profit aur loss ki limit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profit aur loss ki limit
    ap ko pta hona chahy k ap ne kitni raqam invest ki hai aur ap new daily kitna profit karna hai aur asi trhan ager ap zeyad profit karna chahty ho to jo aaj ap ne profit kia hai us raqam ka hi stop loss lagain tak ap ki baqi raqam safe rahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hamain trading start krney sey pehlay profit aur loss ka aik target set kr lena chaheye takeh aap ko pata ho keh profit kitna lena hy aur loss kitna bardasht krna hy. Jo log baghai kisi planning key ya target key lots laga detay hain unhain aksar loss ho jata hy aur phir woh disappoint ho kr forex ko chhor detay hain.
    • #3 Collapse

      psot ki limt ya sub kuch ap ko he sat karna hain kay es main kitni limit honi chaya es main ap jitna invest kartay hain es main ap ko otna es main gian hota hain es mian etna hi loss hota hiain es leay app ko es baat ka khayal rhakna cheay kay ap es main kitna gain chatay hain es main app kitan loss bardash kar shaktay hain
      • #4 Collapse

        ji mere bhi ap ki baat teek ha hume chaye k hum forex par utna he proift earn kare k agar hume loss ho to zayda na ho is k mutabiq he hume trade krni chaye ye he sb sy best ha syhume loss b limit ma h ga agar proift limit ma ho ga
        • #5 Collapse

          forex main profit apnay balance k hisab kia ja sakta hay han agar aap ko ziada profit ho geya hay to aap aap apne profit ko stop lose k tor par rakh kar ziada earning kar sakte hain lekin boht ziada risk say account bhi khali ho jate hain is baat ka bhi zarur kiyal rakha jaye.
          • #6 Collapse

            dear forex business profit ki koi limit nahi hay app daily unlimited profit earn kar sakty ho loss app ko waha tak ho sakta hay jetny ka app ko total balance hay.
            • #7 Collapse

              Humhe forex ke business mai zaror apna daily target le kar chalna chaiye kyuke yeh bohat hi risky business hai jaha par loss ki chances dosre business ke muqable mai zyada hote hai aur stop loss bhi zaror lagana chaiye take hamare loss ke chances bhi kam ho.
              • #8 Collapse

                jab ham trading karty hain tu trading sy pehly hamara daily ka plan hona cahye hamy pata ho k kis hisab sy ham trade open aur close karni ha aur kitna profit cahye aur kis had tak risk lyna ha..
                • #9 Collapse

                  Ji Jinab app ney bilkul sahi kahaan haan hai admi ko loss aur profit ko apni zeem main rakna chahy tak account loss hony ki surat main wash se bachy aur profit bi ly tu market ki average mady nazar rakna chahy
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirg2331 پيغام ديکھيے
                    ap ko pta hona chahy k ap ne kitni raqam invest ki hai aur ap new daily kitna profit karna hai aur asi trhan ager ap zeyad profit karna chahty ho to jo aaj ap ne profit kia hai us raqam ka hi stop loss lagain tak ap ki baqi raqam safe rahy
                    jee mere bhai aap ne ye aik bohot hi achi baat share ki hai aur is baat ka mere sath sath sab members ko hi faida hoga stop loss k through ham apna kafi balance loss hony se bacha sakty hein ager ham daily profit kr k stop loss lga dein to hamein trade karne me bht faida hoga
                    • #11 Collapse

                      Jab bhi aap trading start krain to profit aur loss ka koi margin set kr lain, is ka matlab hy keh jab aap ka order pora ho jaye to aap lots ko close kr dain aur mazeed trading na krain warna loss honey ka khatra ho sakta hy. Jo log baghair kisi margin key trading krtey hain, unhain sometimes kafi loss ho jata hy.
                      • #12 Collapse

                        g han mery bhia ye managemnt krni hoti ha uss k bad he insan kamyab ho sakta ha or uss k bad he insan kuch ban sakta ha agr is smawo menagemt nhi kry ga tu us sko kabhi bhi rpfot nhi ho ga na he sucess hasl kry ga
                        • #13 Collapse

                          yes dear great ap na jo bat ke ha woh real mn kafi achi ha dear and mn es bat ko bhot acha sa sumjh skta hn dear qn ka es ksm ke chezon ka kafi effect prta ha dear and mn in chezon ko real mn sumjh bh skta hn dear investement ka khob dhyan rakhna chaya ha dear qn ka es ka beghair kafi loss hona ka chance hota ha dear
                          • #14 Collapse

                            asalam o alikum o alikum dear freind dosto kaise hain ap log froex trading main lot or loss ki limit apke acount ke hisab se hona chahyea misal ke tor per agar apka acount 100 dollaar hai to apka loss 2 dollar hona chahyea
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji bhai is ko ham money management kehty hain is business main hamain proper money management k sath chalna parta hai kyn k is main hamari zara si bhi galti hamara account wash karwa sakti hai.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X