lot size zeyda rak kar trading karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size zeyda rak kar trading karna
    kia lot size zeyda rak kar ham nuksan me rehty hey ya per hamy profit b huge ho sakta hay lot size kam rakny ka fiada kia hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    lot size jitna bara rakho gy utna ho juldi ap ka account wash hu skty but yeh b hai k ap bht acha profit b earn kr skty wo hu jey jo socha hu lekin mairy khayal sy hmy aik br k deposit b kam sy kam 10 trade krni chahiyeh means k agar 100 dollar deposit hai tu hr trade pe 10 dollar profit loss rakhna chahiyeh tk hmy 10 moqey mil sky fr hmy 0.10 sy uper nhi jana chahiyeh 100 dollar pe
    • #3 Collapse

      yah ager app lot size zeada rakhain gay to app ko profit zeada hota hy but ager app lot size zeada rakh k karein main app risk zeada lain gay our ager market app k against jati hain too pher app ko loss bhe zeada ho ga small lot sahe hai
      • #4 Collapse

        Lot ka size ziada rakhny se profit ki soorat me to faida bhi ziada hota hy lekin agar losss ho jae to apka account bhi khaali ho sakta hy. Forex trading me lot ko aik makhsoos size tak barha sakty hain. us se ziada karny ki soorat me apko loss ho jata hy.
        • #5 Collapse

          no dear big lot size se only nuqsan he ni hota fiada b ho sekta hay big lot size se ager loss ziada hota hay to profit b ziada he hota hay hum apni trades main lot size kem is lie rekhtay hain k ager market hamari trade k khilaf b jay to loss kem se kem ho aur hamara account wash hone se bech jay.
          • #6 Collapse

            forex trading main app ko kaam karny ky liye apny expereince ki bna par lot lgani hoti hai agar aap iss kaam main new hain to aap ko choti sy choti lot sy kaam karna chahye iss sy aap ko loss bahaT KAM HO GA
            • #7 Collapse

              hamain lot size hamasha kam hi hona chahye hamain choti sy choti lot sy trading karny chahye iss sy aik to loss ky chanc kam hoty hain or dosra ham iss main trad lga kar profit apni marzi ka lasakty hain
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein jo new trader han un ko cahaiye k wo kam lot size use kar k trading karain kiok trading k liye knowledge experience ki zaroorat hoti hy aur new trader k pas knowledge experience kam hota hy aur agr ziada lot size use karain gay tu loss hwa tu buht ziada ho ga is liye kam lot size hi behtar hy
                • #9 Collapse

                  forex trading ke market mai app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalein aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen phir ap ko loss kaam hota hai aur profit ziayda hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Trading karty wqt hum jo volume use karty hy aur ak lost open karty hum to us lot ka agher volume hum zyda raky gay to apnay balance say ka hasb say zyda to humy loss ka zyda chance hy agher hum money menagement ka sayh trade open kary to hum ascha profit earn kar sakty hy
                    • #11 Collapse

                      ziyada lot size rakhy se risk barh jata hai or agr market ap k against chali jaye to loss hony ka khatra bhar jata hai, is liye hamesha proper money management k sath trading krni chahiye.
                      • #12 Collapse

                        ji hume lot size zyda krny se humari trading per farq pary ga aur iss difference se buchny k liye hume lot size ko thora chota krna hu ga otherwise humara account wash hu sakta hai jo k sahi nhi hai
                        • #13 Collapse

                          Bahi Jan lot size zaida rakhna chahiye is se apko profit bhi zaida hota hai aur lot size hamesha kam bhi rakhni chahiye taqe apka account wash na ho aur loss zaida na ho lot size bahot important hai
                          • #14 Collapse

                            dear forex men ap jab bhi trading kerny lagien tu khiyal karien k ap ko trend ka jab tak idea na ho ap trade ko open na karien or ap ko apny balance k mutabik hi lot size ko use kerna chaiey is se ap apny risk ko manage kerty hein or zada risk nahi lena chahiy ap ko forex trading men,,
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: saghir ahmad
                              nei yaar jo ik good trader hota hai wo kabi b is tara ki trading nei krta hai wo humesha kam lot or longtrem trading krta hai....
                              gee haan bhai hmein apne forex trading mein lot size ko kam rkhna hota he aur hm apne trading mein long term mein kam krein ya short term mein apne trading mein low lots ka istemal aur apne trading mein ziada risky trading na krein phr hmein apne trading mein success milte he aur hm apne trading se acha profit asane se hasil krte hien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X