Usdpkr

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear forex trading may developed countries ki currencies han and un countries ki currencies han jo mostly worldwide exchange ki jati han mean jaysa kay forex exchange ka matlab he Currency ko exchange karna hay eshe leay Pakistan is no included in it
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear Pakistan ke economy abi itni strong ni hovi k us ko forex ke dunia main use keya ja saky sath sath pakistan aik underdeveloped country hai aur hamari currency ke value bi itni ni hai, us ke reason sirf economy hai jab hamari economy strong ho jay ge us waqat hum be forex ke dunia main aa jain gay.
      • #33 Collapse

        bhai hamari currency abhi km hai is waja se is pe trading nahin ki ja sakti bari currency pe trading ki jati hai q ke wo currency bari hoti hai.
        • #34 Collapse

          iske bare me mujhe to kuchh bhi nahi malum hai kyuki mesne kabhi iske bare me nahi socha hai par me shayad istana kah sakte hu ki uske liye aapko insta forex se contact karn apadega ur unse hi aapko sahi janakarimil sakti hai ki aapko usdpkr par trad karne ki izazat kyu nahi hai sirf wo hi apako sahi janakari de sakta hai
          • #35 Collapse

            daer esa es lye nae ha kae humri curency ki velue kum ha baqi curencu se sa es lkye ap dakh lae jin pae forex ki trade ho rahai ha on ki market velue kya ha agr esa hio bhi jata ha to os pae trade to koi nae kare ga
            • #36 Collapse

              Brother is may sab international currencies hay or zyada tar wo currencies hay jo bohat top per hay pakistan ki rupe to bohat down level may hay wo kese is may adjust karengay.
              • #37 Collapse

                dekhain bhai jan koi compeny koi na koi rules bnati hai ye mumkin hai k k forex mn pak currency ki koi value hi na ho is liay ap pak currency mn trad nhi kr skte hn
                • #38 Collapse

                  dear aesa bilkul bhi nahn hai k humaray mulk ka tauluq forex sy na ho kuch time pehly ****** pr pkr ka pair mojood tha lekin ab khatam ho gya hai is ki waja ye hai k goverment policies change ho gai hen is liye ye pair kahatam kr dya gya hai kuon k goverment k mutabiq pkr pr trading ki surat men pkr ki value down ho jati hai
                  • #39 Collapse

                    usd/pkr kai trading isnta kay platform pe nai hoti hai kyu kay is kay liaay hai y a[pko koi aur broker ko chsoe karna ho ga likin is ki bajaiay ap euro usd pe aik bohta hi ahi trading kar sakt
                    • #40 Collapse

                      forex me sirf wohi currency ati hay jo aik say ziada mulko me chalti ho ya phir wo jo k bohat faimous ho our uski value ziada ho pkr kabi b isme nai a skata ku k hamray mulk ki currency ki valuse kam rehti ja rai hay.
                      • #41 Collapse

                        is se kamana asan hai is ko student bhe kar sakte hen or job vale bhe kar sakte hen is liye trading se ham ache income ko ye sb kuch janney k lye mehanat kerni chyee or phir aik acha trader bnney k lye pracatice ki bhe bht zarorat hoti
                        • #42 Collapse

                          Pakistan ki economy itni strong nahi hia jis ki waja se ye forum currencies main listed nahi hai. Jo countries developed hote hain ya jo developing hote hain wo currencies forex trading main listed hoti hain aur hum in se faida utha sakte hain.
                          • #43 Collapse

                            g han hamari mulk ki curancy waqay he weak hai jo trade main shamil ni hai agar ham trade main mainmahnat karain to mazbot ho sakti hai
                            • #44 Collapse

                              dear Forex trading ka business ek international business hai is liye is main Pakistani ke currency nai hai kyu k mare khyal se is ke economy bohat he down hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                han dear abi tak tu ni hai per honi chahiyeh fr hum bht achy sy trsdexkr skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy bht mehnat krna orrti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X