forex main long term

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main long term
    asalam o alikum forex main long term trading ke lia kitne equity hone chahyea or lot size kia hone chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai long term aur short term mein equity jo bhe chlte he aur trader ko long term mein account balance ko dekh kr lot size lagana hote he aur apne trading mein us order se long term mein trading kr ke acha profit hasil krna hota he is lie long term mein koi fix shrt nhe hote he keh equity itne ho
     
    • #3 Collapse

      Agar hum Forex me long term trading karna chahty han to is k liye humy chahye k hum aik small lot size par trading kary aur during trading apny professional traders se bhi help lye isi trha hi hum is business me big losses se bach sakty han aur trading kar k daily ka unlimited profit bhi earn kar sakty han.
      • #4 Collapse

        forex man jin traders k pas equity or balance zyada ha un ku ic bat ka khayal rekhna chahye k wu short term trade na keryn jub equity zyada ha tu zyada profit earn kerny ki koshish keryn
        • #5 Collapse

          je haan forex mei long term trading kay liye ap koa cha capital chaiye agar ap long term trades karna chahtay hain equity ap ki bohat impotyance rakhti hay ap kay account pe ap ki trades kay liye esliye ap koa cha he capital chaiye hota hay
          • #6 Collapse

            gee bhai hmein apne forex trading mein long term mein kam krna acha he aur hmein lazme hota he keh jb hm long term trading krein to hmein apne account balance ko dekh kr long term istemal krna he aur hm apne trading mein lot size bhe soch smjh kr istemal krein
               
            • #7 Collapse

              g han agar zeyda profit earn karna ho to app ko long term trading hi karna chaye es k ley account balance zeyda hona chaye tab hi app loss se bach sakty hey or profit b app ko acha ho sakta hay
              • #8 Collapse

                gee bhai hmein apne trading mein long term ke istemal se acha faida hota he aur hm apne trading mein accunt balance aur equity ko dekh kr apne trding mein long term ya short ka isemal krein aur apne trading mein management se kam krein
                 
                • #9 Collapse

                  Bahi Jan forex trading mein long term aik bahot hi achi strategy hai humein long term ki trade ko open krna chahiye aur long term se apko acha profit bhi mil skta hai hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: shoaib iqbal پيغام ديکھيے
                    asalam o alikum forex main long term trading ke lia kitne equity hone chahyea or lot size kia hone chahyea
                    Dear agher ap long trem trade karna chahtay ho to ap ka pass km say 5000$ hona chay kayo ka ap nay time frame W1 aur M1 pay trade karni hy aur 5000$ main ap nay volume kud set karna agher ap zyda volume use karo gay to ka account boht jauld wash ho jay ga
                    • #11 Collapse

                      AssalamoAlaikum wa rehmatullahi bro ap apni investment ka 2 percent nikalin aur uska phir revenue 10 perncnt nikalin jo raqam hasl ho wo apki monthly income hy ap dakhain ap ny kitni earning karni hy bas tae aik basic formulas hy safe trading k liye. So as far as mera knowledge hy to main kehta hun k 10lac rupees 1lack monthly kmany k lie kafi hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        dear ap k pass equity jitni marzi ho ap aus par long term par kaam kar sakty hai agar ap k pass 100$ bhi ho to ap aus par long term mai trading kar sakty hai magar aus k liay ap ko lot ka khyal rakhna parta hai k ap aus par lot kon si use kar rahy ho jo long term k liay safe ho.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X