kiya aap ne kabhi Forex trading sa nafrat ki hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    nhi g me tu aesa abhin tak feel nhi kiya kiun k abhi me new hun abhi posting kar rhi hun so mujhe abhi aesa kuch feel nhi howa jahan tak bat hai k logon ko jab loss hota hai tu wo nafrat ka izhar karte hai kiun iss me forex ka kiya kasur hai wo apni kam knwldge aur experience ki waja se loss karte hain unhen chahiye k zada achi tarhan learning karen take loss na ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      dear friends meray khayal me wo log forex ko bura bahla kehty hi jin ko forex trading ka ilam nahi hota on ko chahey key wo pehlay forex trading ka kam karna sekhay ye boht acha online business hi ap is per kam kar key profit get kar sakty hi
      • #963 Collapse

        mene tu kbhi nafrat ni ki forex se kyun k jub hum loss krte hen jbhi nafrat hoti he or ye nafrat bekar he kyun k market ko hum thik se smjhte ni bus trade laga leten hen ..or apni ghalti ko nafrat ka name dete hu ...
        • #964 Collapse

          No dear mene is business se kabhi bhi nafraat nahi ki ha kyun k ye aik asa business ha jis se mjhe kafi achi earning hoti ha isi liye mene is business se kabhi bhi ajj tk nafraat nahi ki ha kyun k ye aik bht hi acha or profitable business ha
          • #965 Collapse

            mein kioun forex trading se nafrat karunga bhala because yeh to bohot hi piyara online business hey aur is business mein to mera bohot hi bara future chupa hey aur mein is business se bohot hi ziada money earn kar sakta hey.
             
            • #966 Collapse

              jee haan jab bhi hum ko baray losses hotay hain tu hum ko bohut zada tension hoti hain is liyea hum ko zada is bata pay focus kernay ki zaroorat hoti hain kay hum apni planning ko polish kernay ki koshish kernay takay losses say bacha ja sakay
              • #967 Collapse

                Dear sir main nay kabhi forex trading business ay nifrat nahi ki hay bilkeh usay like kia hay, because yeh aik good profitable business hay es main hum good earning kar saktay hain.
                • #968 Collapse

                  Nai brother forex esi nobat any hi nai dyta k ap ko is sy nafraat ho or ap ko agr is main experience jitna acha hota jay ga ap ko is main utni hi dilchaspi hogi
                  • #969 Collapse

                    g nai bhai forex trading se nafrat nai karni chye ager ap ko loss hoota hai to ye ap ki galti hai forex ki nai ap ko chye ap pehly demo account par trading kary ap ko malum ho jay ga k ap kis basse par trading kary ya na kary thats is
                    • #970 Collapse

                      jee han aksar ham ko itna loss ho jata he ke hamare pass kuch be nahi bach'ta lakin isme forex ka koi be qasoor nahi hota yh sab hamare andar greed hoti he jo hamko loss deti he agar ham apne emotions ko control me rakhte hue work karen ge toh phr hamare lie kamyaab hona be asaan ho ga or ham ko forex ko bura be nahi kahna pare ga
                      • #971 Collapse

                        No dear mene is business se kabhi bhi nafrat nhi ki ha kyun k ye aik asa business ha jis se hmen kafi achi earning hoti ha or is business se hm apna career b asani se bna sakty hain isi liye is business se me kabhi bhi nafraat nahi ki haa kyun k ye aik asa business ha jis se hmen kafi achi earning oti haa
                        • #972 Collapse

                          SL placement is highly dependent strategy and risk management of individual traders. Many are mistaken by placing stop loss, most of them will put the stop loss on their maximal level loss in the form of his money. In fact, the most important is the placement at the level where our strategy is wrong, then entered the stage of Position Sizing
                          • #973 Collapse

                            aisey karobar sey jo ap ko paisey provide karta hai aur is sey earning k chance hun to nafrat karna ghalat bat hai.
                            • #974 Collapse

                              nai mere sath to kabhi aesa nahi hua hai par kuch loo ko aesa karty dekha hai ku kay kuch log aese hoty hai jinhy forex bussniess mein nuksan ho jata hai or wo us waja se nafrat karny lag jaty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                mein nay to abhi forex trading start he ki ha aur ap nafrat krny ki baat kr rahy hein. ab to agay ja kr he pta chaly ga k mujhy forex say nafrat hoti ha ya mohabbat.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X