forex trading main hedging kaise karte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main hedging kaise karte hain
    forex trading main hedging kaise karte hain or isko risk kam karne ke lia kaise use kia jata hai kia koi iske bare main profeshional tareeke se guide kar sakta hai
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap na currency buy ke hoe hai aur woh bht nechy chali jay aur ap ko lag rha Ho k aur nechy jay ge to ap usay sell kar datay Ho usay hedge Kahty hain
    • #3 Collapse

      hedging app tab kar sakty hey jab app ne for example buy ka order lagaya hay or app ko news ya indicators se ye signal milta hay k market ab down jany wali hay, app buy order k sath sell orders b open kar lety ho to esi ko hedging kehty hey
      • #4 Collapse

        han dear ye aik good buiness hais i ko koi bhi kia ja skta hai ye aik acha buiness hais i ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik good buiness hais i ko kahein bhi kijaksta hai ye aik real buiness hai
         
        • #5 Collapse

          most of the traders use hedging technique when they have to survive in trading market, they put two equal trades on the same pair with the same volume in order to lock the equity and on the appropriate moment they close one of the orders
          • #6 Collapse

            buy aur sell karny se b ap ko faida nahi ho ga ager to ap sell closs karty hein tab loss hai aur ager buy wala oder closs karty hein tab b loss
            • #7 Collapse

              gee bhai forex trading mein hedging kehte hien keh kise bhe pair mein order lagana chahe woh sell ka ho ya buy ka agr phir wohi order loss mein ziada ja rha ho to us ke olt order laga dete hein jaise agr phle eurusd ka buy lagaya tha to bad mein use ka sell laga dte hien
              • #8 Collapse

                forex mein hedging ka matlab hai k agar ap ne buy ki trade lagai hai or market sell ki taraf move hona shoro ho gai hai ap ka account loss mei a jata hai loss ko recover karny k liye ap sell ki trade laga kar apny acoount ko hedging pe laga dety hain is sy jitna ap ko loss hota hai buy ki trade mein itna hi profit sell ki trade mei hota hai
                • #9 Collapse

                  forex may ham loog hedging kar k b kafi earnigng kar skty han is k lye hamary pass same pair ki currancies honi chiye or ak may ham buy lagaty han or senced may ham sell laga kar market ko hedge kar daty han
                   
                  • #10 Collapse

                    oh ho bhai sb hedging ki zarorat hi kya hy mery yh bat nahain manta aap loss ko kiun nahain qabool krty har bandy ko profit chahay jab tak loss nahain ho ga profit nahain hoga aap sl rakha krain aor tp bhi lga din aur trade ko chor dain jo hoga dekha jay ga aap loss na barhain thora loss lain zayada profit in do k hit hony ka intizar krain aur hosla rakhain zayad loss na barhny dain plzzzz ,,, nahain to 0 mily ga
                    • #11 Collapse

                      account ki heging k through hi bachaya ja sakta ha agr lagy k market bohat teezi sy move kar rahi ha tu ap ko cahye k ap jo currency pair cell kiya hua ha us ko buy b kar lain...
                      • #12 Collapse

                        agar aap ka trading acount loss main ja raha hai aur aap samjtay hain kay mujay loss ho ga to jo aap nay buy kia hoo us ko sell karday is ko hageing kahtay hain
                        • #13 Collapse

                          g hedging ka mtlab yhi ha kay agr ap ne kisi pair pe koi trade lgai ha jese msal kay toor pe ap ne eur/usd pay buy ki trade lgai ha lakin market ap kay against ja rhi ha to ap usi pair pe sell ki trade lga day to es trah ap loss se b bach jay gay aur profit b ban skti ha lakin es ka use krny ka koi time hota ha har wqat ye achi trah se work nhe krti ap ko pehly achi trah analys kr lena chahye.
                          • #14 Collapse

                            some time market eik dam palta dy dyti ha is liye hamy cahye hoti ha hegdging is ma jo currency pair ham ny buy kiya hota ha wo sell b kar lyty hain...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              2 trades jab aik dusre ke opposite lagai jaen un ko hedging kaha jata hai yeh risky bohat hota hai is lye bohat zada careful rehna chahiye aap ko trading ke doran or hedging se gurez karte hue simple buy sell with proper stop loss karni chahiye .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X