Aap kai stop loss ki ausat kiya hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke ap jo hai woh hamesha market mai stop loss aur take profits ka use kerahe aur hamesha market mai risk and reward ka 1:2 ka use kerahe.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      demo app ko contest main hisa lena hota hai jo winner hota hai us ko trade karney k liye bpnus diya jata hai wo trade kaar k jo profit karey us ko with lay sakta hai
      • #123 Collapse

        is main bhi g market ki movement per bohat depand karta hy is main app ko yah dakhna hy ki news hy agr news hy tu app stop loss ko 150 pip per laga dy agr ap graph ko follow kar rahy hain tu app ko is main 250 pips per stop loss ko lagana ho ga is say app loss day bach skty hain
        • #124 Collapse

          han dear stop loss bhi hota hai us ko bhi use kiajta hai ye aik ach buines shai jo bhaut senior trder hain wo stop loss nahi use krty hain ye aika cha buines shai si ko krnre k liye mehnt ki jati hai
          • #125 Collapse

            jnab mujy ast ak to nai mloom huain trading main agr stop loss ko use karna hay to humain trading main apny balance ko dykty hoye humain is main stop loss ko use karna hay ta kay humain trading main munsib loss ho saky
            • #126 Collapse

              jab hum stop loss lagty hain to aik limit tak humain stop loss lagana ho ga kay humain trade main achi earning hasil ho saky hum kam kar sakain ye na ho kay humain kafi loss ho jaye
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #127 Collapse

                forex trading mien apko chahiye ke ap is mein hamesha proepr stop loss ke sath hi is mien trading karen aur is mein ap kabhi bhi painc nahi hon is mien agar ap tareeqe se trading karenge to ap phir bohat kamiyab hoskate hian.
                • #128 Collapse

                  stop loss ki impotence mery nazdek bahot hi zeyda, stop loss ki waja se ham zeyda loss se bach sakty hey stop loss k sath take profit lagana chaye
                  • #129 Collapse

                    ye tu trader pay depend kerta hai k wu kitna profit laina chahta hai ager account bera hai tu tp or sl zyada day sakty hain or agr account chota hai tu take profit or stop loss zyada nae rekh sakty aik limit man rehna perta hai.
                    • #130 Collapse

                      Stop loss laganey key leye equity ko dekha jata hy aur us key mutabiq decision lia jata hy. In my opinion, at the beginning 20 ya 30 pips ka stop loss lagayen aur phir is ko kam ya ziada kia ja sakta hy. Yeh aik achi technique hy aur jin logon ko ziada loss hota ho woh is techniques ko zaroor use kia karain.
                      • #131 Collapse

                        stop loss hamesha apni money management k hisaab se rakhna chahye stoploss ki value hamesha take profit ki value se half honi chahye kam az kam wese me to 20 pips sl rakhta hun is se ziada nhi...
                        • #132 Collapse

                          meri koshish hoti hai kay stop loss kam sy kam 30 pips k margin sy rakho. q k market kabi b 10 sy 20 pips move kr jati hai. so is lye 30 pips acha margin hai stop loss lganay k lyte. magar take profit mai nhi use krta q k baz time kam take profit lganay ki waja sy trade jaldi hit ho kr band ho jati hai. or market aap ki favour mai kafi chali jati hai. jis ki waja sy aap ko take profit laganay sy km profit hota hai.
                          • #133 Collapse

                            Forex business mai stop loss es lye use krtay hai k ap kam account wash name ho. Aur ap ko nuksan bhe kam ho. Es lye ap stop loss ko use krtay hai. Aur es tarah ap Zadar loss say bach sakty ho.
                            • #134 Collapse

                              dear me abhi filhal stop loss & take profit use hi nahi krta kiuke na me ne abhi koi itni bari investment ki he or na hi forum se itni earning ke me ye use krsaku or agar itni bari investment kar bhi du to bhi shayad stop loss & take profit use na karu kiyuke mujhe follow krna acha lagta market ke samne reh ker trading krna acha lagta he...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                dear ye market ki moving k teht hota hai is ko bahut ziyada samjh k ki ajai ga ye aik real kaamhsi is ko kahin bhi kia ja kst ahai ye aik good kaammhai is ko kafi mehnt sy ki ajai ga ye aik good kaamhai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X