain so hamain is forex main loss say bachny k liye is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain markt main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi
                            • #239 Collapse

                              Dear ap thek keh rahe ho forex ma ap ko boht c option tu di jatin hain lekin masla on ko use karne ka hota hai aur wo option jaise stop loss etc ap osi waqt sahi use kar sako gy jab ap ne es pe practice ki ho gii warna mere khiyal mai ap ko es business mai siwaye loss k aur kch hasil nhn ho ga es liye ap mehnat karo aur sth sath apni life ko b enjoy karo ta k ap ko acha reward hasil ho jaye aur ap apni life ko araam aur sakoon se enjoy b karo aur waqt k sath sath es business ko mazeed behtriii kii tarf le jane ka b socho...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hy dear stop loss say app loss say bach sakty ho agar aap is main hedging karo gy tu theek hy magar is kay liye aap kay pass balance zayda hona chahye mary khayal main stop loss zayda best hy is ko us kar kay loss say bacha ja skta hy new trader is ko hi use kry

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X