relitive strenght index ke sath trad
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    relitive strenght index ke sath trad
    relitive strenght index ke sath trad karte waqat agar RSI over bought dikha raha ho magar buy ka signal mile ya candalisitc pattren mile to kia wahan pe buy karna chahyea ya nahi
    :cool::cool::cool:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai ap ne thk kaha ha keh hmein trading mein RSI ko smjhna chahe aur hmein signals aur candle stick pattern ke bare mein knowledge hona chahe aur es trah se trading mein market ke trends ko smjh lein ge aur ache trading kr skein ge
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: shoaib iqbal پيغام ديکھيے
      relitive strenght index ke sath trad karte waqat agar RSI over bought dikha raha ho magar buy ka signal mile ya candalisitc pattren mile to kia wahan pe buy karna chahyea ya nahi
      :cool::cool::cool:
      my dear brother mujhe is relitive strenght index k baary mein abhi kuch nahi pata hai kiun k main pakistan forex forum par abhi new member hun aur abhi tak basic chezien hi seekh raha hoon aur mujhe bhi is relitive strenght index k baary mein seekhny ka moqa mil rha hai ab
      • #4 Collapse

        Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab or trading kaise ja rahi hia? Guys koi reply nahi aya hai kia koi is bare main elam nahi rakhta ya ye indecotor thek nahi hai please share ur expreance tomujhe b kuch sekhne ko mile ga
         
        • #5 Collapse

          I think confirm trade k liye thora wait karna chaye aor sell hi karna chaye kiu k wo aik confirm trade ho gi overbought hone k baad kisi bhi waqt market retrace ho sakti hai
          • #6 Collapse

            bhai jan main abhi is ka jawab nahin de sakta hon kun k main is field main new hon to main filhal posting kar k hi eaning kar raha hon aur jab mujhe is ka profit mile ga to main phir agly seerhi par qadam rakhon ga trading karun ga.
            • #7 Collapse

              reletive strenth index ak type k indictor k lye ham use kar skty han ju hamen market ki conditiom or movemnt ko samjhany k ly ehamry help karta ha or ham loss say bach skty ha or is ko follow karyen tu
              • #8 Collapse

                Bahi Jan yeh reletive strength index aik bahot bara problem hai is se door rhy aur short term trade krein aur acha profit hasul krein news apko bahot achi trading kra skti hai news ka istemal krein
                • #9 Collapse

                  is indicator ki madad se ap market ky trend reversal ka pata chalaty hein or ap ko pta chal sakta hai k trend kab reverse ho skta hai or ap apni position ko pehly hi open ker skaty hein or is terhen se ap zada se zada faida hasil ker skaty hein
                  Success is the Best Revenge
                  • #10 Collapse

                    g han relative strength index k sath b app trading kar sakty hey app ko etna knowledge zaror hona chaye k kes pair k sath kon si currency related hay, tab hi trading me app ko acha result mil sakta hay
                    • #11 Collapse

                      AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai relative strength index yani RSI indicators ko main apni trading strategy main use karta hun, jab apky price chart me higher highs bny air RSI pe lower lows bny to smajh lijio k trend revers hony wala hy q k yaha apko divergence mil jaty hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        dear hum mai se bahot sary dost hai jo RSI ko use kar k trade karty hai kun k ais mai agar hum ko market ka pata chalta hai k ais time market mai kitny buyyers hai aor kitny sellers hai agar market over sold hai to aus time hum ko buy lagani chaye tab him ko faida bahot zayda hota hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X