jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    jb ap ko neend a rahi ho to agr ap forex k every steps sy waqif ho to ap ko stop loss step ko follow krna chaye jis me ap ko minimum loss uthana pary ga and ap apny ap ko itna upset bhi ni pao gy...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Grams bilkul theak kaha ap nay merchants ko chahiey kay wo rat ko trading kartay waqat neend ka khas khayal rakhain. Aisa na ho kay ap trading kar rahay hon aur obtain ghalat lag jaey aur ap ka loss ho jaey. Is liey is loss claim bachnay kay liey zarori hai kay jag kay trading ki jaey.
      • #558 Collapse

        ji han mere dost ap ne theek kaha hae kiunk mera khial hae k forex trading ko us waqt admi ko bilkul hi nahi karna chahiay jab admi nashe ki halat mein ho ya admi ko neend aa rahi ho kiunk aise waqt mein admi ko loss ho jata hae.......
        • #559 Collapse

          Yes sir need ki halat main loss possible hay because forex aik to fresh mind ka business hay,and forex aap ki at-tension chata hay, agar aap nay trade open ki hay to us ko follow karna zaroori hay.
          • #560 Collapse

            Forex trading ke waqt apko hamesha active rahna chaye hamesha positive mind ke saath soch samajh k trading karni chaye aur hamesha trade TP aur SL ke saath krni chaye q k forex me kbhi bhi kuch bhi ho sakta he
            • #561 Collapse

              haan g jb nend arhi ho to trade na kren blky pehly nend puri kren phr fresh hoky trade kren taaky kisi bary loss sy bach sken
              • #562 Collapse

                Ge haa jub humy trading k doran nend aa rhi ho tu humy loss ho skta hai koun k humra mind kam nai kr hota na hi active hota na frish tu loss k chance boht hi zyada berh jata hai nuksan ho bhe jta hai es lye nend aa rhi ho tu tradeing na kry rest kry or frish ho kr again trading kry
                 
                • #563 Collapse

                  g jab fx trading key humain neend ajaye tou humain currency trading key damage hu sakta hai es waj se humain fx trading key humain puray emphasis se investing karni chahiye hai aur humain emphasis e sath investing karni chahiye tak humain damage na hu.
                  • #564 Collapse

                    G ap ki baat theek hy k jab hum forex trading mein raat ko trading Karen tu hum ko trading karty howy neend ka khyal rakhna cahaiye jab neend aa rahi ho tu trading nhi karni cahaiye kiok trading k liye frish mind ka hona buht zarrori hy aur neend ki waja se trade Galt bhi open ho sakti hy aur loss bhi ho sakta hy
                    • #565 Collapse

                      jee haan dear aap ne bilkul sahi kahaa hai aur isi wajaa se tou kahaa jaataa hai k forex mein trading k waqt apny aap ko har tarhaan se mind fresh ho kar bethnaa chaahye
                      • #566 Collapse

                        Bhai maximum trader tou raat ko trade nai kerte hai or jo kerte hai tou wo ful dheyan se wo raat ko jagte hai or subah nend puri kerte hai , bqi her koi stop loss or take profit use kerta hai , kiw k expert trader he raat ko zaida tar trade kerte hai wo planing k saat work kerte hai.
                        • #567 Collapse

                          mare khyal main jeb humai neend a rehi ho to is time trading ni kerni chahie kuin k forex trading main is trah big loss b ho sekta hay belke bilcul fresh ho ker forex market main trade kerni chahie ta k hum forex trading k business se acha profit earn ker skain aur loss se avoid ker skain.
                          • #568 Collapse

                            maira personaly aisa manna hai k jb bnda kisi stress mai ho to bnday ko trade ni krni chahya hai, to trade person should be relax , cool mind k sth apni strategy k mutabik kaam kray, warnaa stress mai usko kaam smjh nhi aega r is condition mai loss hojaega, to nind mai bnda trading avoid kray behtar hai
                            • #569 Collapse

                              Dear friends forex loss ka neend sy koi taluk nahi agar aap forex business mai loss karogy tu apni trading experience ki na hony ki waja say karogy Q ky forex only depend on trading skill and experience.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Forex trading ek world wide online business hai jis par log work kar kay profit kamatay hen aur ye kay forex trading me work krne ke lie humen fresh hona chae take hum nuqsan se bch sken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X