importance of experience....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3106 Collapse

    asslam-o-alaikum wa rahmatullah dear friends knowledge and experience is the back bone of this system.If you want to be successful in this system you have to learn it more and more. and consult to expert and senior people
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3107 Collapse

      forex main trading karny se pahly hmain es maion acha khasa expernce hona chahye q k expernce koi base opar he hum esmain kamyab ho skty hain or forex main expernce ki bohat ahmiyat hai
      • #3108 Collapse

        G bhai forex trading mn experience ka bahut ziada amal dakhal hai in tak ap ny demo account mn achi trah trading ka experience ni keya ho ga ap ko acha profit ni milky ga forex koi luck py ni profit daiti balky ya experience aor bahut achy experience sy profit mil sukta hai
        • #3109 Collapse

          forex trading main humay experince ko enhance karna chahiey kyun keh experince jitna ziada ho ga hum forex trading main utni achi earning kar sakty hay so humay chahiey keh esmain mehnat karen
          • #3110 Collapse

            trading main experience ki bahat zayda ahmiyat aur zarorat hai lekin is bat par bhi koi doubt nai ke experience knowledge ke baghir nai ata. jb ap ka experience barta hai tu ap ke ander confidence ata hai jo bahat ahim hai achi trading ke ley
            • #3111 Collapse

              Forex trading mn experience ko bahut zayada ahmiat Basil ha ,expperence k bhaghiar ap forex trading mn koi kamyabi hasil mai kar sakte agAGR ap ka exxperence zayada ha tu ap is mn zayada nafa kama sakte hn
               
              • #3112 Collapse

                Is main knowledge ka hona bahot zarori hai kio k him use Jane bina kaam shuru kr den he to humen nuksan uthana pare ga forex trading k liye sahih samjh aur aur ise karne ka experience hona chaye take koi pareshani na ho
                 
                • #3113 Collapse

                  forex trdaing bzunees mainhum ko si bzunees maain kaam karen ke lie jahun atke maain janta hun to mera kahyl hykah hum logun ko is bzunese amin sab se zyda zaruart hum logun ko experteyanc ki hoti hy tabhi to hum is buznees ko karet hyn warna hum logun ko is buznees maain loos bhi buaht hi zyda hoo sakata hy
                  • #3114 Collapse

                    g apki bat sahi hai or main apki bat se agree karta hun forex main learning ki bohat ahmiyat hai or jub hmary pass achi learning hoti hai tu hmara expernce gain hota hai tu hmain cahhye k hum forex k barymain apni learning jari rakhen or demo account ka use karen q k demo account par trading karny se hmari tarding main practice hoti rahti hai jis se hmain forex k bary main bohat kuj sikhny ka moka bhi milta hai
                    • #3115 Collapse

                      G theek kaha ap ny . Experience k bghair forex trading me kamyabi hasil krna kafi mushkil hy . Is lye field work sy pehly is ki information aur knowledge hasil kr lena chahye taa k future me kamyabi hasil ho sky . Aur is trha hmary losses minimum aur profit maximum hony k chances brh jaien gy . Aur ye kahun ga me k experience b time sy pehly ni ata is lye agr start me koi losses hn to preshan ni hona chahye balky apni ghltio sy learn krna chahye .
                      • #3116 Collapse

                        Ye sach hai k koi bhi bagair experence k aik acha trader ni bn sakta balke mere khayal mn wo kissi bhi feild mn mn kamyab ni ho sakta hai , forex aik acha bussines hai lekin jahan hamen ye aik acha profit gain krta hai wahan ismn loss k chance bhi issi tarah hain isliye iss mn experence hona bahot zaruri hai
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #3117 Collapse

                          G bahi ap ny sahi mha ham without experiance ky is me kuch bhi kam sahi tariqy sy nahj kar sakty jab taak hamein koi experiance nahi hoga ham apni trade ko sahi tariqy sy treadibg nahi kar sakty Exleriance na ho ham apni zindagi koi bhi kam nahi kar sakty or forex im asa work haii jo experiance or mehnat sy kia jata haii
                          • #3118 Collapse

                            Ye bat bilkul sach ha k kisi b karbar mm experince bht zaroori ha.forex trading b easy business ni.jo log isy easy samjh kar is mn mehnat ni karty wo aksar loss mn rehty hn.sb ko chahyei k demo account pr zyada sy zyada mehnat karn r experience gain karn.
                            • #3119 Collapse

                              Apne experience ko Jyada birthday aap Agar Apne experience ko ahmiyat Ja importance Denge toh aap ki working bhi achi ho jayegi Dono work Jyada easily Hote Chale Jayenge Himmat na Hare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3120 Collapse

                                experince bohat matter karta hay agar hum forex trading main experince leny kay baad trading karen gay to he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay aur humay esmain sahi say time bhi daina chahiey demo account par bhi hum experince ko enhance kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X