ATM Card

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    bhai hum apne kisi b normal ATM card mein apni payments transfer nahi kar saktay bul k is kliye hamain instaforex ka master card lena parray ga jis ko use kartay hue hum direct kisi b ATM se apne paise withdrawl karwa saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Dear forex ma work jo ap krta ha ap ko as ka boune jo ha ap ka insta forex account ma transfer kr deya jata ha jo ap with draw ka zarya naklwa skta ho lake ATM ka zaryia hum nahi naklwa skta as sa hum sirf bank account ma to ha pasa wo he nalwa skta ha.
      • #183 Collapse

        G han mey aap ki bat sey itfaq kerti hon kerna chyee aky humey bht zada practice ho jayee wo phely koe or kam ker k km amdni earn ker rahy they or km pesy kma rahy they earning ker skty heen apna guzara ker skty heen.
         
        • #184 Collapse

          krtay han or ya bhi ha k hum yaha ik dosaray k experiences say experiences hasil krtay han or ya bhi k humay logo k experiences say experiences hasil krna bhi chahiya kio k humay apnay uper tajarbay nahi krnay chahiya or ya k ap ko full dosro pay depned krna chiya khud bhi kuch krna chahiya.i am so enjoy to do trading,
          • #185 Collapse

            G han mey aap ki bat sey itfaq kerti hon. is sey hum earning ker skty heen apna guzara ker skty heen. xperiece to ata rehta ha or trader bht kamyab bn skta ha bary mey janna chyeeeee.phir wo practice kerni chyee
             
            • #186 Collapse

              Agar hum ATM card kay through withdraw karwana chahiyen to instaforex ka apna debit card hai aur us ki value $20 hai only aur is ki badolat hum dunya main her jaga withdraw kar sakte hain. Waisy electronic payment processors bhi hota hai. Mujhe khud skrill acha lagta hai.
               
              • #187 Collapse

                sorry bro mujhy is kaam ka itna pata nahi hai kyun k mainis kaam main abi new commer ho na is kaam ka har tarika main ahista ahista seekh jaon ga or fir main bi ap ki taran acha trader ban jaon ga ..
                • #188 Collapse

                  dear jb ap yahan sai apni rkam ko withdraw lkarwaty hain tou ap ko is mia apni earning bank mai ajti hai jis sakia bd ap ko is mai atm card ka use kar skty hian jis sai ap ko is mia or zad faida ho skta hai
                  • #189 Collapse

                    ji han dear ap apni raqam ko apne atm card main bhej skte ahin ap inta main ja kar money withdrawl kara k usay apne atm main easily mangwa skte ahin iss main koi mushkil kaam nahi hay so ap easy ho kar iss par kaam karte rahen ,
                    • #190 Collapse

                      mery pas bi ATM CARD hy payoneer ka per minimum withdrawal nai pata or gujrat main ziada atms main dollar tu hoty hi nai hain kissi ko minimum withdrawal dollar ka pata ho tu zarror batana plz..
                      • #191 Collapse

                        Instaforex ka apna hi master card hai jis se wo payment dety hain agar hum us card per karna chahen to. Lehaza hamain chahiye keh first acha profit gain karen aur is kay baad hi withdrawal karen aur phir withdrawal any payment processors per kar sakte hain.
                         
                        • #192 Collapse

                          atm card se hum withdraw karwa sakte han instaforex k account main ja k bank card pe click karen phir apni details dan or app ki raqam 24 hr k ander app tak puhnch jay ge.
                          • #193 Collapse

                            mujhe nahilagata hai ki atm me money mil sakta hai aapko insta fore xki site se hi withdraw karna hoga to hi aapko payment milta hai aur yahi sahi tarika hoga agar aapko withdraw karna hai to par mene bhi kai jagah suna hai ki insta forex ne bhi card nikala hai jisse hum kahi se bhi maonye withdraw kar ksata hai
                            • #194 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MirzaSulaiman پيغام ديکھيے
                              Asslam u Alaikum All Friendzzz Mai ny just ap se yeh sawal krny k liye thread kia hai k ham payment ATM Cards mai bhi bhej skty hain na ya insta forex card per hi bhej skty hain please koi btaye
                              brother i do not know about it because i am new here and i did not ever withdraw any amount form this account but i just know that there are lot of methods for withdrawing amount from your account in forex trading but you can withdraw from your bank account.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: MirzaSulaiman پيغام ديکھيے
                                Asslam u Alaikum All Friendzzz Mai ny just ap se yeh sawal krny k liye thread kia hai k ham payment ATM Cards mai bhi bhej skty hain na ya insta forex card per hi bhej skty hain please koi btaye
                                ji nahi hum apni payment ATM card sy nahi ly skaty keun k is mein bohot sy payment brocessor hain kuch mein ye option hota hy k ap apni money ko apny bank account mein transfer kar sakty hain or kuch mein ye option nahi hota

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X