Loss se kasy bacha jay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se kasy bacha jay
    ap account jitny se b start karein ap ne sab se pehly jo b oder lagana hai wo jab tak profit na dy us closs na karo laga asi jaga ho jaha ap ko yakin ho market up ya down zaroor jay gi foran oder closs na kia karo 1 ya 2 din me b ap ki trad profit me aay jo b raqam ap is trad se earn karein phir us earn ki hui raqam ko apni sari amount samjiy k mere pas itny hi hein aur phir us se trad karein ap zaroz kamyab ho jay gy apny tujarby se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhia loss se bachna he to apne trading mein experience acha krein aur apne trading mein greed na krein kabhe bhe apne trading mein mistakes aur emotional work na kia krien to es trah ache planning bna kr work krin to phir kabhe loss nhe ata he aur success hote he
    • #3 Collapse

      loss se main ye samjhta hon k agar humey bachna hah to humey chahie k jo humare mistakes hain jin ki wajha se humey loss ho chuka hah un ko dor kia jaye aur us k bad phr apne knowledge main jitn ho sake izafa kiya jaye sth sth saikha aye tab he loss se bacha ja sakta hai
      • #4 Collapse

        dear mai loss sa bachna ka leya apne trade mai lazme stop loss dy ta ho es say muzha kafe safe trade ho jati hai magar jab mere trade jada profit mai chala jati hai tu mai us mai sa kuch pip profit ly ker apne stoploss ki value change ker ly ta ho.
        • #5 Collapse

          ap agr intrested hai n k ap ko loss na ho tu ap ko sab sy pehly stop loss aur take profit ki limits ko har hal ma on karna ho ga us k bad ap ko small lot size k sath trade karna ho ga agr ap asa kary gy tu ap faidy ma rahy gy. . .
           
          • #6 Collapse

            loss se bachne k liye humey chahie k hum apni mistakes ko dor karain jo hamare ghaltian hain jin ki wajh se humey loss hota hah un ko hum dor karain aur un ko apna strong point banaye tab he aj k hum mere khyal main loss se bach sakte hain
            • #7 Collapse

              jab b ham apni trade on karny waly hoty hain hamy trade on karny sy pehly lazmi market ko deakh lyna cahye k market hamari favour ma ha b ya nahi agr favour ma ha tu trade on kar ly varna off rehny dy
                 
              • #8 Collapse

                han bahi jahan tak mara experience ha ma bas asy karti hon jab mari trade profit ma ati ha ma lalch nahi karti balky off kar dyti hon apna order jab dubara market favour ma hoti ha pher laga dyti hon
                 
                • #9 Collapse

                  brother iss ma buht asan kam bhi nhi ha sab sa pehly aap ko pori market ko smjhnaor dkeha nhtao ha uss k bad he aap koe nter hona hota ha or is ma stop los slazmi use krna chaye ye na ho k aap profit k wait ma sab ka sabloss kr dein
                  • #10 Collapse

                    Aap ney jitni bhi lots lagayeen hon, koshish yeh karain keh sub ko profit main hi close krain aur koi bhi lot loss main close na ho. Is tarah aap loss sey bach saktey hain. Is ky elawa big volum ki lots na lagayen aur agar loss hota ja raha hy to is ko recover krney key leye buhat soch samjh kar dosri lot lagayen.
                    • #11 Collapse

                      Trading main different strategies use ki jati hain. Aap different pairs main kam krain lekan volum ka size small rakhain. Jo lots aap ki profit main jayen un ko close krtey jayen aur jo lots loss main ja rahi hon un ko profit main change honey ka wait krain aur phir close krain. Is ky elawa 100 pips sey ziada market aap key against ho jaye to hedging kr lia karain.
                      • #12 Collapse

                        loss say bechnay k buhut say tarikay han aik tu ager experince kum ha tu trader khayal rekhay lot siz eka chotti lot size say trader zyada safe rehta ha or analysis kerna seekhy jis say profit earn hu
                        • #13 Collapse

                          Forex trading 1 esa business mai hai jismay loss say btchna mushkil hota hai.Forex trading mai loss say nhi btcha ja skta hai lakin profit or loss ratio ko manage zroor kiya ja skta hai.isi liye forex market mai trading krnay say phlay rsik reward ratio or money management ko calculate krna zroori hota hai.
                          • #14 Collapse

                            dear loss se bachne k liye ap ko no doubt es business mai achii learning karni ho jab tak ap learing nhn karo gy tu ap ko faida haisl nhn ho ga aur na he ap acha eanr kar skt o guy soo ap ko aage chal kar mazeed acha earn karna ho ga....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              loss se bacna hai tu ap ko forex men zada se zada practice kerna ho gi or zada se zada apna ap ko behter bana ho ga or kam risk lay ker trading kerna ho gi yehi best way hai
                              Success is the Best Revenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X