scalping kis indecator ko follow kar ke karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping kis indecator ko follow kar ke karen
    asalam o alikum friends main ye pochna chahta hon k scalping kis rule ya patren ko ya indecator ko follow kar ke ki jate hai or konse time fram ma
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai hmein apne trading mein indicators ko smjhna hota he aur in se hmein market ka trend milta he aur hmein chahe keh ham apne trading mein jo bhe trading ke tolls hien un ko smjha krein aur apne trade mein scalping method new method he es ke learning krne he
     
    • #3 Collapse

      scalping indicator or anaylsis say hoti ha market ku analyze krnay or assessment krny k buhut say tools or tarikay hain jin ku almost tamam expert traders follow krtay hain market man scalping krna trader bhi kuch traders ki trade ka hisa han
      • #4 Collapse

        My trading fellow ager ap scalping kerna chahty hain to app fibo ko major pairs k oper use ker k subha 1100 am say sham 3 pm tak scalping ker sagty 61 say trade lay k safe earn ker sagty hain
        • #5 Collapse

          Dekhey mere hisaab se ap pehle learning karey or scalping ke liye ap RSI or Moving Averages Indicators ka use ker sakte hai lekin ap or dosrey indicators ka use ker sakte hai lekin yeh indicators kafi behtaren hai or kafi professionals is ka use kerte hai
          • #6 Collapse

            scalping karny ky liye aap ko iss business main pori trhan sy expereince haasil karna ho ga aap iss kaam main jin jin cheezoon sy aaap ko forex trading ky business ko seekhny main help mily hasil kar lo
            • #7 Collapse

              gee bhai mien ne abhe tk apne trading mein scalping ka istemal nhe kia he to mujhe is bat ka pta nhe he keh hm kis indicators ko follow kr ke scalping ka methods istemal krein to mein yeh kahon ge keh apne trading mein shaih market ke time frame aur market ke trend ko smjh kr apne trading mein scalping krein takeh trading se acha faida hasil ho
               
              • #8 Collapse

                scalpin ky lye low time frame ky sath sath bhot sary indicator ko follow kia jta hia . jo ky har trader ny mukhtlif indicator follow kiye hoty han . har kiis ka apna apna experience hota hai.
                "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                • #9 Collapse

                  Bahi Jan forex trading mein mere khayal mein scalping ke lye sub se acha indicator apko news ko follow krna chahiye apko achi trade krny mein mily GI aur loss apko nhi ho ga
                  • #10 Collapse

                    wa alaikum assalam wa rehmatullahi wabarakatuh. Bhai jan as far as my my experience is concerned to main kehta hun k scalping bri bri zeher hy hy q k scalping karty huu jab achank market move kar jay to ap hath malty reh raty hain please respected members ap long term select trading ko adopt karain
                    • #11 Collapse

                      dear ais market mia agar hum ye chaty hai k hum scalping kary to ais k liay hum ko sab se asan tareeka ye hai k moving avrage use kary jis mai 2 moving avrage ho aik thory period ki aor dosri thory zayda time wali to hum aus mai scalping kar sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        scalping k leay sb sy acha indicator jo m smjhta hu wo RSI hy r es ka time fram ap 30 mint ka use kryn to ap achi scalping kr skty hyn agr ap ko RSi ki smjh hy to RSI m divergence par working kryn acha gain mily ga ap ko.
                        • #13 Collapse

                          Je ha sakalapinga ko folk kara ka kara na bahatara ho ka k is sa in sana Mara nae kahata OE is ko faida ho ta ha or nafa he ho ta ha is laya ma is ma Zara she mahanata kara ta ho or Zara she mahanata kara ta ho.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            dear indicators to bahot hey trading me scalping karny key ley indicators ko chose karny key ley ehteyat se kam lena chaye, ta key app ki achy se signals mil saky.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X