kya waqi yaha sirf 10% log successful trader hain ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    g bilkul janab forex main sirf 10% log hi success hai forex main success pana itna asan nahin hai is main bohat hard work ki zarorat hoti hai or is main wohi success hoty hain jin ke pas acha experince hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      zarori nai hy k yahan sirf 10 percent log successfull hain balky jo mehnat krta hy whi success hasil krta hy agr kisi ko success chahiyh toh usey mehnat krni prhti hy .
      • #258 Collapse

        I believe it is 10-15 percentage people but I can see that this percentage is likely to be increased
           
        • #259 Collapse

          g bilkul........forex main aisa hi hota hai kay sirf 10 percent log hi es main kamyab hu sakty hain...............baqi log apna ap ko es ka mutabiq use to nai kar sakty hain............es lia wo fiada ki bjae lose main jatay hain.
          • #260 Collapse

            ji nahi bhi ji all over the world mai kam ho raha hai yha pr bohat bary bary trader hai un ko kam krny ka mza ata ahi acha procit hassil krty hai hum bi is kai nard invest kr kai success full traedr bn jai gai
            • #261 Collapse

              asa ni agr ap market m jaen tw bht ssuccessful log han jo k kafi profit earn kr rae han chezen differ krty from person to person
              • #262 Collapse

                Forecx ku k buht he risky business hai tou is k lye humen buht se investment, learning , knowledge, aur experience ki zarurat hoti hai aur ziada tar log is men low equity aur bina experience pe kam karte hain is lye loss kar dete hain.
                • #263 Collapse

                  yeh sab baten kehne ki hoti hain bhai is business me kamyabi bohat mushkil se paai ja sakti hai or is business me agar hum ko kamyab hona hai to hum ko learning karna ho gi is business ki tabhi hum kamyab ban sakte hain
                  • #264 Collapse

                    ya ratio sahi b ho sakti ha is ka mujy idea nai ha par kafi zayda trader is ma loss he karta ha un ko is ka knowlage nai hota or wo trading start kar data ha or na he market ka pata hota ha is waja sa kafi zayda trader is ma loss karta ha apni investment ko.
                    • #265 Collapse

                      Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main 10% log kamyaab hotay hain kun kay ye risky business hay log is business ko bohat asaan samajh kar without experience and knowledge start kar detay hain jis say unko loss hojata hay
                      • #266 Collapse

                        Jee haan bhai jaan jaha tak mera khayaal hai is kaam me 10% hi log kaamyaab ho paate hain kiyo ke forex kafi risky kaam hai jo forex me mehnat karta hai wohi achi earning kar paata hai......
                        • #267 Collapse

                          g ya bat thk ha k yaha bht kam person profit earn katy hain kyo k greed insan ko apna loss karny per majboor karti ha lakin bht kam log greed sy buch kar apna business thk sy karty hain
                          • #268 Collapse

                            dear friend forex may bht say logo ko profit hota han aur loss be har business may loss zaror hota han warna woh business nai kehlata ap ager yeah dekho k 10% kamiyab han tu har month bht log isay joint karty han aise koi baat nai han forex may trading karnay may loss be hta han aur profit be
                            • #269 Collapse

                              dosto asa nahi ha lekin kafi log is mein loss he karty hain kiyon k forex mein work mind experience k sath hota ha lekin log greed mein a kar apna sara balance loss kar dyty hain is lye acha experience he ap ko success dila sakta ha...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                forex mein kam logoon ko trading mein success milti hai aur jin logoon ko success milti hai wo is lye milti hai kyun k woh experienced hote hain and un k pass trading ki knowledge hoti hai jis ki wajah se forex mein successfully trade kar pate hain and jin traders ko failure ka samna hota hai uski wajah lack of knowledge hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X