Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Dear ye hmari lot size per depend karta hai.Or ye k hm kitna risk reward ratio lety hain.Mera risk ratio ziada tar 1,2% hota hai.Jab me big lot lgati hun to usi hisab se 100 ya 200 points pr stop loss and take profit set krti hun.Agr small lot use krti hun to phir 200,400 points tak Sl set krti hun.
    Lehaza ye aapke lot size pr depend krta hai usi hisab se ap Loss and profit count krty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      stop loss ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy isy use karty howe kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or loss sy bach sky gy is ky bager trading loss ky siwa kuch nahi hain hamy isy ignore nahi karna chaye forex aik asa business jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
      • #198 Collapse

        Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

        majay is kay bary ma knowlged nhe ha is liay kay ma many is ma abe trading nhe ki ha to is liay ma aap ko is kay bary ma nhe bta sakte ho our ma is ma new ho our is ma abe parctice he kar rahi ho our ya aik asa business ha jis ma hum ko mind sa our knowlged sa trading karne hote ha
        • #199 Collapse

          Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

          hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi aur stop loss ko market main loss hony par use kar sakty hain so hamain market main knowldge ho ga ta k achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi
          • #200 Collapse

            Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

            is forex main planing kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main knowldge k begair hum kich hasil nai kar sakty hain so hamain market main har jeet tou karni ho gi tab hi hum real main earn ho gi
            • #201 Collapse

              Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

              hamain stop loss ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karni ho gi ta k is say hamain faida ho saky ga aur is main stop loss ko kafi had tak cover kars katy hain so hamain markt main bi kam karny main bi faida h saky ga
              • #202 Collapse

                Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                stop loss ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum achy say trade karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum achy say perform kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main knowldge best ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum achy say trade karein gay
                • #203 Collapse

                  Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                  stop loss ko use kar k hi hum achy say trade kar skaty hain tab hi hum sucess hon gay aur is forex main apni money ko mange kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain marekt main kamyab trader banany k liye learning karni ho ig tab hi hum sucess hon gay it is best job for all
                  • #204 Collapse

                    Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab khryat say honge sir main apsay yeh pochna chata hon keh kesi bhi aik achy trader ki stop loss ki ausat kia hoti hai ?
                    • #205 Collapse

                      Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                      loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main knowldge ho ga tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain si k bary main knowldge acha hog a tab hi hum kamyab ho sakty hain
                      • #206 Collapse

                        Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                        Dear stop loss ki osat ap k take profit se half yani k aadhi honi chahiye yani k agar ap ka t.p 40 pip pe he to apka s.l 20 pip pe hona chahiye eska faeda ye ho ga k agar ek trade ma apka stop loss hit ho gya or agli yrade ka t.p hit ho gya to wo pechla loss bhe pura kar jae ga or profit bhe de jae ga.
                        • #207 Collapse

                          Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                          Forex trading ek boht he behtareen business sabit ho suckta hy. Humay mehnat se kaam krna Chai yeh. Stop loss boht achi cheese hy es se humay loss se bachanay mein asaani hoti hy es ko us surat mein lagaya ja suckta hy jb ap loss ki condition se do char hun.
                          • #208 Collapse

                            Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                            hamain market main stop loss ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain s ohamain is k bary main trend ko us ekar k hi hum kamayb ho sakty hain aur hamain markt main trend ko use kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karein gay aur is forex main loss km ho saky ga
                            • #209 Collapse

                              Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                              dosto aap aager stop loss and take profit use karte hein modified order main to aap mujhy yeh bataein kai aap stop loss ki ausat kiya rakhtein ya wo points batein wo percentage batein jo aap use karte hein?
                              Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main jab hum take profit ya stop loss use karty han to hum support level ya resistance level sy trade open karny jahan tak last bar value ge hoti ha us sy 10 sy 15 pips aagy stop loss lagaty han or take profit 30 sy 40 pips pe take profit laga daty han is tahra stop loss hit bi ho jay to 10 sy 15 pips loss hota ha or profit 30 sy 40 pips hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Re: Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

                                g haan bhai jaan ap ki bat thek hai trading main stop loss or take profit ka bohot bhara role nibhate hain jaise aap kabi trade laga ke kahin chale jaate ho toh aap ko kaise pata ke aap ko profit hua hai ke nahi aysi lie hum stop loss take profit set karte hain jaise market waha pohche toh humara trade close ho jay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X