Usdpkr
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    hye dear brother jii bilkul apne country ki currency bhi hoone chahye magar brother usd aur euro main agar farq hoga tho zyaada se zyaada `10 percent ya 14 percent magar pkr tho 80 ya 90 percent ka farq hain ab aap bataye kaaun karega is currency main trading bhaay pehle check kya karen currencies ko tho behtar hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      I think forex mei un countries ki currencies li jati hyn jin ki economy strong ho jab k pakistan ki economy itni strong nahi hai thats why pak ki currency nahi count ki jati yahan bary bary countries jo economically lehaz se strong hain unki li jati hai.
      • #18 Collapse

        bhai jan forex jo ha wo bahr ka bsuenss ha hum ko pakistan man pak forum dia gia ha yahe humary liy kafi ha or pakistani carnci us nahan hotiha forex man ab ye nahan pta k q nahan us hoti ha
        • #19 Collapse

          g han ya sach mare dosto to agent ka msla hota ha jo is ko lagain ya na lagain ap is kay bary capital instaforex ki babble say acquaintance krian un ko kahain keh pkr usd kion na ha woh ap ko btain gy agr mumkin ho ga to woh barter capital is capital laga dain aor ap phir trading kare ga is ma ,
          • #20 Collapse

            dost yeh aap ne acha sawal poocha hai is ka jawab yeh hai ke humara mulk under develope mein shamil hai aur forex mein develope countries ka shumar kia jata hai jis mulk mein taraqi hogi us ki har cheez achi hoti hai aur dunya mein mani jjati hai.
            • #21 Collapse

              yaar mein tou abi naya hu issi liye mje is cheez k bare mein itna maalumaat nae ha lekin ma kafi mehnat kr rha hu aur umeeeed krta hu k main wqt k sath sath kafi seekh jaun gah aur apke iss sawal ka further jawab se sakhun ga
              • #22 Collapse

                Pehlay tou main yeh kahon ga kay Usdpkr say koi matlab he zahir nae hota is bat ko beshak aapny apnay sawal main define kiya hai par is kay title ko b theek karna tha aur rai baat doller aur rupee ki tou yeh jinhon nay website banai hai wohi define kar saktay hain.
                • #23 Collapse

                  abhi hamara mulk is ma shamal nahi ha ap ko mt4 ma nazar to ay ga magar hum is par trade open nahi kar saktay zayada trade eur or usd par hoti ha jo currency ak sa zayda mumalik ma hoti ha trade us par hoti ha is lia hum apnay mulk ki currency ma trade nahi krtay
                  • #24 Collapse

                    bhai forex aik online international business hai or hmari pkr sirf hmare mulk mein hi chalti hai or yeh international nahi hai umeed hai k ap samjh gye ho ge k hum pkr mein trade q nahi kr sakte
                    • #25 Collapse

                      forex main sirf wohi currency aati hay jo aik se ziada mulkoon me chalti ho ya phir wo jo k bohat faimous ho our uski value ziada ho pkr kabi b isme nai a skata ku k hamray mulk ki currency ki value se kam rehti ja rai hay ic world me our ye hamara he kiya dhara hay
                      • #26 Collapse

                        as i am a new trader so not all the pairs holds my attraction. and thats why i have little knowledge about the usd/pkr. but i can say one thing you will have to be active all the time to collect the information of the trade and also the pairs condition and fluctuation. thank you.
                        • #27 Collapse

                          humar mulk ki currency abi itni bari ni hy ky hum is min tarding karin forex min wo hi currency ati hy jo faimous ho or vello min zada ho or hum issy prifit miny humry mulk ki currency is liy ni askti q k humary mul ki currency ki veluse kam ho jati hy.
                          • #28 Collapse

                            q ni hy g forex ma sari dunya ki currency hen to pak k q ni wo sirf ap k mt4 par show ni ho rhy q k pak ki currency paer tranding kam hoti hy or mtr4 wo he show hoti hen jo majors pairs hen pak ki currenccy b add ho skti hy muskil ni
                            • #29 Collapse

                              my dear brother forex me sirf wohi currency ati hay jo aik say ziada mulko me chalti ho ya phir wo jo k bohat faimous ho our uski value ziada ho pkr kabi b isme nai a skata ku k hamray mulk ki currency ki valuse kam rehti ja rai hay ic world me our ye hamara he kiya dhara hay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                my dear brother forex me sirf wohi currency ati hay jo aik say ziada mulko me chalti ho ya phir wo jo k bohat faimous ho our uski value ziada ho pkr kabi b isme nai a skata ku k hamray mulk ki currency ki valuse kam rehti ja rai hay ic world me our ye hamara he kiya dhara hay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X