Robot se Traing karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear es k bhara ma ap ko koi answer nai dy sakhta ho k ap insta forex k account ma rebot ko use kar sakhtye ho k nai kiun k ma tu rebot ki trading ko acha nai samjta ho kiun rebot ki trade sy profit tu hota hai lakin expert trader nai ban sakhta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ji bilkul sub se ghanda kam hein kay ap is kam mein robot ka shara lete hein mein isko thk nh smjta..mene kbhi robot ko trading mein use to nhi kiya per sunta rehti hun inke bre main asal mein robot trading wo hoti hein jo ke ap khd trading nhe krte.....................
      • #63 Collapse

        waise dekha jaye to aap robot per full bharosaa nahi kar sakte aur aagar aapko forex trading karne ke liye robot use karna hai to aapko chaiye ke aapka account balance jada ho to achcha hai.
        • #64 Collapse

          dear mery khayal me to robot trading kabi nhi karni chaye kinu robot trading k ley big capital ki zarorat hoti hay. robot trading me app ko profit b ho sakta hay or loss b, hamesha khud hi trading karni chaye.
          • #65 Collapse

            g bhei hum forex tarding mein robots use karn sakt hein bhot se log robot use kart hein mger robot to insan na bana hein is se be hum ko loss hot hein humein robots se manden line chenyein mger kund zayed kunshis karni chenyein tarding karn ke pher ap ko robots se zayed achi earning ho gy
            • #66 Collapse

              bhai mere khayal main forex trading business main robot ka use karna ziada profitable nahin saabit hota is se ziada tar app main loss main he rehte ho app yahan manual kaam kar kay ziada acha kama saktay ho.
              • #67 Collapse

                dear ye aap ki marzi ke aap robot trading karte ho ye manual trading karte ho .... lekin robot trading mere nazermai acha nahi hai ... aur manual traing best hai ..insani demagh buhat sharp hote hai compare to robot
                • #68 Collapse

                  Dear robot ko hum use kar sakty hai iss par koi bhi masla nhi hota hia ye aik EA hta hia aur iss main aap ko kuch nhi karna parta bus khud he iss main trade hoti hai EA ki instruction k mutabiq tu iss main apa ko loss aur profit donoo ho skata hai
                  • #69 Collapse

                    yar hum insta main roboot ko use kar sakty hain lakin,,mera nai khyal se hamain aisa karna chaye hum apni earning ek machine k hath main kyu rakhy and is main hamara future hai so hamain chaye k hum is ko use na karain and khud par bharosa rakh k manual trade karain...........
                    • #70 Collapse

                      robot forex trading myn auto trading krny ka liay use ho ta hay aur kafi trader is say trading krty hyn aur aksar trader is ko pasand nahi krty woh is waja say kay ye trader ko apni marzi say profit deta hay aur aksar loss ziada deny lagata hay mery nazdeeq robot say trading krna fazool hay
                      • #71 Collapse

                        dosto me new users ko strickly advice karo ga ke please robot trade na akrey is se app ki skills me koi izafa nahe hota or app apni investment kisi or ke bharose chor dete ho sab se best manual tarding he or is s eapp market me rehte howe seekhte ho
                        • #72 Collapse

                          i think k robot moving everage k sath kam krta hy jis k ly ap k pas acha kahasa balance hona zarori hy. or dosra yeh k robot hedging b krta hy ap k account ki safety k ly jis k ly zarori hy pr ka mt4 hr wqt open rhy or ap online rhen pak ma yeh mumkin ni
                          • #73 Collapse

                            forex mein jab main aya tha tu main ne bhut sara reboot k bara mein pata muj ko chala tha lakin jab se main forex mein trading kar rha ho tu main kud se trading karna ko like karta ho kyun k agar hum kud se forex mein trading karta hain tu hum forex mein aik acha trader ban skta hain.
                            • #74 Collapse

                              bhai mai tu yahi kaho ga k hamesha khud se trading karo aur koi rabot na istamal na karo kyo k agar hum khud se trading karay gai tu hamara he faida hai aur robot se karay gai tu hamarra bonus ek he bar mai zaya ho sakta hai is liye humy chahye k hum manual trading karay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes of course ap pak forex me robot sy trading kar sakty han insan ny hi to robot ko banaya hai na k robot ny insan ko but jab ap pak forex me robot sy trading karty han to apko loss hony ky chance bohat zayadah hoty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X