Stop Loss & Take Profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    well dear forex trading me stop loss aur take profit bht he acha feature hx js ko use kr k ap apna hone waly loss ko minimize kr skty ho but is ka mtlb ye ni hota k ap is se apna loss recover kr skty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      I just use a stop loss. for my stop loss is a very important part. trading stop loss makes me more secure and comfortable. with a stop loss because I can limit losses may I find in the trade. however, this is a high risk business. so we should be able to limit the worst possibility in a trade, in the form of losses.
      • #183 Collapse

        Stop loss hamen aik hi trade par ziada loss se bachata hai. kabhi kabhi trader aik hi trade par bahut loss kar dete hain is ki waja yeh hai ke wo log stop loss use nahi karte.
        • #184 Collapse

          stop loss aur take profit do bhot e achay opetion hain jin pay hum kam kar k achi tarha say bhot he zyada income haisl kar sakty hain aur kam kar sakty hain.
          • #185 Collapse

            g bhai main app kee baat say agree karta hon k hmayn loss stop kar k profit layna chaheya orr hmm profit iss tarah gett kar saktay hain k hmayn bohot mehnat karni ho gaa taa kay hamariiii earning bohot zeyada ho orr hmmm zeyda say zeyada profit get kar skaynnn...............
            • #186 Collapse

              stop loss and the take profit dono he boht kaam ki cheezain hain jo beginners hain is business main un ko liya boht helpful hain kiu k in k use sy wo big loss sy bach sakty hain or ik acha profit bna sakty hain
              • #187 Collapse

                actually ye business depends karta ha ap ki skills pe.ap k pass jitni zada skills hu gi utna he loss kam ho ga.loss ko stop kr k ap profit hasil kr sakty han q k ye depend karta ha market ki situation pe k kia chal rai ha..
                • #188 Collapse

                  dear i woudl liek to tell you that you shoudl not trade with out stop loss han stop loss aor take profit aik achi command ha is ko use kr kay ap acha kam kr skty hain aor in sy hi ham ziada loss say bachty hain agr ham stop loss nhi lagain gy to market hamain ziada loss day skti ha is liy market main tp aor sl zaror lgaya krain and we all have to eb a good trader in forex trading business
                  • #189 Collapse

                    Stop loss aur Take profit trading k leye bohat he zarori hai en k bagair tu trading karna bohat he muhskil hai aur es ko laganay k leye knowledge aur experience ki need hoti hai bs aur ye newbie k leye ye thora mushkil hota hai
                    • #190 Collapse

                      bhaai jaan kr to skta hai lekin ap ko id verify krni chahiye ye to bhai mind ki dimaag ki baat hai har bandy ka apna apna mind hota hai or Pakistan Mai to har bachy bachy maoi telent majood hai ager to wo in cheezon ko samajh skta hai to wo ye kaam jjoin ker skta hai
                      • #191 Collapse

                        ji haan dear mai aapko yai kehnaa chaho ger kay hum stop loss and take profit ki madad say apnay profit kaa loss honay say bachaa saktay hain or hamay chaiye kay hum time per stop loss kaa faidaa othain takay hum nuqsaan say bach saken
                        • #192 Collapse

                          listen brother stop loss and take profit ko use karne se aap apne loss ko recover nahi kar sakhte, stop loss risk management ke leye istemal keya jata he, aur take profit money management ke leye istemal keya jata he, agar ap ki trading strategy perfect he to aap definitely apne loss ko recover kar sakhte ho.
                          • #193 Collapse

                            bhai stop loss and take profit ko use karne se yeh faida hota hai k apni trade mein stop loss set kar k hum khud ko ziada loss se bacha saktay hain jis se hamara account b wash honay se bach jaye ga aur take profit ko use kartay hue hum apne profit ko haasil kar saktay hain. apne loss ko recover karne kliye hamain soch samajh kar apne knowledge ki base per trading karni chahiye aur profit kama kar apne loss ko recover karna chahiye.
                            • #194 Collapse

                              daikain agar aap nay trade kiya orr aap ko is main loss ho gya to aap ka balance zero ho jay ga jis k baad market khud hi aap ki trade ko band kar day gi is k baad aap apna balance recover nai kar saktay or na hi tread laga saktay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                stop loss and take profit 2 bohat he best things hain forex me in dono ke sath hamari trading kamyab ho sakti hai agar stop loss ko use kara jaye to big loss hone se bacha ja sakta hai or take profit hame hmara profit easily de deta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X