investment kam karein to ziada acha hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    Apki baat sahi hai kuch log jazbat main aa kar bari investment kar baithtay hain or phr us ko double karnay k lalach mai kafi risky trades open kr laitain hain jo k bohat dangerous baat hai or mera bhi yehi khayal hai k hamain trading kam investment se hi start krni chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      bhae agyr to app kee training achi ha, to ap invest be thiak karain aur agr ap ko tradings thiak tariqaey sey nahe aatee to app ko chahiaey keh app invest krny ky bajaeye app Forex fourm pr post karain iss sy ap ke tradings bhi achee hao gy aur ap ko invest bhi nahin krna paraey ga
      • #768 Collapse

        Forex trading mein kam ya ziyada investment apnay tajarbay ki bunyad par karain, agar ap ka experience acha ha to ap ziyada investment se trading karain kyun kay acha profit achay investment se hasil hota ha lekin agar abhi ap ka itna experience nahi hua to small investment karain because small investment par agar ap chahain gy bhi to big lots put nahi kar sakain gy and trading mein loss ka danger kam hogA.
        • #769 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
          Forex trading mein kam ya ziyada investment apnay tajarbay ki bunyad par karain, agar ap ka experience acha ha to ap ziyada investment se trading karain kyun kay acha profit achay investment se hasil hota ha lekin agar abhi ap ka itna experience nahi hua to small investment karain because small investment par agar ap chahain gy bhi to big lots put nahi kar sakain gy and trading mein loss ka danger kam hogA.
          ge bhai forex trading mein ziada investment trader ko apne experience ke mutabq krne he aue trader forex trading mein mhnt krein aur apne business ko ache trah se smjh kr apne trading krein aur trader apne trading mein small investment se apne trading ko shoro kr ke apne trading se acha profit hasil kr skte hien
           
          • #770 Collapse

            Forex trading business mein agr ap new trader han tu ap ko cahaiye k ap apni investment na hi karain aur forex forum se bonus hasil kar k trading karain aur jab ap ko forex trading mein learning knewledge experience ho jaye tu ap forex trading mein apni investment kar k trading kar saktay han lakin phr bhi ap ko kam investment se trading karni cahaiye kiok agr loss bhi ho jaye tu ziada na ho
            • #771 Collapse

              hamain apny experience k mutabiq hi invest karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trend ko mind main rakhna ho ga ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur greed ko avoid karna ho ga it is best
              • #772 Collapse

                investment kum kry to asha hai is tara say is main account ki management is tara say hoti hai kay sath main free margin zada ho jata hai or is main market main zada dair tak hum trade ka order ko open rakh saqty hain kun kay market ki move ik day main maximum 5000 pips say zada nahi ho saqti hai
                • #773 Collapse

                  invest karny k liye hamain sab say pahly experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay aur pahr hi hum sucess hon gay aur earning ho saky gi
                  • #774 Collapse

                    g bhai main bhi apki bat se agree karta hun or es ka benifit yahi hai k hmain loss bhi kam hota hai kam invest main agr hmain loss hota hai tu hmain otna he loss hota hai tu hmain oska bardht ho jat hai
                    • #775 Collapse

                      han g bhai jan ap thek keh rahay hain forex main jb hm kam start krty hain to hamain chaye k forex main kam krty hoy thori invesrment sy kam start krain ta k hamain kam ko seekhty hoy ziDa loss na ho
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #776 Collapse

                        bro app ki baat kisi had tak theek ha lakin profit bhi wo log he bntna hain jo zyida invetment krta hain app zyida investment kro ga to app ka margin level utna he brta jye ga phir app ka loss ka chance 20 % sa kam ho jata hain zyida tar account isi waja sa wash hota hain ka us ki investment tori hoti ha ur wo over loss ho jata hain.
                        • #777 Collapse

                          Aap investment ko Kam Karne Se Jyada accha kaam nahi kar sakte aap ko sabse Jyada accha kaam kar sakte hain Jab aap come risk Lekar Forex bhi kaam karte hain sabse Jyada kaam nahi kar Payenge confused Hoon aur aapke loss Karne Ka Chand Ho Jayega isliye kaam kare aur kaam kar accha Tarika hai
                          • #778 Collapse

                            G ma ap se agree hoon hmain apne experience aur confidence se investment krni chaye ager hmain market pe aboor hai to ham achi invest bhi kr sakte laiken agar ham aise nahi kr sakte to hamin risk nahi laina chahye
                            • #779 Collapse

                              Dear shoro main agr investment km rakhay to waqai behtar rahay ga, is se loss ho to WO km ho ga , but when u feel that u have learn all the rules and regulations of trading and now u r able to invest high then u start high investment.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                dear ap ki is bat se main agree krta hun forex risky business hai jitna is business main profit hai utna loss bhe hai or rahe bat kam investment ki tu ye ap ke knowledge ke uper depend krta hai ap apne knowledge ke base per investment kren ager ap ke pass good knowledge hai market ke bare main tu phir investment achi kren ager nahe hai tu phir kam investment kren or jitna ho sake knowledge gain krne ki koshish kren then ap kamiyabi hasil kr paye gyen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X