kiya aap ne kabhi Forex trading sa nafrat ki hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Forex Trading me lose and profit dono k chances hotay hain or agar koi insan apna mind set kiye bagher kaam krta hay to baad me forex ko blame krta hay jab k ghalti uski apni hoti hay humesha practice dehan and active mind say trading per kaam kerain forex trading aik loveable and profit gaining business hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      ma is ma oht pisa kamt ho ma to is kam sa boht pisa kamt ho sab is kam ko like karta mha ma b is kam ko boht like karta ho sab ka liy ha forex ak ach business ha sab ko is maboht pisa milta ha
         
      • #348 Collapse

        forex trading pe hum jo kaam be kerty hain hum us ka faydaa be tu utatey hian aoney lea pessy kamatey hain ,,jo jis kaam ko jantaa he nei hotaa us ney tu essa he kehnaa hain
        • #349 Collapse

          forex trading ko wohi bura bhara khaty hain jo loss karty hain bhut or wo is liye loss karty hain k unko trading ki knowledge nahi hoti or trading karty hain magar jo forex trading janta hain wo kabi b forex trading ko bura hara nahi khata
           
          • #350 Collapse

            naftat tou nahe kia he bhai lekin jb kabhe loss ka samna karna parta he tou ustime dil thora ukta jata he lekin ye tou forex ik aham hissa han islye kbhe aisa memsos nahe howa kay forex say nafrat ki jai
            • #351 Collapse

              No ma nay kabi is business say nafrat nai ki us ki waja ya ha. k ma nay phelay is business ko sahi tara seekha ha. aur jb mera concept pakka hu gea phr ma nay real account per trade start ki ha jis ki waja say ma profit earn kar raha hu.
              • #352 Collapse

                Nai bhai jo business hamain itna profit data ho and jis ke waja se hamari puri zindge change go gai ho,,kya us se koi nafrat kar sakta hai,,kabhe bhe nai,,main to nai karta and main to is business ko life time karna chahta hoin....
                • #353 Collapse

                  mery khyal say to pakistan forex forum bht he axcha busssiness hain or han mery khyal say to ager koi iss sa bura kehta hain to wo khud he bura hota hain or han mery khyl sa to unn ko nakami hoti han iss waja sa pak forum ko bura kehta hain .....
                     
                  • #354 Collapse

                    forex aik aisa business he jis se koi nafrat nhi kr skta ye bht behtreen business he or jo karty hen wo zarur trading me nakam hue hon ge agar wo log ye note karen k trading me unse kahin mistake hui he ya phr unk pass knowledge nhi hogi to wo nhi karen ge qk haar jeet to life k parts hen hmen haar k ksi business se nafrat nhi chahye blk or hard work krna chahye
                    • #355 Collapse

                      forex trading business maray nazdeek boht he acha ha. kyn k ya business hamari life change kar sakhta ha. or hum is business sa boht money earn kar sakhty hn. hum forex ma kisi bhe time par working kar sakhty hn. yhn par time restriction bhe nhe ha. forex sub k lye ha or sub yhn working kar k money earn kar sakhty hn.
                      • #356 Collapse

                        han q ni hr trader ki zindagi main ye lamha lazmi ataa ha q k trader jb starting point pr hota ha to usko ye situation lazmi face krna hoti ha js sy wo disheart hota ha or ye wo stage hoti ha js main agr wo irada kry to kuch b kr skta ha
                        • #357 Collapse

                          Nahi jo log is ko bura bhala khte ha asal me wo khud is me kuch nahi ka pate ha aur apni gare zimadari ka zima forex ko deta ha //forex really 1 acha business ha aur bhot kam time me acha profit deta han
                           
                          • #358 Collapse

                            G nahin janab mai ny kabhi Forex trading sy nafrat nahin ki ye business mujhy acha lagta hai aur mujhy is mein buhat interest hai, agar koi trader Forex sy nafrat karta hai to us ki wajha loss he hai lekin har trader ko loss us ki apni galti ki wajha sy hota hai kisi bhi trader ko kabhi bhi Forex sy nafraat nahin karni chaiye.
                            • #359 Collapse

                              you just made the mistake that all new and inexperienced traders make, never trade with huge lots or huge risk because trading with big lots is the quickest way to quickly loose your trading capital. If new traders can just set small moderate targets and trade with small lot size they can make consitent profit.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                no dear the forex is not the business which is for the hate ,the reason of the loss is just the lack of the knowledge and information that we have ,if we will get the skills and knowledge then we will not loss in the forex ,and we will not hate forex
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X