jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    traders ko chaye kay wo nend ki halat main ya kisi aur kam main buzy hony ki sorat main hergiz trade nai karna chaye bilkay fresh mind and free time main ap ko trading karna chaye takay ap full efforts ko use kar kay market main survive kar kay huge income generate kar sakain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      is k bary main to main khcuh nahi keh skata hu jnab,,bus itna hi kahu ga k ye aik kafi achi job hay is main har kaam hi shai trhayas karna chahey tub hi mza ata hay jnab
      • #483 Collapse

        dear forex trading main responsibility bht zarori hy agr esa ho rha hy to stop loss r take profit lga sakty hyn but ap ko chaiy k isy easy na lyn take ie serious
        • #484 Collapse

          dear agar kesi waja se app ne PC ko band karna ho to waha app stop loss or take profit ki option use kar sakty hey es se app ko kafi help mely gi
          • #485 Collapse

            bhai jaan humay loss to har kaam mai he hota ha mai samjta hu apko jab is mai loss ka samna hota hai to apko is say learn karna chaiey is say best or koi way nhe hai is mai agr humay profit hota hai to us k saat saat humay trading mai loss ka b samna karna par sakta hai issi waja sy theak say hum kaam ko kar k chale gay to bhot profit hasil kar paye ga
            • #486 Collapse

              g bilkul agr to hamay neend arahi ho to hamy tradinng nahe karni chae ha is sy hamay loss b ho sakta ha .hamay fresh mind k sth plannig aur stratigy k sth tradinng karni chae ha
               
              • #487 Collapse

                hann esa mumkin hai k neend mai ap galat decigene le lain per ap ese waqt mai trading hi na karen jab ap bilkul relaxe feel karen os waqt trading kare warna na karen
                • #488 Collapse

                  jab mood swings ho rahe hain, jab koi decission na le paa rahe hun, ya neend aa rahi ho to trading chor dein mazeed koi trade na lagaein, or jo trade lagi ho use stop loss or take profit laga kar pc off kar dein. yad rakhien jab tak mind fresh na ho aap relaxed na hun trading mat kiya karein yun bht nuksaan hota hai. lihaza ehtiyat se kaam liya karein.
                  • #489 Collapse

                    Salam to all my friends.g ap ki bat baqt se bilkul shamet hone.hm bussens is ley kerty hane ta ham paisa kamay.bussens ya paisa kamany ka matlub ye nahi k hm 24 hours kam kerna.hame apni neened ka khail rekna chay.jab hamara neend pora ho ga to ham bussens b sath ker saky ge.neend ki halat me kabi treeding nahi kerny chay
                    • #490 Collapse

                      Dear...bro... i am new uaer in forex marlet...i don't know about " jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein " plz forige me....
                      • #491 Collapse

                        jo bi kam ho usa pora hosh o hwaas main hi pora karna chaeya aor trading karta hua waqt ka sahi analysis boht zaroori ha mind ka fresh hona aor mently present hona sa hi achi trading ho sakti ha ni to gaib dmaghi sa nuksan ka andesha ha
                        • #492 Collapse

                          need arai hoto koi bhi kaam bnda sai se ni kr skta, trade lgatay wakt aap trend ko pyuri atention se daikho gay, us se qapko pta chlayga kahan r kya krna chahya hai, kisko buy krun kisko sale, to yhi tarika hai k aap earn kro yahan pay
                          • #493 Collapse

                            yas ja ak human kai safat ha ka j ap ja kaha saktha ha ka ansan kai kamzoori ha ka jab iss ko neend a rahi hoati ha to oss ko kuch pata nahi lagta ka wo kia kara raha ha iss ka bahtar tarka ja ha ka hama trading ka kamka banad kar dana ho ga tk hamneend kai waja sa apana loss na kar daa iss lia hama trading ka kam ko choard dana ho ga
                            • #494 Collapse

                              Han ye bat to durast he k jis waqat hum nend kar rahe hote hin to hum market ko theek toor pe samjh nahi sakte hin aur jeise hi hum baghir samjhe trade lagate hin to hum loss bhi kar jate hin. Humari lag kar kei gaye trading hi humin profit deiti he aur experience aur learning hi wo way he jo humin kamyab bana deita he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                g bhai aisa bohat dafa hota hai ke ap mentally fresh nahi hote aur forex trading karne baith jaate hain to phir apko is mein loss hi hota hai,is liye apko chahiye ke ap jb mentally poore fresh hon to ap is mein trade karen aur is mein us hi time trade len.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X