Big news

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big news
    bank interest rate wali news market ko ap ki soch se zeyaha hila deti hai ager ye news aai ho to ap news khatam hony ka wait kar lein kun k ye news 300 pips tak up ya down ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bai g bilkul ap ke bat sahe hai news to bohat sare ati hai lekin ye bat har koi manta hai k jab b bank interest wali news ati hai market main bohat zeyada tabdeli ati hai phir chahe us main market upar jaye ye nahi aik dafa trend ko tabdeel kar dyte hai
    • #3 Collapse

      G hana ap economic calender sa dekh sakty hian high impact wali news kab ati ha or kuch speaches bhi hoti hain jin ka asar market par buht he zeda hota ha u aap ko sab ko dekhna htoa ha or soch samjh kr chalna hota ha
      • #4 Collapse

        forex trading main sub sa bari news main sa ek news interest rate ke b hoti ha jo ap ka bhot zada loss da sakti ha ager ap ka against ye news a jaye tu is leya jab b ye news ani hu tu ap ko os time work nhe karna chaye ager ap new haan tu.
        • #5 Collapse

          Sir bohat hi achi information ap ne hamare sath share ki hai waise mai zyada tar news time par trading nahi karta ho kyuke news par trading karna bohat hi risky hota hai agar ap ke account mai investment zyada ho tabhi ap news par trading kare kam investment wale account to foran hi washout ho jate hai news time par lihaza mai samajta ho ke humhe news time par trading nahi karni chaiye.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai bank ke jo news ate hien un ke oper countries ke economy ka depned hota he to news agr ache hote hien to market mein up shoro ho jata he aur market up side chla jata he aur agr news bad hon to market down hote he es trah se news boht effect kerte hien
            • #7 Collapse

              News main ap ko yeh nahi pata hota hai ke market kaha tak ja sakti hai or news per ap trading nahi karey kiyun ke professional traders bhi news per trading kerne se pehle kafi hard-work kerte hai or analysis ke bad hi wo decide kerte hai or kuch traders nahi kerte haikiyun ke news pora setup change ker deti hai
              • #8 Collapse

                dear aysa he hy forex mai boht c aysii cheezain hain jin pe kam kar k ap ko pata chalta hy k forex mai news ap ko kitna zyda aur acha proit de sktii hy soo ap jab seekh aur smjh k es business mai kam karo gy tu ap ko no doubt boht acha faida hasil ho ga aur ap jaise jaise es business ko acha banao gy ap ko acha reward b hasil ho ga...
                • #9 Collapse

                  forex k sath agr ham jury huy hain tu bohat zeada zarori ha k ham market k sath touch ma rahy ku k market sy hi hamy pata chalta ha market ki kia surt e hal ha...
                  • #10 Collapse

                    jab ham forex ko joine kar lyty hain tu hamy har waqt news watch karni parti ha ku k hamy pata nahi hota market ka kia trend ha aur wo news ko watch karny sy hi pata chalta ha...
                    • #11 Collapse

                      news k sath touch ma rehna chaye ku k news k throug hi hamy market k trend ka pata chalta ha...
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirg2331 پيغام ديکھيے
                        bank interest rate wali news market ko ap ki soch se zeyaha hila deti hai ager ye news aai ho to ap news khatam hony ka wait kar lein kun k ye news 300 pips tak up ya down ja sakti hai
                        my dear brother main aap ki is baat se agree nahi karta hun kiun k news ko follow karne ki base par ham kabhi bhi aik kamiyaab trader nahi ban sakty hein kiun k news ko follow kar k trading karna hamare liye nuqsan mein hi rehta hai wahan profit kam aur loss ziyada hota hai
                        • #13 Collapse

                          Bahi Jan forex trading mein big news ki wajah se bahot bari movement aati hai humein big news ko follow krna chahiye aur short term ka istemal krein taqe loss na ho
                          • #14 Collapse

                            i agree with you, ECB interest rate decision, NFP jesay news ko bohot carefully analyse kar kay trading karni chahiye because aisay waqt mein market bohot volatile rehti ha, news kay time par hi trading na karain balkay news kay baad market ki shape ko dekhtay huay trade open karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han forex ki news hamy read karna chaye es se hamari trading achi ho sakti hay or trading me result b hamy acha mil sakta hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X