kiya aap ne kabhi Forex trading sa nafrat ki hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    forex trading se nafrat sirf usi time he ho sakti ha ke agar is business mi kisi bhi person ko kafi and musalsal loss ho raha ho and agar tu is business mi kafi profit ho raha ha tu mery khiyal se is busienss se nafrat nahi kia ja skati ha and is se love he ho ga ak loss kerny wala forex tarder bhi mery khiyal se is business se nafrat nahi ker skata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      Kabi be nahi ke na he kabi kroga main koi apny business sey kabi be nafet nahi krta or hum traders ko be nafer nahi karni chahy jo nafrat karta wo forex sey nahi khud sey nafrat krata heay main kabi be forex sey nafrat nahi ke
      • #1083 Collapse

        g hun jnab jab kisi treder ko is biznees min aik had se zyda loos ho jata hy ti tabhi us insan ko is biznees min is se nagtat jone lag jati hy is liw kun kahvus ne is biznees par mehnat buhat hi zyda ki hoti hy
        • #1084 Collapse

          Jo log kisi b kam me nakam ho jate ha wo usi kam k khilaf batain krte ha . Yehi sb forex trading me . Jo log is me earning ni kr pate or nakam ho jate ha wo phr is ke khilaf batain karte ha
          • #1085 Collapse

            forex trading sy jo koi bhi nafrat karta hai woh is main account hi nai baanta aur jo loag is main knowledge ki kammi ka shikaar hai aur phir bhi trading main account bana kay loose kar jatay hain woh lloag hi trading say nafrat kartay hain q kay woh samajhtay hain kay trading mai un ko dhoka ho gaya hain jab kay yeh un ki ghaltfehmi hai,
            • #1086 Collapse

              dear mein to kabi bhi nafrat nahi ki hai ye aik acha buiness hai is ko koi bhi k ksta hai ye aik acha buines shai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai is koksi time bhi kia ja skta hai ye aik acha buiness hai
              • #1087 Collapse

                Demo account is really very important but without practice on the Demo account you are not able to earn so much and without earnaing you just waste your time
                • #1088 Collapse

                  Assalam u likum friend jee nahi me ne to kabhi bhi forex busniess se nafrat nahi ki hai kyun k iss me koi aesi cheez nahi hai k jis se nafrat ki jaye ager hum araam se forex ko learn kerty hue aagy bharty hain to iss business se humein zaroor faida milta hai iss liye forex trading se mayoos nhi hona chahiye balke iss ko seekh ker kerna chahiye.
                   
                  • #1089 Collapse

                    Assalam u likum friend jee nahi me ne to kabhi bhi forex busniess se nafrat nahi ki hai kyun k iss me koi aesi cheez nahi hai k jis se nafrat ki jaye ager hum araam se forex ko learn kerty hue aagy bharty hain to iss business se humein zaroor faida milta hai iss liye forex trading se mayoos nhi hona chahiye balke iss ko seekh ker kerna chahiye.
                     
                    • #1090 Collapse

                      ni bhai g forex sy ku nafarat kr saqty ha balka is say payar krta hu ku forex he wo zariea ha jah say bhot kam waqt my zaida earning ke ja saqti ha bu k yah online business ha or intna asan ha k is my har admi achive har saqta ha or chay jitni be investment kro koi limit ni ha or jitna be time ham forex ko day gy intni he hamy zaida earning hassial krny ko mily gi...
                      • #1091 Collapse

                        forexbussinus ko wo loog nafrat kartay hain jo forex treading k baray main nai jan tay aur complete confidance aur knoweledge se kam ka aghaz nai kartay aur apna nuqsan kaar jatay hain
                        • #1092 Collapse

                          forex bhot ache business ha ..aur forex ma bhot ache earning ki ja sakte ha is leye forex se nafrat nai ki kabi aur forex trading karna k leye forex trading ko seekna chayhe aur ache tarah practice karna chayhe ta k success hasil kar saken...
                          • #1093 Collapse

                            dear forex trading se nafrat to kabi nahe ki per ghusa zaroor a jata hai baz okat jab kuch samjh na a raha o to . per ham sab samjhy hai k forex aik risky kam hai or yaha profit or loss dono ho sakty hai .
                            • #1094 Collapse

                              nahi brother mainey forex kai barey mai kbhi bura bhale nhe keha hein mugy kint be loss ho gein mein kbjhi is ko nafet ke nazer se nhe denkhan hein kion ka forex se hamey baad mai bohat faida hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                nahi mainy kabhi bhi forex trading se nafrat nahi ki kyun ky is main nafrat jaisi koi cheez hi nahi hai agar hume loss hota hai to isme forex ki koi galti nahi hoti galti tab bhi humari hi hoti hai is liye koi bhi nafrat nahi karta forex trading se.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X