Miss the point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear bro merey khayal say hum ko is main experience laern karna chahiye r is main hum ko is k bare main koi point miss nahi karna cahhiye or is main hum ko is ko follow karna cahhiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: malikshakeel04 پيغام ديکھيے
      main ye pochna chahata hoon ke asker hum kafi ache point mis kar dete hain tu humien kya karna chiya
      jese ke main EURUSD ki baat karta hoon ke market jati hai 1.3902 tk ye bht acha point hota hai sell ke liye but ap is point ko os time mis kar dete hain kisi bhi waja se but market ab bhi down ho rahi hai tu kya humien ab bhi sell per trade open karna chiya ya chor dena chiya
      well dear ye ap ki apni marzi p[er depend kerta hai,,.,.ap market ke move ko daikh ker dicission le saket hain.,,.isis leye khud he faisla kiya ken,.
      • #33 Collapse

        dear jab ap forex trading main kisi pair ka point mis kar dete ho. to is main forex market ki galti nahi hai. is main ap he ki galti hai. because jab ap nay kisi pair kay analysis kiye hen. kay wo pair is level se downl jaye ga. to ap os pair kay os level par pending order rakh do jab market os level par aye gi. to automatic ap ko order activate ho jaye ga.
        • #34 Collapse

          assalam o alaikum dear member is point ko avail karne ke liye main to aap se yehi kahungi ke agar mein currency k i price is ke aas paas pohach jaya karay to us ke baad se aap market ki 24 hours update rakhain takay jesay he market is position pe pohachay aap ussi waqt sell kar sakain
          • #35 Collapse

            hum ap ney kafi achi baat shar ki hai k khabi aabr hum miss kar dety hain point jahan huemin trade lagaan parhtaa hia phr baad main hum phaas jata hai uss trade mai
            • #36 Collapse

              There is no need to wait for it to break and you will find the same point here, but you have to avoid business loss element to reduce the number of may...
              • #37 Collapse

                g hjan mra bhai apna sahi bola han forex ma apko is ma risk nai lyna chya han q ka forex ma apko apko is ma market ko dekna chya han
                • #38 Collapse

                  dear market me boht sare pairs hen is lie agar ham ak pair me kmyaab nahi ho paate toh dosre me kar skate hen trade or agar ham se koi trade mis ho jati he toh hamko next wait krna chahie kiu ke forex me ham apni trade ko sabar se hi kamyaab bana skate hen jald bazi karne par hamko nuqsaan beh ho sakta he
                  • #39 Collapse

                    my dear brother mery khyal main hamian forex trading business main trading nehe chorni chiya kun kay ho skta ha ic say hamary point miss ho jain or hamain bouns na milay . or hameri economic growth na or ham loss say bach skain . forex trading business main careful hona perta ha..................
                    • #40 Collapse

                      yes brother humytrading nai chorni chay kabi bhi trade up ya down ho sakti hy ye bat tou hy k market ka kuch pata nai chalta hmmmmmmmmm

                      practice karain analtysis karain yeh best tareeqa hy
                      • #41 Collapse

                        my experience tumain trading nai chornee chaya balka ziada posting karni cahaya taa k mazeed points miss na ho or apko koy loss b na ho .thanks
                        • #42 Collapse

                          miss the point when you find a break down and you don't get the profit from that entry and you miss that chance and this is the real time for the trading which you have miss but don't worry this chances are many more for you
                          • #43 Collapse

                            Dekhien Brother market app ko opportunity deti hai aur app koo us time per uss opportunity koo capitalize karna hota hai because forex mein market kee movement bohat jaldi change ho jati hia aur M15 aur M30 per too bohat fast movement hoti hai
                            • #44 Collapse

                              dear i am new trader in forex trading business and we all need to learn forex mere khyal se humy trading chorni nahi chahiey kyun k hosakta hai fr se points up hojaein han humy investment kam kar deni chahiey ta k mazid point mis na ho ya3loss na ho jaye bus itna hi bata sakti hon and we all need to learn this busienss to gain money
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                nai apko is buinsess mei iasa kabi nai karna ho ga kyu kay is buinsess ko laern karnay kay laiy aik aik point is buinsess mei iak bohta hi aihmiyat rakhtay hai aur ap ko aik daily hi leraning detay hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X