Robot se Traing karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    han g forex mein robat sa traning karna be fazool he hai.. kuen ka.. wo automated hota hai.. aur wo aap ko bara loss be karwa sakta hai.. is feild sa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      robot say trading kerna meray nazdeeq itna faida mand nahain hai jitan k mannualy hum faid lay saktktay hai ager manuual nahain ker saktay to phir robot say faida liya ja sakta hai.
      • #168 Collapse

        je dear hum instforex per robot ko use kar sakhtay robot manuall trad karta ha as may ap ko mehnet ne karna parte ha mary khyal say robot ki bejay kud trad karna zadha bhtr ha robot agr ap say tekh set na howa tu ya ap ka loss bhe kar sakhta ha
        • #169 Collapse

          dear maine kbhi robot ko trading main UTILIZE in order to nhi kiya per sunta rehta hun inke baray main ,.
          asal main robot trading wo huti hai jo k ap khud trading nhi kerte balkay auto tarading laga k choor dete hu,.aur computer isko agay lejata hai,.
          • #170 Collapse

            forex maket me achy rogbot bi hian and loss kerny waly robot bi hain so aisa
            keh sakta hai ka robot ko use kerna chaye .agr ap mehnaga robot use kern gy
            to apka loss ni ho ga agr systa use kern gy to losss k chance hon gy.
            • #171 Collapse

              hum apny trading account per robot trading kartay hai insta forex forum per tou hamara trading account banned nahi hota hai aur hum robot trading easily kar saktay hai kyun k robot trading main hamara trading account ko robot trading karta hai.
              • #172 Collapse

                Robot se trading karna eisa hi he k jeise ap apni gari kisi robot k hath min de din k wo apko apni marzi pe kahin bhi le jaei ya accident bhi kar de because ye to market he aur market to apni marzi se aur market factors k asar min hi chalti he jab k robot aik set computrized programms hote hin.
                • #173 Collapse

                  robot trading ka emra experience 2 months ka hay main nay robot 444 use kia tha and mera capital 88 $tha and trade start ki to first trade main 27 cents ka profit hua tha lekin is kay bad regularly loss hua and akher main jub capital check kia to wo 5$ tak ho gea tha so i think kay robot trading big risk hay to is ko avoid karna
                  • #174 Collapse

                    Asslam-o-Alakum my dear brother ap insta forex k account ko use ker sektay hain aur insta forex k account per robot ko use kerne ya na kerne se ap ka account ban be ni ho ga.
                    • #175 Collapse

                      Sir g forex tarding mein robots use karn sakt hein bhot se log robot use kart hein mger robot to insan na bana hein is se be hum ko loss hot hein humein robots se manden line chenyein mger kund zayed kunshis karni chenyein tarding karn ke pher ap ko robots se zayed achi earning ho gy.....
                      • #176 Collapse

                        G bro apne acha sawal kia hai lekin mere khayl se toh robots se training lena bhi acha hai q k bht se robots humey acha profit dete hain........
                        • #177 Collapse

                          Bhai jan jha tk mujay is baray mai knowledge hai to mai apko btana chahoo ga k trading mai trader 2 trha say trading kr skta hai.(1) manual Or (2) Robot,Trader manual trading b kr skrtay hai or Robot b lakin mere khyal say robot say trading krnay say phlay broker ki terms & conditions ko zroor read krna chahiye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #178 Collapse

                            saklaam nahi bhai h8ujj m robot trading bilukl bhi nahi ker sakte hai hum usmay kafi loss uthate hen and profit kafi kam houjata hai phir humara
                            • #179 Collapse

                              robot say trading karnay ka mujhay nah to patta hay aur nah hey main keh sakta hoon keh robot say trading ho sakti hay agar aysa hota to koe bhe trader market ko check nah karta aur koe experience kay peechay bhagta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex ke business me robots se trading kar ke ham kafi loss kar sakte hain or apni trading ko or apne account ko risk me dal sakte hain mere khayal se kisi ko bhi robot se trading nahi karni chahiye yeh business manually he sahi reta hai ap ke lye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X