eur/usd news hai kisi kai pass kai eur/usd ki market upper ja ay gi ya neechay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    me ne friday ko bbc par read kia he ke ab usa euro ko support kare ga ta ke yh upar aay is se lagta he ke next april se euro up aane lag jay wese isne boht sare logo ke accounts ko bhe wash kia he or yh boht hi risky bana hua he or kabi bhe trend ak dam se change ho sakta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Well there are daily news release in forex and i must say that most of the news release concern eur and usd. let me say that from my experience i think that combine both technical and fundamental analyses is a very good way to trade forex because ie one thing that controls price movement
      • #18 Collapse

        dear 100 percent tu kisi ko ni pata hota k market kdr move kry gi or long term ka andaza lagaya ja skta asani sy or dear jb ap ny poucha tha os k bad market tora sa up ho k fr bht zaida nechy aye or abi b nechy e hai or nechy e rahy gi
        • #19 Collapse

          is ke bare men kuch nahi kaha ja sakta q ke is ki sorathal badalti rehti he wese amoman eru/usd ki trading men faida hi hota he or news bhi thek hi hen is ke mutalik.
          • #20 Collapse

            Euro/usd aik buhat hi achi currency pair he aur es min se hum kafi bari earning bhi le sakte hin hum es currency ko samjh kar karin to hum es business min se kafi bari earning bhi kar sakte hin. Hum es business ki news different websites se asani se hasil kar sakte hin jeise es waqat euro mazboot ho raha he aur dollar week ho raha he.
            • #21 Collapse

              hello and salam to all ap news pe zyada depenf na kia kero qk news ka impact os pair pe acha nahi hota na low aur na he high impact hota hai
              • #22 Collapse

                yeh toh kisi ko pata ni hota kay ab market na ooper jana hai kay neecchay.. yeh toh aap ko analyis kar ka he apta chalta hai kay market na ooper jana hai kay neechay
                • #23 Collapse

                  Friends Eur]Usd trading pair in dono key news sayhe move hota ha or kyon kay aaj kal Eur bohat zayada down ha is leya is main hamain aaj kal buy he karna chheya . is tara he ham is main profit earn kar saktay hain .
                  • #24 Collapse

                    jnab mere khyaal se news mee kuch nahi hota market upaar bhi ja rhi ho to loss hota hai bas dimagh use kro apna
                    • #25 Collapse

                      bhai jan yahan per aap ne jo thread diya hai is me aap ko news khud he dekhni paren gi yahan koi kahe ga ke up hai koi down ka bole ga to aap is me confuse ho jao ge is lye koshish karo ke aap yahan per news ko khud se check karo .
                      • #26 Collapse

                        G bro mere khayl se toh apko chahiyee k ap phle indicators se confirm kr len agr confirm naa ho toh tb he news dekhen taa k apko bd mein lose na ho........
                        • #27 Collapse

                          eurusd ki news tou ksi nahi pass nai hai agaer ap trend ko follow kro tou he achi baat hai ap kay liye or wese eursud up jana hai 1400 tak ya 2000 tak
                          • #28 Collapse

                            bhaaai jaan me abhi new trader hun mjhy is bary me kuch khaas nahi pata hai ap markt ko analayze kr ke check kr lijye apko idea ho jayega
                            • #29 Collapse

                              yes you are right ye analyse to khud trader hi karta hai ya phir forex news sites se information li jaa sakti hian waha pe currencies k up and down ka andaza ho jaata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                euro/usd mei jub uro ki news negative ati hai t is ka matlanb ye hota hai kay ap ko is trime pe is kos ell karna hota hai tub hi ja kay apoko si ka agay boaht hia ch fadia mil saktab hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X