Signal ki kitni importance hai (Title Edited by Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal ki kitni importance hai (Title Edited by Rizwan Trader)
    mein ne bahut sy signal use kiye hain lekin koi khass success nahi hoi hai aur na hi koi earn ing kr saka hon loss ziyada ho jata hai aur profit bahut km hota hai khud analysis kr nahi skata hon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear indicators signals or forex news ki hamari trading me bahot hi zeyda ehmiyat hoti hay, achi trading kabi b without signal or forex news k nahi ho sakti hay.
    • #3 Collapse

      Mai kabhi bhi signal ke upar depend nahi karta ho kyuke signal se hamesha loss hi hota hai humhe forex ke business mai khud se hi market analysis karni chaiye aur khud hi apni trade ko execute karna chaiye signal agar ap use kare ge to ap ko hamesha loss hoga.
      • #4 Collapse

        bhai signals sy hamy help milti ha bohat zeada trading karny ma lakin hamari problem yeh ha k ham signals ko theek time par follow nahi karty hamy theek time par hamy follow karna cahye..
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mansoor765 پيغام ديکھيے
          mein ne bahut sy signal use kiye hain lekin koi khass success nahi hoi hai aur na hi koi earn ing kr saka hon loss ziyada ho jata hai aur profit bahut km hota hai khud analysis kr nahi skata hon
          my dear brother agar aap ko forex business mein kafi knwoledge ho ga to aap signals ka bharpoor faida utha sakty hein in signals ki kafi importance hai aur ye hmare liye kafi helpful hoty hein lekin hamein maloom ho k signals kab aur kese use kerne hein
          • #6 Collapse

            Jab aap forex ko learn krain gey to aap ko different techniques, indicators aur signals bhi seekhney hon gey, jin ko seekh kr aap market ko judge kr saktey hain aur us hisab sey loss ko control kr saktey hain. Signals aap ko ziada loss sey bachatey hain aur aap acha profit lenay main kamyab ho jatey hain.
            • #7 Collapse

              hmm brother aap thek likh rhy ho bat ye ha k iss ma aap ko chaye ka ap log iss ma jo bhi signal ya indicator use krin wo 100% drust nhi hoty hian ye bat aap ko pata honi chyae or soch smajh kr use krna chyae pa ko
              • #8 Collapse

                hmmm dear real mn ap ka jo problem ha woh almost all new users ka sath hota ha ya woh user jo trading ko prefer krta hn learning pr ahista ahista woh bilkul e mayoos ho jata hn dear ab es ksm ka moka pr ap ko choti lots pr kam krna chaaya ha ap na knowldge ka mutabik and not other ka khna pr dear
                • #9 Collapse

                  asalam o alikum o alikum dear freind dosto kaise hain ap log froex trading main signals ko follow karne se bahter hai k khod se trading ko profeshinaly sekha jay or osko improve kia jay agar koi apko signal de saka hai to ap khod q nahi kar sakte
                  • #10 Collapse

                    gee bhai forex trading mein signals boht important hote hein aur in ko smjna trader ke lie bhtr bat hote he kion keh jb trader market ke signals ko smjh kar kam krta he aur apna order place krta he to us ke trade mein acha profit ho jata he to in chezon ko smjhein phir trading krein
                    • #11 Collapse

                      Dear ap ko sub se pehle khud learning kerni hai then ap ko kisi signal ki need nahi perti hai lekin ager par bhi gayee to ap ko achche traders se contact kerna chahiye
                      • #12 Collapse

                        signal ki importache to boaht hai ap k pass jitnay signal mazboot ho gy ap market ko utna bahter samjh sakian gy . or apna order profit main la kar ja sakian. gay . mazeed different indicator ko use krain taky ap earning kar sakain.
                        • #13 Collapse

                          Kafi importance hoti ha signals ki ku k iske through apko mehnat naii karni hoti balke appko signals mil jate hen and wo apko kafi achi tarha se manage karlete hen so hume chaiye k hamesha hamesha dosro k signals na karen follow
                          • #14 Collapse

                            signal bhut zyda iportant rakhty ham bagr signal k kabi bi kamyab n skhty is liya hamy cheya k ham us websote ko talsh kary jo hamy auchi or real inforamation dyti ho asa website ka talsh karna cheya hbamy tab hi kamyab ho ga ham
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Signal.ki hhut zyda iprtant hoti ha jab ham ak doara ki help karty rhta ha ak dosry ko signal dyta rhty ha tu hamy kafi help milti ha trdibg karna ma so hamy asa hi karna cheya soch samj k tardibg karni cheya tak ham auchi tae sa trding kr skhya bagr kise problame kr la dosro ko batna sa noqsan ni fyda hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X