Jee bohat ziada log iss main loss karte hain uar chale jate hain ab samjhne kI baat yeh hai k un 10main se aap kun nahi aap aisa sun k pareshan ho jain gay k 90%nakam hai ham b in 90%main hun gay nahi aap aghar iss main mehnat karen lagan se kam karen aap ka irda mazboot ho tu aap in 10%mainse hI hain jo kamyab hain jinho ne mustkil majazi se sekha galtion se sekha liss se mayoos nahI hoay uar seniors k analysis se sekha market k views ko jana news per nazar rakhi yeh sab un 10%ki kamyabi k raz hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим