Miss the point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    jab koi point miss karty hain too humain trade main achi earning hasil nai hoti hay humain hard work kar kay kam karna ho ga ta kay humain koi pont miss karny ki mistake nai ho saky
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Bhai g mja apki bat bilkul thake hy kun ke forex trading mai aoko chahye hybk apko.market ko observe ker laina chahye kun ke is mai apko point ya trade miss nai kerni chahye time per open ketni chahye hy
      • #93 Collapse

        Bhai forex trading ma humen yeh dekhna hota hai ky technical aor fundamental data kea hai narket news kea keh rai hen chart aor indicator ko dekhna hota hai tb ja ky humen trading start krni hoti hai blindly market ma na jain
        • #94 Collapse

          Bhai g ye tu apko market ko dakh ker btaya ja sakta hy k market ke resistence kdr hy or us sai market repal kara ge ya usko cross kara ge usko chek ker ke he bta sakty hy
          • #95 Collapse

            han g baz okat aissa ho jata hai k ham clear trading opportunity ko miss kar daity hai . mery khyal main to is ki 2 waja yah ho skty hai k us time may b ham na koi order lagaya hua ho or ham wait kar rahy ho k hamara order excute ho ga to ham new order lagty hai or 2sry waja trade main confident na hona hai jiss waja se ham aik acha point miss kar daity hai .
            • #96 Collapse

              Jab aap baghair update leye market main enter ho jayen gey to aap ko big loss honey key chances hon gey. Pehlay aap market ko analyse krain aur phir trading main enter hon. Is tarah aap market key trend ko achi tarah catch kr saktey hain aur us key mutabiq apni trading ko behtar bana saktey hain.
              • #97 Collapse

                dear is ki reason yeh ha k wahan ja kar market maker market ki condition aisi bana dety han k ham ko lagta ha k yahan se aur opar chali jay gi but aisa hota nhe ha aur is liay ham market fear ki waja se us point par entry nhe lay pa rhy hoty han
                • #98 Collapse

                  Bhai kisi bhi point sy aik ya do dafa tou market reverse ho sakti hai but every time aesa nehi hota kyun ky kabhi kabhi tou aesa hota hai ky market itny low level tak chali jati hai ky pata chala hai ky market itna neechy first time gaee hai but aesa nehi hota aur market ko next movement ko koi judge nehi ker sakta
                  • #99 Collapse

                    humain market main kam karny main har point ko follow kar kkay kam karn aho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain learning kar kay practice kar kay kam karna ho ga
                    • #100 Collapse

                      Aap jis pair main trading krain, pehlay us key mizaj sey waqif ho jayen keh aap ney kahan enter hona hy aur kahan quit hona hy. Agar aap timely enter ho jayen gey to acha profit get kr lain gey lekan on the other side, agar aap ki timing saheeh nahi hain to aap profit ko miss kar dain gey aur big loss ka shikar ho jayen gey.
                      • #101 Collapse

                        G bhai g bilkul apki bat thake hy k hum forex trading busniss mai bohat sary acha points ko miss ker jaty hy is liya humin chahye hy k hum in points ko miss na kiya karain or avail ker ke achi earning kiya karain
                        • #102 Collapse

                          Ager koi bhe acha setup miss ker dity hain to pher dear ap ko us main wait kerna chahy our usi level say jes say ap trade kerna chahty thy market app ko dobara moka dite hain jald bazi say trade na karein
                          • #103 Collapse

                            Intizar kr lena ziada behtr hota hai nuqsan se. Agr aap koi entry poinet miss kr dety hain aur aap ko pta hai k trend down ya up he hai to aap retracment ka intizar krain aur jesy he price thori se back ho aap enter ho sakty hain.
                            • #104 Collapse

                              G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex trading busniss mai humin chahye hy k hum is busniss mai point ko miss nai kerna chahye hy k hum is busniss mai point ko use kerna chahye hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Mery bhai forex trading ma apko current of affairs aor knowldge aor experince hona bht zarori hai forex trading market ka analysis bht zarori aor important hai humen zeyda sy zeyda demo practice aor analysis ko focus krna chye.
                                Acha kaam achy daam

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X